What is Leverage
Leverage Facility basically Forex trading market mein aik credit facility hoti hai, jisko aap properly utilised kar Kay apny account balance sa zyda units purchase or sale Kar sakhty Hain.
Advantages of Leverage
Forex trading market mein agar aap leverage Kay advantages ko study krna Hain, tu ismein aapko sb sa phly leverage Kay concept ko in detail understand karna hota hai. Leverage ka basically purpose yah hota hai, Kay jab ap forex trading market mein purchase ya sell krty Hain, usk liye aapko units ki selection krna hoti hai, jisko forex main lot size kaha jata hai. Jab aap kei selling or purchasing krty Hain, tu broker aapko yah facility provided kar raha hota hai, Kay aap apny account balance ki basis per milny waly margin sa zyda units purchase or sale Kar sakhty Hain. Tu forex trading mein jab aap is facility ko carefully focus karte Hain, tu aapko yah idea milta hai all over the world kei eisa business nahin hai, jismein aapko itni zyda credit facility provided ki ja rahi hoti hai.
Why Brokers Give us Leverage
Leverage Facility ko discuss krny sa hamary mind main yah idea ata hai, Kay brokers hum ko kun itni zyda credit facility provide kar raha hai, tu iska basis purpose yah hota hai, Kay jitni bri lot size ho ge broker ko definitely itna hi zyda advantages available ho sakte hain. Is liye broker aap maximum leverage facility provide kar raha hota hai. Likn aik important point aapko apny mind mein zaroor focus krna cheiye, Kay jab aap ko nuksan ho raha hota hai, tu aapk account balance ki limit Tak aapko ya facility provided ho get, us limit Kay bad authomatically running trades close ho jaati Hain.
Disadvantages of Leverage
Forex trading market mein agar maximize leverage facility Kay sath trading kar rhy hoty Hain, tu ismein benefits Kay sath sath aapko kuchh drawback bhi ho sakhty Hain. Jab aap maximum leverage facility ki waja sa lot size ki selection zyda krty Hain, tu ismein aapko maximum loss ho sakhta hai, jis sa margin call Kay chances ho sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим