aik time pay kitni trades open karni chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    ak time mai ak he trade karo aur es se jab be profit ho jae 10 ya 15 dollar ka tu kat kar do aur pher se wait karo sahe time ka and esti tarha se small orders lagai and scalping karo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      forex main jo new trader hain tu woh is main kafi ziadah trade open kar laitay hain and lot size kam nahin rakhtay.is liay loss kar laitay hain
       
      • #708 Collapse

        ye to ap ka capital aur leverage par hi depend karta ha ka ap ka capital kitna ha low ha ya ziada. agar ziada ha to ap ziada trades bhi open kar sakta han magar lot size kam sa kam hi hona chahia. ye bhi ho sakta ha ka jo pair ap ko profitable nazar aa raha ho wo bhari loss ma chala jai is lia pahla analaysis kar lain phir hi trad eopen karan.
        • #709 Collapse

          my sweet brother to app trading main jitni marzi trade ko open kar saktay hain lakin mashwara yeh hai kay app zaida trade ko open na karain kyu kay app jab itni zaida trades ko open kartay hain ham aik time pey aik hi trades karni chahye kiun kay agar ham aik say zaiyda trade kary gay to hamy koi bhi faida hasil nahi hoga and hamy esa krny say loss hi loss hoga ise liye aik time pey aik hi trade kary
          • #710 Collapse

            Yeh to aap par depend karta hy keh aap key pas kitna balance hy aur aap ko market ki kitni information hy. Jab aap ko market ki samjh aa jaye to aap aik sey ziada trads laga saktay hain aur aik sey ziada currencies main kam kar saktay hain. Lakan yeh risky hota hy aur is main jahan profit ziada aata hy wahan loss bhi ziada hota hy. is leye jab aik sey ziada trades lagayen to careful rahain.
             
            • #711 Collapse

              sab se phele apko apny accout ko dekhna chahiye k us me kitna balance ha or es k ilawa agr ap k account k balance me dam ha to ap minmum 2 trade lagaye k agr aik se nuksan bhe
              • #712 Collapse

                Bro muja lagta ha ka humia ak waqt ma 1 he trade karni chaiya takey hum ko handle karna ma mushkil na ho. or ap easly work kar ka earn kar saky, Agar ak sa zaida trades open kary gya to ap ko handle karna kafi muskil ho jaya gya jiss sa loss ka chance bar jata ha
                 
                • #713 Collapse

                  mairay zate khayal k mutabiq apkio daily aik time pay sirf aik hi trade lagaani chaiye hai or is say jab ap kuch earn kar laij then ap next trade open karain or account ko kam say kam risk main rakahin
                  • #714 Collapse

                    wesay toh forex mai jitni mrzi trades open kr sktay hain lekin meray khayal sy behtr hota hy k kam sy kam trades open ki jaye takay concentration lose naa ho. kafi baar market itni tezii sy change hoti hy k kafi saray trades aik sath manage krna impossible ho jata hy
                    • #715 Collapse

                      Dear, forex trading aik acha buisness hy so apko aik wkt men ziada trade nhe open kerni chahye ku k apko smjh nh ati k kis ko kis yrhn handle krn so aik time men aik he trade open kren
                      • #716 Collapse

                        mere tu kahyal aysa tu apko chaiy kay ap aik hi time peiak hi ordev ko open katray kay jsisa y ap aik boaht hia chi tarding kar sako ghay aur pako ois ytarinhg kay karnay ka fadia bi ho ga v
                        • #717 Collapse

                          if you are really interested to make money from this business of the forex trading and if you are looking to make good money from your every trade then you should have multiple opened trades at the same time because you are unable to manage them properly.
                          • #718 Collapse

                            ASSALAM O ALAIKUM ///////////
                            bhi ek time pe sirf ekbhi jan insta forex bara zabardast online bussiness hai ye saray online jobs se behter hai i love this bhi ap isse tarah is par kam karte rahen keep working on forex and soonyou will become a very good trader
                            • #719 Collapse

                              aik waqt me aik he karni chahiye aik se zada aap ko confuse kar deti hain is lye aik time me aik he trade aap place karo takey aap ko uss e loss kam ho or aap ki concentration pori ho to aap zada se zada uss se trading achi tarha kar saken .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                Forex trading market main wo hi trader kamyab hote hain jo apni trades ko manage karte hain. mere khayal main forex app ko ek time main sirf ek hi trade open karni chahiye or ic par hi focus karna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X