asslamo alikum piyara dosto or bahio umeed karti hu sab khariyat sa honga or apni trading ka lutf la rha honga.dosto aj ma ap ko ya btana chahati ho ka forex trading ma sirf market trend he ap ka sab sa axha friend ha kw ka hmari har trade market trend pa he depend karti ha agar ham log apni nai trade market ka trend ka mutabiq lgaynga chaha wo sell ka trend ho ya buy ka to koi bhe chez ap ko earning karna sa nai rok sakti or agar ap trend ka mukhalif koi bhe order lgyanga to us sa ap ko bht zada nuaqsan uthana par sakta ha islia mara piyara dosto jab bhe market ma enter hona lago to sab sa phla market ka trend check karo ka kia ma saiii time pa market ma enter ho rha ho or us ka bad apna sab sa axha analysis bnaya jo market ka trend ka mutabiq ho or phir apna koi bhe order place kara kisi bhe pair par ap ko kabhi bhe nuqsan nai hoga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим