Chonkeh har indicator kay pechy lambi jidojehad aur calculations hoti hay lehaza tmam indicators ehmiyat kay hamil hoty hay, Kabhi bhi akaily aik indicator ko istemal nahi karna chahiye balkeh confirmation kay liye 2 ya 3 indicators ko ekathy istimal karna chahiye agar 3 indicators aik dusray ko confirm na karen to deal nahi lgani chahiye
Leading and lagging indicators (taiz aur sust indicators)
Kuch indicators aisy hoty hay jo price ka trend badalny say pehlay he eshara dai daity hay jaisy keh MACD lagging (Sust) indicator hay aur RSI aur Stochastic leading (taiz) indicators hay, Ye baat bhi aham hay keh leading indicators aksar dhoka bhi bohat daity hay jab keh lagging indicators trend tabdeel honay kay baad ishara daity hay agarcha es main kafi pips kho jaty hay magar trade munafa bakhsh honay kay chances ziada ho jaty hay, Dono indicators tadad main kafi hoty hay aur sab ka yahan ahata karna mumkin nahi google search say hum dono indicators daikh sakty hay aur enki tafseel aur istimal ka tariqa bhi maloom kar sakty hay.
Ziada tar traders moving average indicator ko use karty hay trading main enki setting ko differenet rakh kar en say result different lea ja sakta hay aur aik waqat main 2 ya 3 moving average apply kar kay estimal keiye jaty hay jo keh market main entry kay bary main maloom karnay kay liye bohat acha eshara daita hay agar eskay sath stochastic aur rsi ko bhi attach kar lea jaye to result main behtri hoti hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим