Trading mein wait Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading mein wait Karen

    walaikum salam dost reading hamesha sabar se karni chahie aur trading karne se pahle market ko acchi tarah analyse karna chahie aur market ki movement ka andaza lagana chahie ke market upar ja rahi hai yah market niche a rahi hai aur trade open karne se pahle ek acche point ka vate karna chahie phir trade open karke achcha profit Hasil kar saken gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading mein wait Karen

      kuch log bonus ko Is Tarah istemal Karte Hain Ki vah apni Falak ko aajmane ki koshish Karte Hain aur trading ke upar tuka Lagane Ki Koshish Karte Hain trading Ek Aisi chij hai Jisko acche aur Behtar Andaaz Mein analyse Karke tuka Marne Ki vajah Insan acche tarike se trade kar sakta hai. Insan Agar analysis Mein expert ho jaaye to vah trading Mein vate Karke aur acche time ke upar trade karta hai Jis Se Usko bahut jyada profit Hota Hai isliye Insan ko trading ke andar bahut jyada wait karne ki jarurat hoti hai aur jab Mun Asif Waqt Ho to vah uske upar trade Karen jisse usko loss kam hoga aur fayda bahut jyada hoga. experience to log Hamesha acche Waqt ka Intezar Karte Hain aur acche time ke upar trade kar lete hain jisse use unko bahut jyada fayda Hota Hai.
      • #33 Collapse

        Re: Trading mein wait Karen

        Ji han aapki baat bilkul theek hai treading mein wait karenge itna zyada wait karenge utna hi Achcha profit hoga agar aapane apni mehnat ke sath trade open ki hai tu soch samajh Kar close Karen loss mein closed bilkul na Karen use profit mein aane de FIR close Karen acche profit ka wait Karen jaldbazi mein agar main close karenge to aap ko sirf loss hoga jaldbazi se dur Rahe jaldbazi sirf insan deti hai jald bazi se insan kabhi Kamyab nahin hota Forex mein kamyabi ke liye zaruri hai Sabir aur mehnat Sabir aur mehnat aur planning ke sath trading karenge jo aap unlimited earning kar sakenge agar aap New members to sabse pahle trading ka experience aur knowledge Hasil Karen best practice ke liye practice karenge aap experience or knowledge ko increase Karen
        • #34 Collapse

          Re: Trading mein wait Karen

          Agar humne trade open ki hai to Hamen ismein wait bhi karna chahie kabhi bhi trading karte hue jaldbazi nahin Karni chahie hamesha market ko acche se analysis karke market ki movement ko samajh Kar best entry point aur strong signal ke sath hi trading karne chahie agaram trading karte hue jaldbaji karte hain money management ko follow nahin karte lot size ka use apne account balance Dala kar dete Hain to Ham kabhi bhi ismein kamyab nahin ho sakte isliye main chahie ke hamesha ismein mehnat ke sath kam karte rahen kyunki Forex mein mehnat ke sath kam karne wale log hi kamyab hote hain aur wohi achi earning Hasil kar sakte hai
          • #35 Collapse

            Re: Trading mein wait Karen

            Trading mein agar aap kamyabi chahte hain aur agar aap apni investment share trading Mein profit Hans mat karna chahte hain to aapko chahie ki aap Sabar se kam Le aapko kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahie agar aap trading Mein jaldbaji Karenge to aapko sirf lost hi hoga isliye Sab members ko chahie K trading Mein kam karne ke liye Jyada vate Karen aur Jyada Subah Se Kam Le aapka Jyada Se Jyada Sabar aapko trading mein bahut acchi earning dila sakta hai
            • #36 Collapse

              Re: Trading mein wait Karen

              Ji han dear aapki baat bilkul sahi hai Forex trading business Mein kam karte hue hai aapko chahie Ki Main vate Karenge ok Jab aap jaldbaji Mein Apna Koi Vikas ka karte hain to aapko loss ka Samna karna pad sakta hai isliye lost se bachne ke liye kabhi bhi jaldbaji se kam na Karen Bol Ke Acche tarike se Soch Samajh Kar Koi Bhi Bata Karen Taki aapko is business Mein acche advantages Shastri karne ka mauka mil sake Forex trading business business hai ki jis mein aapki Jara Sikh hota hai aur jalva ji aapko loss ki taraf Lekar Ja sakti hai isiliye loss se bachne ke liye market ki movement ko samajhna aur acche tarike se Soch Samajh Kar Faisla karna aapke liye bahut important Hota Hai
              • #37 Collapse

                Re: Trading mein wait Karen

                G bilkull jb ap trade lga len to markete k oper jany ka wait kren. Agr ap ki trade loss men jati hy to ap foran close na kren bal k us k stable hony ka wait kren kion markete oper any men time nahen lgta but ap loss kr skty hen agr ap ny close kr di
                • #38 Collapse

                  Re: Trading mein wait Karen

                  Ji han bilkul theek baat hai trading mein hamen wait karna chahie tha ki hamari trading bhi acchi Ho Ham usse bahut achcha profit bhi Hasil kar sakte hamen trade lagane ke liye bhi bahut jyada soch samajhkar trade lagani chahie aur Agar trade lagadi Hai to chote chote profit mein apni date ko close karna chahie Agar loss hota hai to jaldbaji me apni date ko close nahin karna chahie balke market ko dekhna chahie ki market ka Volume yah market ke kis site par move hona chahti hai uske mutabik trade ko close karna chahie
                  • #39 Collapse

                    Re: Trading mein wait Karen

                    Jiya pyar dost ko bahut kiya tha sawal Kiya gaya hai ki hamen chahie lagate Hain hamen chahie keh create Karen old Karen doston trading koi aisa aasan Kam Nahin Hai yah bahut hi miracle Kahan Hai ek Bar kyunki movement par hota hai market kahan munh kar rahi hai kya kar rahi hai kaise kar rahi hai pyare doston hamesha hai kya market kahan kar rahi hai kya kar rahi hai kaise kar rahi hai to hold karna chahie vate karna chahie uske bad hi hoga inshallah hoga
                    • #40 Collapse

                      Re: Trading mein wait Karen

                      Hello everyone
                      han g blikul sahi kaha trade mein hamesha wait karen trade karty waqt kisi b qism ki jldi na karen hamara ye trade ka business hy hi wt aur sabar ka forex mein hmesha hi hamara patience test hota h
                      let suppose ham ny kisi chiz mein trade ki aur market hamary opposite ja ri h market hamary haq mein n h esi soorat mein hamain loss ho rha h aur humain is loss mein kbi b market close nhi krni h balky wait krna h k market kab hamary haq mein ay tab tak wt krna h aur sabr sy kaam lna h
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        Re: Trading mein wait Karen

                        Koi trading Mein wait Karen acche entry point Hasil karne ke liye trading main aapko Shabd ke sath kam Lena chahie tabhi aapko acchi entry milati Hai trading Mein Achcha profit acchi and name aapko Sabar Se Hi Hasil ho sakti hai sabar ke sath jab ap trading Karenge tb ap ko acha profit hasil ho ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X