aik time pay kitni trades open karni chaiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    aik time par aik sey ziada trades laganey ko over trading kahtey hain aur ye apko nahi karna chahiye q k is sey loss hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      hamen kabhi bhi forex main ziada lalach nahin karni chahiye aur hamen always aik time par is main apne capital ko dekhtey huwey is main trade karni chahiey tab hi hum is main kamiyab ho saktey hain.
         
      • #138 Collapse

        je han forex trading may ap zada trade ko open na karain kyo kay app itni zaida trades ko open kartay hain to ap ko trading kay baray main kuch bhi samaj nai ati hai kay kis kohandle karain kis ko stop karin
        • #139 Collapse

          tread to app jetnty chaye kolin leakin app ko es say zedea fidea na ho ga kuky jb app profit ke traf ja reay hon to zzeyada tred open krnay may koee hirge nizeyada tred open krnay say app ky accont ko nuksan ho skta hay
          • #140 Collapse

            ziada trading open karnay say aaap ko samjh najhee aye ga lehaza aik par he tawaja karain
            • #141 Collapse

              ya to depent karta ha ap k account ma kitna balance ha or ap k experience par be trading depent karti ha ap k experience par agar ap k pas balacne zayada be ha to ap us waq tak trading sy acha profit hasil nai kar skyta jb tak ap k pas trading ka acha experience hasil na ho trading depent karti ha ap k knowledge or experience par.
              • #142 Collapse

                bhai mjhe nahi pata ke forex trading mein ek time mein kitni post krni hoti hai jaise baki bhaiyun ne kaha ap ki marzi hai ke kitne bhi trade ek time openn kre waise agr hm ek waqt mein ek hi trade p kam kre tu ye zada behter hai
                • #143 Collapse

                  dear we can open trades as per our capital or investment if we have large amount of capital or investment then we can open large number of trades and if we have low investment or capital then we should open little number of trades otherwise we may go into loss
                  • #144 Collapse

                    voto apke expereince pe depend karta hai dear ke ap me kitna skills hain k ap ak time pe kitni trading karskte ho but me yehi kahunga k apko just investment ko dekh kar 4 trade karne chaiye tha apko jo loss agar hone wla hoga to vo kam hoga dear so becarefull while you are trading...
                    • #145 Collapse

                      trades ap apni equity k hisaab sy krty hein agr ap k pass equity km hy to ap aik ya 2 trades per hi kaam krien aur agr ap k pass equity zyadh hy aur ap risk bi ly skty hein to zyad lots per kaam krien lekin hmesha stop loss k sath kaam krien q k yeh boht ahm aur achhi cheez hy aur ap ko mukml defalter hony sy bchati hy.
                      • #146 Collapse

                        g mary khayal main aik time main aik ya doo trades open kane chahye ham agar aik ya doo say zaiyda trade ko open kary gay to us main hamai kam profit hasil ho ga is laye eik time main aik ya doo trades open karain.
                        • #147 Collapse

                          dear brother i think kay ye humari abilities aur experience kay uper depend karta hay kay hum aik time main kitni trades pay concentration kay saath focus kar kay work kar saktay hain, ager hum capable hain to kyun nahi hum aik say ziada trades kar saktay lekin ager hum ziada trades ko handle nahi kar saktay to humain aik ya do trades pay he focus karna chaheay...
                          • #148 Collapse

                            aik time main aik hi trade lagao ta k ap ussi per aram se concentrate kr sako baz defa aysa hota k ap aik se zyada pair per trade lega detay ho ar woh dono loss per ja rhay hotay ap dono ko hi los per close krtay kiun k ap time nai de pa tay
                            • #149 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                              mai pochna chahta hun kay aik time pay kitni trades open karni chaiye kiu kay aksar aisa huta hai kay aik pair profit nahi de raha huta laikin dosra pair profitable nazar ata hai tu kia humai wo bhi open kar laina chaiye ya aik hi trade par concentrate karna chaiye?
                              dear agar ap ne tradnig karni hia or ap new user hai to pehly ap ne ak he pair par ak lot se trader karni hai silow silow ap ne samjhna hai trading ko phir ap ne agar work krna hai lot incrset karni hai etc
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Aik hi waqt per aik hi trade lagani chahiye agar che equity ziyada kun na ho kun k hamesha negative side per b khiyal karna chahiye. aur aik se ziyada trades lagai hon aur tamam hi minus main ja rahi hon to sara account khali ho jaey ga. Account ki protection k liye aik hi waqt main aik hi trade lagani chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X