aik time pay kitni trades open karni chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    Forex chahey aap jitni trade khol lin koi bandish ni lekin jab aap ziada trade open krin ge to un ko samjhna mushkil ho jai ga is k ilawa jitni trade barhatey jain gey to usi hisab sey lot size barhata chala jai ga or market against janey pr account wash honey ka khatra barh jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      Mery bhai mera aik month ka experience hai ma is py yeh comment kron ga ky humen aik waqat ma.aik traade lgani chye usi ka proper analysis krna chye aor isi ky upr focus rahen ta ky ap is ko manage aor handle kr sken agr ap zeyada trade lagain gu to ap khud confuse ho jain gy
      • #888 Collapse

        dear jitni bhi kro koi harj nahi hai y eaikk online kaam hai is ko kahin bhi kia ja kst ahai ye aik online buiness hai is ko bahut sy loog krrahy hain y eaik good buines shai is ko bahut ziyada mehnt sy ki ajai ga
         
        • #889 Collapse

          merg khyal m har trader k balance p depend krta hai k kitna balance ha us k lihaaz se trading kni chahye aur koshish krni chahye k maximum 2ya 3 trades open krain
          • #890 Collapse

            aik time man trader ku zyada trades nae open kerni chahyn oc say trader double minded hu sakta hai ya ghalti ka chance increase hu jata hai. jis say ap ku loss hu sakta hai ic liye single trade theek hai.
            • #891 Collapse

              ujhe to nain pata kay kitni open karni chahieen.lekan kia hai kay apnay bass main to jitno posssible houn open karr kay kaam shuru kar dun.lekn rules and regulations kou bhi to follow karna larta hai na
              • #892 Collapse

                boht say log kam karty hain to humain achi earning ahsil ho sakti hay aik time main achy say trends ko follow kar kay planing kar kay humain trade lagni ho gi tab achi earning hasil ho gi
                • #893 Collapse

                  Is main hamain apny mind main invest kar k kam karna ho ga ta k hum is main itny achy say earn karein aur is main hamain kam karna hai to hamain is main experience kar k utnu trade karni ho GI ta k loss kam ho
                  • #894 Collapse

                    waisy to is bat ka koi hard and fast rule nahe hai k ap iak time main katny trade open kairn q k is bat ka depend ap ki equity per hota hai or ap k forex skill per k ap jahan per koi move daikhan us move ko cash karwany k lai trade open kar dain . jahan tak mery bat hai to main gold main trade lgat ho or jab tak aik trade close na ho us time tak dosary trade open nahe karta
                    • #895 Collapse

                      aik waqt me trading hamesha aik he baar karni chahiye aik he trade lagani chahiye starting me traders ko ziada experience gain karne ki zarurat hoti hai jab tak acha experience nahi hota hai aap ke pas tab tak aap ko risk kam he lena chahiye takey aap ziada loss face karne se bach saken .
                      • #896 Collapse

                        agar aap k pas margin available ho to aap aik time men multiple trades open kar sakty han jab bi aap ko koi acha setup nazar ay jisy aap trade krna chahty han to trade open karen is men koi masla nhe ha aap available margin k sath multiple trades open kar akty han.
                        • #897 Collapse

                          Forex treding buznees min jahun tak is ko min ne jana hy mera kahyal hy kah hum ko aik hi taim min aik hi trede ko open karna cahye esa karne se hum ko zyda loos nahin ho ga mera kahyal hy
                          • #898 Collapse

                            aik time pe apko aiuk hi apni trade ko open karna ho ga i9s pe hi apko is kay result ko check karan chaiy kay apko is say lost hota hai ya is say fadia hota hai phir is kay baad hi apko aaur koi bi trade ko open karan chaiy
                            • #899 Collapse

                              Forex trading mai iss baat pay koi pabandi nai hai ke app aik time mai fixed trades he kar saktay hain . lakin traders ko khud b chaiye ke woh apnay capital aur trading abilities ko daikh kar he trade karin tu acha rahy ga. zaida trade ka aik masla yeh b hota hai ke un ko manage karna b mushkil hota hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                in my opinion aap ko money management rules ko strictly follow karna chahye aur usi k hisab se he trades ko pen karne is hisab se aap ko aik time men all open trades par 5% account ka risk allow hota ha follow rule to gain success

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X