aik time pay kitni trades open karni chaiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    humain trade main agr kam karna hay to huamin is main aik hi time main aik trade ko achy say place karna hay kun kay agr hum is main indicattors ko avoid kar kay kam karty hain to huamin loss ho sakta hay profit hasil nai ho ga
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      is main hum aik time mai aik trade open kar kay high volume main trade open karty hain to humain acha profit hasil ho sakta hay magr humain high volume main humain kafi risk hota hay
      • #873 Collapse

        aik time main humain aik ho trade main kam karnay main achi earning hasil ho sakti hay humain chahiye kay humain market main achi earning hasil ho saky ta kay humain loss km ho skay
        • #874 Collapse

          forex trading mien ap ek time pe jitni chahen trades open kar skte hian apko chahiye ke ap is mein apne money management plan ke hisab se is mien trades ko open karen.
          • #875 Collapse

            Aik hi time main multiple trades main kam karna mushkil aur risky hota hy. New comers ko aik hi pair main kam karna chaheye aur aik hi trade lagani chaheye. Jab aap trading seekh jayen to multiple trades open kr saktey hain. Aap ko apni equity key mutabiq trades lagani chaheye aur kam sey kam risk lena chaheye.
            • #876 Collapse

              Traders ko many orders open karnay say avoid karna chahye.Some time many orders ko manage karana bohat difficult ho jata hai.Agar hum yaha per one order ko hi successfully manage karen tu better ho ga.
              • #877 Collapse

                new traders ko to aik time man aik hi trade open karna chaye kiu k new traders k paas experience nahee hota hai is liye un ko pehle forex main slowly slowly experience hasil karna chaye taa k wo bhi expert traders ki tarah se trade kar sake
                • #878 Collapse

                  merey khayal se tou 2 ya 3 trades kafi rehti hy kyun ky humein tradees ko open kar ky chorna nhi hota hy un ko watch bhi krna hota hy lehaza in sab ko manage krna hota so merey khayal se tou humein ek waqt mein 2 ya 3 trades khulni chayein wo kafi hoti hy umarey liye
                   
                  • #879 Collapse

                    hmmmm dear daikhan ka agr to ap log acha indicators ko use kr rha hn and ap ke grip kafi mazbot ha apna indicators ka signel pr and signel ko follow krna bh ata ha to phr kabhi bh ek pair ko follow na krna and agr ksi dosra parir sa acha signel mil rha ha to us mn trade dal dn and acha sa eanring krna start kr dn dear forex market mn yeh bh kafi zyada acha moka hota ha earning ka liya agr koi krna chaya to
                    • #880 Collapse

                      Bhai g forex trading mai jub ap market k observe ker ke trade k open kerty ho tu apko chahye hy k ek time mai ek he trade ko open kiya karo is ka faida hota hy nuksan nai
                      • #881 Collapse

                        Yar hamre pass itna balance nahi hai ke hum har currency pair kily alag alag entry laga le aur sath mein har pair se paise kaamate jaai lekhan kha ye bat hum samajhe sakhte hai ke aik he entry kafi hai forex mein
                        • #882 Collapse

                          aik time pay trade open karna balance may kafi depend karta haai ... or xada trade open karna katarnak b ho sakta haai agr aaap ka experience kam haai kyun k agr market reverse ho jaye toh bohat xada loss hota haai .. is liye 5 say xada trade open na karian
                             
                          • #883 Collapse

                            aik time pay trade open karna asay deicede nhe ho sakta... ya aap k lot size pay b depend karay gaa or account balance may b .. agr toh aap proper stop loss use kar rahaye haai toh xada kar leyen warna outni open karian jo aap easliy manage kar sakyen...
                             
                            • #884 Collapse

                              I think one should do two trades at a time, for example, if he is making his first trade in "buy" and the market is going down, so he must make another trade in "sell", so he can get profits from his second Commerce.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                Forex markwt bohat zada risky market hai. Ap koshosh kray k es,market mai ak waqat par ak trade he ope kray ya phr ap money management ky rules ko foloq kray. Tou ap es waqat mai zada order bhe open kr sakry hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X