Risk to reward ratio kitni honi chahyea.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Risk to reward ratio kitni honi chahyea.

    Dear Humko is market Mein risk reward ratio ko use karne se ek Kavya Achcha result Mil Jata Hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain Ham is market Mein risk reward ratio Se Achcha target Hasil kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Risk to reward ratio kitni honi chahyea.

      Risk ap ko kam sy kam apni har trader main 5% tak he laina cheye. or woh ap kay capital or experience dunu pay depend karta hai.esleye ap ko chose karna hai kay ap nay kitna risk lain hai or kaisy apny risk level ko manage karna hai. es kay sath jab ap risk lain tu ap ko yeh be pata hona cheye kay bad mai ap nay jo trades active trade kay sath open karni hai us sy risk add kar kay baqi ap ki equity kitni bach rahi hai or phir trade ka stop loss ko change na karain. es tarha ap ko es sy faida ho sakta hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X