Lot size ka zyada istemal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ka zyada istemal
    Assalamu Alaikum all members Forex trading main lot size Jyada tab use karna chahie Jab hamare pass Achcha experience Ho aur Hamara account balance bhi bahut jyada ho tab Ham apni Marzi ka lot size use Karke achha profit Hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size ka zyada istemal

    dear zyada lot size account per hi lagaya ja sakta hai agar aapka account bara hai to aap se zyada lot size Ka istemal karke zyada profit Hasil kar sakte hain agar aapka account chhota hai to apne account ke mutabik lot size rakhen kam lot ka use Karen agar aap chhote account per zyada lot size rakhenge to risk bhi zyada hoga aur aapka wash ho sakta hai soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaen aur Achcha entry point milane per hi to open Karen planning ke sath dilchaspi ke sath kam Karen fresh mood hokar active mode trading Karen Puri responsibility ke sath pure confidence ke sath Tak ke aap unlimited earning kar sakte aur successful trader Ban sakte hain bahut se members aise hote Hain Jo zyada profit ke lalach mein zyada lot size rakhte Hain jisse unhen sirf loss hota hai aur account wash ho jata hai money management ke sath trading Karen
    • #3 Collapse

      Re: Lot size ka zyada istemal

      Dear member agar aap Pak Forex form ke online work mein Apna work kar rahe hain aapko maloom hona chahie ki per Fox form ke online work mein Agar aapane trading karni hai to to hamesha Apne bonus account Ko dekh kar Apne bonus account ko check Karke Apne bonus account kam mutabik aapane lot size lagana hai agar aapka bonus account Achcha hai aur aapane a Apne bonus account ko check Karke Ae hi lot size lagana hai agar aapka bonus account Chhota hai aapka bonus accounts small hai to aapko us ke mutabik ki Apna lot-size lagana hai bather hai ki kam small lot size Lagana chahie taake aapka bonus account safe Rahe aur aap acche trading kar sake aur aapko trading saaf ho isliye hamesha soch samajh Kar lot size lagana chahie
      • #4 Collapse

        Re: Lot size ka zyada istemal

        G han forex trading men kamyabi ka mukaml daro madar lot size ki achi selection pe hota hey aur jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh bagher sochay samjhay bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay lalach se perhez karen aur small lot size ko use karen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
        • #5 Collapse

          Re: Lot size ka zyada istemal

          Asalam O Alekum friends lot size depend krta ha apky account balance aur apky experience pr apka account balance jitna zeyada ho ga lot size barhta chala jay ga lakin sth ma apko experince b hona chahey forex trading se relates k ab kon se currency pair pr invest krna ha agr apko experience ni ha tou kindly lot ka size chota rakhren k kahen apko zeyada nuksan na ho jay aur istrh se apka account b wash ho skta ha so account size aur experience donu hi behtr honi chahey trading k liay tabi apko kamyabi mil skti ha.
          • #6 Collapse

            Re: Lot size ka zyada istemal

            Forex trading me a lot size bahut carefully select karna chahie jyada bada lot size lagane se aapka account wash ho sakta hai lot size hamesha aapko Apne capital ke hisab se lagana chahie lot size lagate waqt risk to reward ratio ko jarur follow Karen aur money management ke rules ko follow karte hue lot size lagaen agar aap lalach mein aakar bada lot size lagate Hain to isase aapka account watch hone ke chance bahut jyada badh jaate Hain Forex trading mein lot size bahut important role play karta hai
            • #7 Collapse

              Re: Lot size ka zyada istemal

              Han g ap thek keh rahey Hein hamein lot size ka istamal Kerna chahey kun JB hamary pass ak a6i meqdar me bonus majood ho to hum phir APNI marzi ka he lot size use jet salty Hein or lot size use ker key ak a6a profit hasel ker salty Hein yeh he hamary ley best option he ager hum Forex business me chose ker Lein to
              • #8 Collapse

                Re: Lot size ka zyada istemal

                Lot size ka Jyada istemal hamen fayda bhi De sakta hai aur nuksan bhi De sakta hai Jyada fayde Ke Chakkar Mein Agar ham lot size ko increase Karke istemal Karte Hain To ismein chance 50 50% hota hai ki Hamen kya hone wala hai Kuchh pata nahin Kyunki Agar aapko ismein nuksan Ho Jaega To aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai lekin yah depend karta hai ki kis pair per aap trading karne ja rahe hain aur kis pair ke mutabik k ap lot size increase kar rahe hain isliye Agar hamare pass Puri information Na Ho complete information Na Ho experience Na Ho To Hamen lot size increase Karke trading Nahin Karni chahie aur apne acche time Ka vate Karna chahie Jab Ham is layak Ho Jaenge hamare pass Achcha experience Ho Jaega To Ham lot size increase Karke Apne trading kar sakte hain lekin abhi starting Mein Hamen Aisa nahin karna chahie lekin Agar hamare pass Achcha experience hai aur ham professional tarike se kam kar rahe hain aur Hamen ab Achcha amount bhi mil chuka hai To fir hamare pass yah risk Lene Ki capability hai ki Ham lot size increase Karke trading Karen yah depend karta hai aapki amount per ke aapke pass Kitna amount hai aur Kis Tarah Se aap trading karna chahte hain Agar $100 above aapke pass amount hai to aap lot size increase kar sakte hain lekin Itni Nahin Ki aapko Kuchh second Mein Hi nuksan Ho Jaaye
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size ka zyada istemal

                  Assalam O Alaikum ji jnab forex mien lot size posts ka istimal kerna achi baat hai lekin iss kelie bhi yeh zaroori hai keh hamare kaam ki quality achi ho agar hamara kaam lot size ka ho ga lekin uss mien samajh aane wali koi baat nahien ho gi balkeh mistakes aur fazool guftagu ho gi to uss ka koi faida nahien ho ga iss lie size ko barahne ke saath saath uss ki quality per focus kerna chahie.
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size ka zyada istemal

                    dear friend forex trading mn safe aur achhi trading krnay k liay zroori ha k trade mn lot size hmesha apnay apnay account ballance k mutabik rakhen aur account ballance ki brdasht sa ziada lot size kbi bhi use na kren keun k jo log profit k lslach mn big lot size use krtay hn to trade loss mn janay sa jald he account bhi wash ho jata ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size ka zyada istemal

                      Lot size ka jyada istemal
                      Assalamu alaikum traders Gyan dost lot size ka intekhab Ham apne account balance ke tahat karte hain agar hamare kaun achcha hai capital hai to Ham lot size jyada bhi istemal kar sakte hain aur isase jyada trade bhi laga sakte hain aur ghar hamara treatment imam hai normal hai to hamen lot size bhi sumari sumar karne chahie aur hamen ek se jyada kuchh bhi nahin lagani chahie isliye lot size jyada jyada istemal karna hai ya kam se kam istemal karni hai yah aapke kaun balance per munh hasil hota hai aag isliye apna account balance ko perfect batting position mein rakhen achcha aur capital hona chahie kyunki market kabhi kabhi aisa Chand se hoti hai katras bahut hi jyada profit hasil kar lete hain yah sirf use surat mein khel hai jab aapka account har lamha manage hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size ka zyada istemal

                        dear friend hamen koshish karni chahie ke lot size apne account balance ko dekhkar hi lagaen kyunki jitne jyada Ham lot size lagaenge Amar account bhi risk mein ja sakta hai hai isliye ye hamen koshish karne chahie ke lot size minimum rakhen talk hamara account bhi safe Rahe aur ham acchi Anand bhi kar len jab hamara count save hoga to hi Ham acchi earning kar payenge isliye hamen Laut sar hamesha minimum hi rakhna hogi tabhi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size ka zyada istemal

                          Assalamu alaikum dear Forex member ummid hai ki aap sab khairiyat se honge ji han yah baat bilkul theek hai ki lot size ka istemal use waqt jyada karna chahie jab hamara account balance jyada ho aur hamen Achcha experience ho forex pr trade karne ka Agar hamare pass experience Nahin Hoga forex per trade karne ka aur ham jyada lot size istemal kar lete hain to is hamara account bhi wash ho sakta hai hamen chahie ki ham Forex per use waqt lot size ka istemal Karen jab hamen Achcha experience ho aur hamara account balance bhi jyada ho ISI Surat Mein ham acchi earning Hasil kar sakte hain thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size ka zyada istemal

                            Agar ham treading karty waqat apny account kay hisab say koi treading karty hay to ham ko apni lote size small lgani chaiye agr ham apna account save rhakna chaty hay to lote size ko istamal kar kay ham apna account bacha sakty hay or acha profit bhi nikal sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size ka zyada istemal

                              Hamen lot size ka istamla nahin karna chaehy kun kay agar hum as men lot size ka zeyada istamal karen gy tu hamara account wash ho jay ga tu hamen himat nahin harny chahey kun kay agar hum as men kabhy bhe himat har jaty hain tu hum nakam ho jaty hian ur khum kabhy bhe as men acha profit hasi nahin kar sakty hain balkeh hum achy earning hasil nahin kar sakty hain as lai hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chahey kun kay forex men jo log jaldi kay sath koi bhe kam karty hian tu voh acha profit hasil nahin kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X