Market ki movement ko dekhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Market ki movement ko dekhen

    Assalam o alaikum G ha market ki movement ko dekhkar trading Karni chahie aur market k rules k mutabik kam Karna chahiye small lot size ka use karna chahie hamesha soch samajhkar sabar ke sath himmat aur hosly k sath trading Karni chahie aur trading karte waqt jaldbazi aur lalach nhi Karni chahiye fresh mind hokar confidence k sath achi planning k sath kam karna chahie aur market ko analysis karke trading karni chahiye agar Ham trading karte waqt market k rules ko follow karege aur soch samajhkar sabar ke hain trading karege to Ham kamyabi hasil kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur achi earning hasil kar sakte hain agar ham forex trading main mehnat se Kam nahin Karenge aur market ki movement ko nhi samjhe ge to Ham kamyabi hasil nahin kar sakte hain aur acha profit hasil nhi kar saktay Hain agar Ham trading main kamyabi hasil karna chahte hain to hamen hamesha mehnat k sath imandary k sath kam karna chahie aur market k rules k mutabik kam Karna chahiye aur market ki movement ko dekhkar trading Karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Market ki movement ko dekhen

      Dear pak forex member main umeed karta hun ki aap sab khairiyat se honge isiliye hamen market ki movement Ko dekhkar trade lagani chahie Taki Ham kamyab ho sake yahi baat Forex hamen batata hai ki aap market ko analyse karke trade lagaen Taki aap achcha profit hasal kar saken agar hamare pass achcha bonus Hai to hamen chahie ke lot size uske mutabik lagakar market ki vamit ko dekh kar trade lagaen Taki Ham kamyab ho sake
      • #63 Collapse

        Re: Market ki movement ko dekhen

        Salam to every one my dear forex members umeed hy ky ap sab log theek hn gy. G han jnab ap ny bilkul theek hi kaha hy ky hamy forex ma trading karny sy pehly market ki movement ko bhi zarori dekhna chahye ky market ki mokjda move ment kaisi hy aur to aur ager ham aisa nahi kary gy to phir hmay nuksan ho skta hy is liye ye bat ap ny apny zehn ma rakhna hy ky market ko study kliye bagair ap ny koi bhi trading nahi karni hy
        • #64 Collapse

          Re: Market ki movement ko dekhen

          G Jan forex ma trading market ke movement bohat zarori ha kun k humay forex ma Kam karnay k leay market ka khas khayal rakhna chaiey market ka khayal rakhay gay to humay b faida ho ga forex ma Kam karna hamari khush naseebi ha ma request karta hun humay forex trading k leay mehnat say kam karna chaiey
          • #65 Collapse

            Re: Market ki movement ko dekhen

            Trading karne se pahle Hamen market ki movement kolaj me check karna chahie market ki movement ko follow karna chahie market ki movement ko Dekhte Hue trading open karna Ek acche Chale Ki Nishani Hai Ek Kamyab trade Hamesha market ko jaj karne ke bad hi trade open karta hai aur apni trade Mein Achcha profit Hasil kar leta hai
            • #66 Collapse

              Re: Market ki movement ko dekhen

              Dear the Forex market traders ji yah baat bilkul theek hai ki market ki second ko dekhe Hain marketplace ki second ko Ham aise Hi dekh sakte hain ki Ham hotstar warm aur sturdy evaluation Karen aur Express keep robust karen to use waqt hamen market ki behtar moment samajh mein a sakti hai aur yah tamam mein kam mehnat revel in aur nali se hasil hote hain isliye mehnat aur expertise or enjoy hasil Karen aur kamyab hone ki koshish karen ya sirf usi waqt mumkin hai jab aap mehnat Karen aur usko sikhen aur samjhe lekin yah bhi jaruri hai ki treat lagane se pahle market ki second ko jarur check Karen
              • #67 Collapse

                Re: Market ki movement ko dekhen

                khairiyat se honge ji han bilkul aapki bal theek hai market ki movement ko dekhna chahie hamen apni trade lagane se pahle market ke trend ko bahut hi acchi trifocus Karke apni trade lagaen ne chahie ke hamari lagai hui trade hamare liye bahut hi acchi profitable sahmat ho sake yah ham tab hi mumkin kar sakte hain jab ham Forex trading mein bahut jyada acchi experience Ka sath market ko bahut hi jyada acche tarike se analyse karte hain aur hamen market ke trade ka aur market ki movement ka bahut jyada Achcha knowledge castle hota hai aur ham Apne trade lagakar jyada se jyada successful trading kar sakte hain to isliye hamesha koshish Kiya Karen ki aap jabi trade karen to isase pahle market ki movement ko bahut hi acchi Tarah understand kar len taake aapko bahut hi jyada aur acchi profit Hans ho sake.
                Maltee-Kot Is SandeshThanks mein jyada bonus hasil karne ke liye acche level ki post Karni chahie jab ham acche level ki post karte Hain to ham jyada se jyada profit hasil kar sakte hain isiliye hamen chahie kya ham apni post mein quality or quantity Ka khyal Rakhi jab hamari post quantity aur quality wise acchi hogi to ham apni post per jyada se jyada likes le sakte hain hamen apni post Forex trading ke rules ke according Karni chahie jab ham Forex trading rules kya cutting karte Hain to mistake hone ke chances bahut kam hote hain jiski vajah se ham jyada bolna se hasil kar sakte hain Forex trading mein hamen apni post mein jyada se jyada knowledge share karna chahie jab ham knowledge karte hain to hamare new members ko bhi usse fayda hasil hota hai aur vah hamari post se information hasil Karke Forex trading per achcha kam kar sakte hain aur kamyabi hasil kar sakte hain hamen Forex trading mein jab post karte Hain to is baat Ka khyal rakhna chahie kya hamari post mein simple or easy wording use ki gai Ho jab ham simple aur iji wedding use karte hain to hamen apni baat acchi tarike se kar sakte hain hamen apni senior members ke sath Forex trading se related baat karni chahie usse bhi ham jyada se jyada information le sakte hain Forex trading mein hamara kam jitni jyada acchi quality ka Hoga itna jyada hi hamare liye bola sath milkar Na iji Ho ka aur agar ham hardworking ke sath kam karte hain aur regularly kam karte Hain to ham mein jyada se jyada bolna se hasil kar sakte hain agar ham daily basis per Diya Gaya target complete karte Hain to ham we can't par bahut achcha bonus aasan kar sakte hain agar ham apna time regularly Nahin karte to ham bonus bhi nahin hasil kar sakte Forex trading bahut hi profitable business hai is per kam karne ke liye koi limitation Nahin hai agar hamare pass Na Lage ho raha experience hoga to hamare liye market ka analysis karna bahut iji Hoga aur ham easily market ki movement ko samajh sakte hain
                Maltee-Kot Is SandeshThanks
                1
                2
                3
                4
                5
                • #68 Collapse

                  Re: Market ki movement ko dekhen

                  Market ki movement ko dakhain G Han dear members trading m trade open krnay say Phlay complete market ki movement ko smjhain tbhi trade perfect hogi tbhi hum trading m kamyabi hasil kr sktay hain is trah trading m agr hum tukay k sath kam krtay hain to hmain trading m cheezon ka pta nahi hota to hum kamyabi hasil nahi kr sktay q k hum market ko smjh kr bgair sochay smjhay trade lga de or Loss ho gya to phr koi faida nh hoga is liye market ko smjhna chahiye phr hum trade open krain takh nuksaan k chance km say km hon or profit bhi Acha ho
                  • #69 Collapse

                    Re: Market ki movement ko dekhen

                    forex trading mein hamen market ke friend ko follow karna padega tabhi hamen achcha fayda aasan ho sakta hai soch samajh ke sath kam karna hoga market ne hamen trade entry lene se pahle koshish karne chahie ki Ham apne trade entry mein tractor office tour plus to jarur use Karen money management ka khyal rakhen trend ko bhi jarur follow Karen aur proper planning ke sath daily ka ek target rakhen Jo hamara kaun balance ke Mata pita Ko lalach nahin karni chahie sabar karenge to hamen achcha fayda ho sakta hai hamen acchi entry mil sakti hai
                    • #70 Collapse

                      Re: Market ki movement ko dekhen

                      ji han bilkul pahle hamen market ki movement ko acchi tarah se dekh lena chahie FIR use per trading karni chahie kyunki trading karne se pahle market ki movement ko understand karna bahut jyada jaruri hota hai Ham tabhi kamyab ho sakte hain jab Ham market ki movement ko acchi tarah se understand kar lete hain iske liye hamen jyada se jyada mehnat aur jyada se jyada struggle karna hogi tabhi Ham market ke movement ko acchi tarah se understand karenge aur usmein acchi kamyabi Hasil karenge
                       
                      • #71 Collapse

                        Re: Market ki movement ko dekhen

                        Of course market ki movement ko Dekhen market ki movement ko aap different type Mein candlesticks ki help se unko Dekhen candlesticks mein Main different time mein dekhne ka option maujood hai Ham Apna different time mein market ko dekh sakte hain samajh sakte hain hain aur acchi trading kar sakte hain ko samajhna bahut Jaruri Hota Hai aur different time Mein samajhna Hota Hai Ham Jitna best tarike se market ko samjhe ayenge utna hi best Ham trading open kar Sakenge utna hi best Hamen Achcha entry-point Milega Aur Itna Hi best Hamen accha target Milega trading karne ka Tu Jitna ho sake ham market ko samjhe Uske bad hi trading Karen
                        • #72 Collapse

                          Re: Market ki movement ko dekhen

                          forex trading mein jab tak aapko acchi trade entry nahin milati tab tak aapko forex trading mein sabar karna hoga market ki munh Ko samajhna hoga aur koshish karna hogi kg pair per aap kam kar rahe hain an pair ke trend copy follow karna hoga ismein hamen achcha fayda ho sakta hai dusra sport and resistance ka bhi hamen wait karna hoga slow market mein hamen trade entry nahin leni chahie aur trade karne se pahle economic calendar se news kabhi jarur rate karna chahie kyunki important news per market ki moment mein coffee effect padta hai
                          • #73 Collapse

                            Re: Market ki movement ko dekhen

                            ji han forex trading mein hamen market ke Mohammed ko dekh kar hi trading karni hogi tabhi Ham Hain acchi trade entry mil sakti hai agar Ham jaldbaji mein trade karenge to ho sakta hai hamen nuksan Ho jaaye hamen chahie ke Ham trade karne se pahle market ke analysis Karen jab hamen koi acchi trade entry mein rahi ho tab Ham trade Karen to hamen achcha fayda hoga
                            • #74 Collapse

                              Re: Market ki movement ko dekhen

                              hamesha he market ki movement ko deakhna chahiye forex sabar ka hi business hai,. bohat se log es main wait nai karty zayada profit ki waja se apna loss kar daity hai.,forex sabar ka he business hai . both se log es main wait nahi karty zayzda profit ki waja se apna loss kar daity hai. forex main har rooz market ke trends change hotay rehtay hain aur jo banda forex news se update nahi rehta wo forex main profit earn nahi kar sakta.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: Market ki movement ko dekhen

                                market ki movement ko deakh he kaam krna chahiye forex aek aesa buisness hai jo k 24 hours he chalta rahta hai aur ham is main kisi b waqat enter ho kar kam kar sakte hen aur agar ham nai karan gay to ham apni oppertunity ko loss karan gy. forex market kisi ka wait nhn krti chahye apki personal situation kuch bi ho ap ko active rehna hota hai har wakt forex ak private kaam hai or ye kisi ka wait intzaar nahi krta k kis ny kon c trade lagayi hai or hamary sath boht martba hua hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X