Akhir Kons Indicator Behtreen Ntaiej Daita Hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Akhir Kons Indicator Behtreen Ntaiej Daita Hay?
    Chonkeh har indicator kay pechy lambi jidojehad aur calculations hoti hay lehaza tmam indicators ehmiyat kay hamil hoty hay, Kabhi bhi akaily aik indicator ko istemal nahi karna chahiye balkeh confirmation kay liye 2 ya 3 indicators ko ekathy istimal karna chahiye agar 3 indicators aik dusray ko confirm na karen to deal nahi lgani chahiye
    Leading and lagging indicators (taiz aur sust indicators)
    Kuch indicators aisy hoty hay jo price ka trend badalny say pehlay he eshara dai daity hay jaisy keh MACD lagging (Sust) indicator hay aur RSI aur Stochastic leading (taiz) indicators hay, Ye baat bhi aham hay keh leading indicators aksar dhoka bhi bohat daity hay jab keh lagging indicators trend tabdeel honay kay baad ishara daity hay agarcha es main kafi pips kho jaty hay magar trade munafa bakhsh honay kay chances ziada ho jaty hay, Dono indicators tadad main kafi hoty hay aur sab ka yahan ahata karna mumkin nahi google search say hum dono indicators daikh sakty hay aur enki tafseel aur istimal ka tariqa bhi maloom kar sakty hay.
    Ziada tar traders moving average indicator ko use karty hay trading main enki setting ko differenet rakh kar en say result different lea ja sakta hay aur aik waqat main 2 ya 3 moving average apply kar kay estimal keiye jaty hay jo keh market main entry kay bary main maloom karnay kay liye bohat acha eshara daita hay agar eskay sath stochastic aur rsi ko bhi attach kar lea jaye to result main behtri hoti hay.
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Akhir Kons Indicator Behtreen Ntaiej Daita Hay?

    forex men agar hum achy indicators ka istamla karen gy tu hum nakam nahin ho saken gy balkeh hum as men kamyaby hasil kar saken gy as lai hamen kotahy kayu sath koi bhe kam anhin karna chahey kun kay forex men saber kay sath kam karny wala hi acha nafa hasil kar sakta hy tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam trade open nahin karny hoty hy agar hum kabhy bhe kisy bhe kam men jaldi karty hian tu hum nakam ho jaty hain
    • #3 Collapse

      Re: Akhir Kons Indicator Behtreen Ntaiej Daita Hay?

      jahan tak indicator ki baat hai tou ye aik trading tool hai jis ko hum trade mein apply kerty hain tou humen market ki direction ka pata chal jata hai hum indicator k zariye market mein aik achi entry bhi ly sakty hain indicators ki famous types mein CCA indicator aur RSI indicators shamil hain in ki learning ker k hum in ko trade mein apply ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Akhir Kons Indicator Behtreen Ntaiej Daita Hay?

        Ji ap ne bahut acha explain kiya hai her indicators ke apne apne faidy haen lekin un mein kuch aisy indicators haen Jo ke bahut achy signals daity haen. Mera favourite indicator RSI aur bollinger band hai. Mein starting se en ko use ker raha hoon aur yeh bahut acha result daity haen lekin ap ko pehly en indicators ko 100% samjhny ki zarurat hai. Us ke baad ap en technicalities ko samjhaen ge keh yeh kaisy work kerte haen.
        • #5 Collapse

          Re: Akhir Kons Indicator Behtreen Ntaiej Daita Hay?

          Assalamu alaikum their friends main aapko batana chahta hun ki market mein indicator istemal hone wale tamam best hote hain lekin hamen indicator ko samajhna chahie Uske dekhna chahie jitna jyada hamen ticket ko samjhaie to hamare liye behtar Hoga jab yahan trade lagaya to indicator ke mutabik apne trade lagaen aur market ki movement ko samajhte hue Apne taiyar lagaen jisse photo dham mein kamyabi ki taraf le jayegi
          • #6 Collapse

            Re: Akhir Kons Indicator Behtreen Ntaiej Daita Hay?

            Akhir kons sa indicator behtreen nataiej dait hai hai han ge forex mein ap ko indicator ko follow kr ky chnlna parta hai is ko bahgir follow kye baghir ap kouch bhe gain nhe kr sakty haen han ge ap ko chye ky ap jub bhe koi trade lagen to pher ap forex forum ky indicators ko follow kren hamen chaye ky hum bhe forex forum ky indicator ko follow kren aur apna profit ko increase kren
            • #7 Collapse

              Re: Akhir Kons Indicator Behtreen Ntaiej Daita Hay?

              Market mein bahut jyada indicators Hai Magar ismein Chand important indicators hai jo ki Hamare liye helpful ho sakte hain agar aap ismein technical indicators Ki Baat karen to aapke liye bahut jyada advantages Hasil Hote HainAgar Ham market ko acche tarike Se watch kar rahe Hote Hain To Ham is market Mein advantages ko increase kar sakte hain aur best entry ka vate kar sakte hain Jab Ham ismein best entry per trade Lagate Hain To Hamen is market mein bahut jyada vah Achcha profit mil sakta hai isliye Hamen is market Mein properly learning aur experience ke sath kam karna hoga Jitna hamare pass Achcha experience Hoga aur learning Hogi aur ham is market Mein itne hi advantages Hasil kar sakte hain Hamen is market Mein advantages ko increase karne ke liye properly experience ke sath kam karna chahie Jab Hamari learning complete Hogi aur experience Hoga To Ham is market Mein Achcha result Hasil Karenge aapko is market Mein kam job hone ke liye indicators ko use karna hoga aur indicators ki madad Deni Hogi Taki aapko is market Mein nuksan Na Ho.
              • #8 Collapse

                Re: Akhir Kons Indicator Behtreen Ntaiej Daita Hay?

                Dear agar aap Paras market main indicators ko use karte hain to vah aapke liye bahut jyada helpful Hote HainIs market Mein acchi strategies ke sath kam karna hota hai agar aap ismein acchi strategies ke sath kam karte hain to aapko ismein bahut jyada advantages available hote hain isliye aapko ismein Jyada Se Jyada planning Karke kam karna hota hai Jitna Jyada aapke pass experience Hoga aur learning Hogi aapas Mein Itni hi acchi kamyabi Hasil Karenge isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap ismein acchi strategies ke sath kam Karen Taki aapko is market Mein nuksan Na Ho aapko is market Mein acchi strategies kiske sath kam karne ke liye apni learning ko perfect banana hoga agar aap technical indicators ki baat karna Chahe to ismein aapko liye bahut jyada advantages available hote hain isliye aapko indicators used karne ke liye technical indicators ka use karna chahie tha ki aapas mein acchi kamyabi Hasil kar saky.
                • #9 Collapse

                  Re: Akhir Kons Indicator Behtreen Ntaiej Daita Hay?

                  Bijasan Forex trading Meena Har indicator jo aapko Achcha Achcha signal deta hai vah aapke Upar depend karta hai ki aap Kis Tarah usko analyse karna Jante hain aap market ko analyse karna Jante Hain expert usmein kam karne ka aap ko pata hai agar yah sari chijen karna Jante Hain To Aap Ko Kisi Ki sim ko koi bhi nahin Hoga aapko Har indicator ke upar mhara Tahsil honi chahie usko analyse Karne Ka Tarika aap ko pata Hona chahie sari baten Jab Sikh Jaenge to Fir aapko Jana indications Aise Pata chalega ke jaise vah aapko Bata rahe hain ki sa kam Karen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Akhir Kons Indicator Behtreen Ntaiej Daita Hay?

                    Dear forex market Mein kam karne ke liye Tamam indicator Achcha result Dete Hain Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain Humne jo bhi indicator use karna hai uski setting Humko Apne trading strategy ke hisab se Karni hoti hai aur indicator ke rules ke hisab se Humko trade Karni hoti hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X