Market ki movement ko dekhen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Re: Market ki movement ko dekhen

    Assalamu alaikum dosto Forex trading main successful ban-ny ky ley hamin apny zeyada twajo market ki movement ko smajhny main lgani chahy .ham jetna zeyada marketing ko sekhain gy hmara loss km aur profit zeayda hoga .hamin apni trade lgany main sabar se kam lena chahy , Forex trading main jaldbazi gamin hamesha nuksan delati hay . trade lgany se phly market ko analysis karna chahy aur agar market ka trend ho to trade lain warna wait karin .market main strategy ko lago karin tab ham achi trading kar skty hain aur market main jaldbazi bilkul na karin .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Re: Market ki movement ko dekhen

      Agr hum Market ki movement ko dekhty rhy gy to apko achi earning hasil kar sakte hain q k Pak forex trading bahut hi accha business hai is business mein profit r loss apko dono he ho sakte hain is lye apko chahie k sub se phly trading krna sekh jye jitna Ziada ap ka experience market ko acchi tarah se analyse karna ma hoga Apko utna hi açha benefit hasil hoga us lye Tamam members ko chahie ki wo market ki movement bhi cheak krain taky Achi kamiyabi sath sath Achi experience bhi banta rhy
      • #93 Collapse

        Re: Market ki movement ko dekhen

        Jaise ki Ham sab jante Hain ki forest trading mein hamen trade open karne se pahle sabse pahle market ke movement Ho analyse karna hota hai aur jo market ke moment ko acchi tarah se analyse kar leta hai vah acchi trading bhi kar sakta hai isiliye doston hamen chahie ki ham log sabse pahle market ke munh mein acchi tarah se analyse Karen aur usko analyse karne ke bad safe trading Karen jitna jyada ho sake apna time forex mein invest Karen aur apni trading Satish ko improve Karen Taki ham log acchi earning kar sake aur jald kamyab ho sake
        • #94 Collapse

          Re: Market ki movement ko dekhen

          Agar market ke bare mein information mil jaaye To Hamen Har Surat Mein usko focus karna chahie Palan karna chahie isliye Hamen acchi Maloom acche referral ko bilkul focus Karke Hamen kam karna hai isliye movement of market we should use Dam acchi trading isliye Hamen acchi trading ke liye Hamen Yahan per online work acchi trade acchi learning sikhani chahie acchi learning always Hamare profitable approved hai
          • #95 Collapse

            Re: Market ki movement ko dekhen

            ji bilkul der hamen hamesha market ki movement ko dekh kar aur chitra se understand karke hi hamesha trading karna chahie kyunki agar Ham market ke movement ko understand karke trading karenge to vah trading hamari jarur successful hogi jiski vajah se hamen bahut acchi kamyabi bhi mil sakti hai isliye jyada se jyada mehnat ke sath hamen market ki movement ko understand karna hoga tabhi Ham kamyab honge jab Ham soch samajhkar trading karenge isliye soch samajhkar trading karna bahut jaruri hota hai kamyab hone ke liye hamen soch samajh Kar Hi trading karna chahie
             
            • #96 Collapse

              Re: Market ki movement ko dekhen

              Business aik aisa amal hy jis ma har time market ko follow krna parta hy agr market ko follow nhi krain gy to business sahe nhi chal sky ga flap ho jai ga k har dafa market aik he nhi rhti kbhe bht ziada high level par chali jaiti hy usi hisab se trade krni chayie agr us k against krain gy to jo saman lia hy to market agr high se low howa hy to jo ap ka profit loss ma chala jai ga trading apny hisab se krni chayoe jis ma loss km aur profit ziada ho market daily change hoti rehti hy
              • #97 Collapse

                Re: Market ki movement ko dekhen

                Market ki moment ko dekhkar aapko trade karna chahie kyunki jawab market manta hote hain to aap kahan OLX karne hote hain analysis agar aap nahin karte Hain to aap ki kamyabi ke chances kam ho jaate Hain isliye aapko chahie kyon hamesha aap forex trading ke andar apne analysis karne market moment ko dekhen aur FIR apni trade open Karen jab market trend ke sath apni trade ko open karte Hain to aapki trade aapko bahut jyada profit deti hai is tarah se aap log bahut achcha profit bhi hasil kar sakte hain
                • #98 Collapse

                  Re: Market ki movement ko dekhen

                  G bhahi sai bat ki Hy apne waqi m hamen market ki movement ko smjhna chahye uskeb
                  • #99 Collapse

                    Re: Market ki movement ko dekhen

                    Assalamu alaikum dear forex member forex business mein hamen market ki moment ko dekhna chahie
                    Jub hum market ki analyse ko dekhenge market ki moment ke hisab se Ham treading karenge to hamen achcha benefit hasil hoga is k leye humy sakt mehnat ki zarorat hy humy apna time invest karna chaye
                    Tak hum business me acha benifit hasil kar saky forex is waqt dunya me number 1 business chall raha hy .
                    • #100 Collapse

                      Re: Market ki movement ko dekhen

                      Aoa kasy hain sab forex members Forex trading dear aapane bilkul sahi baat ki hai Forex trading mein hamen market ki movement ko dekhna chahie jab ham market ki movement ko dekhte hain to hamare liye trading karna bahut easy ho jata hai lekin agar ham market ka analysis kiye bagair hi trading karte Hain to ham apna account bhi sev Nahin Rakh sakte aur hamen loss ka bhi Samna karna padta hai isiliye hamen trading karne se pahle market ka acche tarike se analysis se karna chahie tab hi ham successful trader ban sakte hain aur jyada se jyada profit hasil kar sakte hainForex trading mein mehnat karna bahut hi jaruri hai jab ham mehnat karte Hain to jyada se jyada profit hasil kar sakte hain agar ham bhi nahin karte to ham profit bhi nahin hasil kar sakte ham mein Forex trading mein jyada bonus hasil karne ke liye acche level ki post Karni chahie jab ham acche level ki post karte Hain to ham jyada se jyada profit hasil kar sakte hain isiliye hamen chahie kya ham apni post mein quality or quantity Ka khyal Rakhi jab hamari post quantity aur quality wise acchi hogi to ham apni post per jyada se jyada likes le sakte hain hamen apni post Forex trading ke rules ke according Karni chahie jab ham Forex trading rules kya cutting karte Hain to mistake hone ke chances bahut kam hote hain jiski vajah se ham jyada bolna se hasil kar sakte hain Forex trading mein hamen apni post mein jyada se jyada knowledge share karna chahie jab ham knowledge karte hain to hamare new members ko bhi usse fayda hasil hota hai aur vah hamari post se information hasil Karke Forex trading per achcha kam kar sakte hain aur kamyabi hasil kar sakte hain hamen Forex trading mein jab post karte Hain to is baat Ka khyal rakhna chahie kya hamari post mein simple or easy wording use ki ga
                      • #101 Collapse

                        Re: Market ki movement ko dekhen

                        agar aap market ki movement ko acchi tarah calculate aur judgement karna chahte hain to uske liye aapko hamesha market mein successful trading karne ke liye position mil sakti hai Forex trading market me agar aap properly well experienced hokar trading karte hain jismein aapko hamesha bahut jyada advantages ko increase karne ke liye consistently is per focus karna hota hai kyunki Jab aap market mein properly well experienced hokar apni trading karte Hain to usmein aap ko hamesha bahut jyada profitable trading karne ke liye experience aapke liye bahut hi important role play kar sakta hai Jab aap market mein regularly bases per apni working ko perfect aur complete banate hain to usmein aap ko hamesha bahut jyada advantages available ho sakte hain.
                        • #102 Collapse

                          Re: Market ki movement ko dekhen

                          Assalamu alaikum ji aapane bilkul theek kaha hai hamen jab bhi kam karna chahie to market ki movement ko dekh kar karna chahie aur iske alava hamen market mein jyada se jyada experience hasil karna chahie kyunki jitna jyada hai hamare pass experience hoga utna hi hamare liye kamyabi ka Raj Hans hoga kyunki ek experience aur knowledge apne wala insan hamesha kamyab hota hai aur din ke pass experience nahin hota hua kabhi bhi kamyab nahin aate Hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #103 Collapse

                            Re: Market ki movement ko dekhen

                            market ki movement ko acchi tarah calculate aur judgement karna bahut important hota hai aapko hamesha ismein maximum fayda ho sakta haijab aap market mein kamyabi hasil karna chahte hain to uske liye aap to hamesha mis mein jyada se jyada apne market factors ko jo market ke sath impact Dal sakte hain unko acchi tarah study karna hota hai agar aap aisa nahin karte Hain to aap market ki learning hasil nahin kar sakte hain aur ismein aapke liye kamyabi hasil karna impossible hota hai agar aap market mein acchi movement hasil karna chahte hain to is per per uske liye aapko hamesha market mein jyada se jyada advantages hasil karne ke liye regularly basis per ismein working karna hoti hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X