Use small lot size ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Use small lot size ?
    Trading karte hue hamen bahut hi small lot size use karna chahie agaram small lots are use karenge to Ham bahut bade logon se bus jaenge inke case agar hamari trade loss mein jaati hai to hamen jyada loss nahin hoga aur agar Mari trade profit mein jaati hai to yah acchi baat hai thoda thoda profit hi theek hai hamare liye isiliye hamen chahie ki Ham small lot size use Karen hamesha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Use small lot size ?

    Forex business mein hum ko Kam se Kam lot size laga kar trading Karni cahaiye kiok forex business mein agr hum ziada lot size laga kar trading kartay han tu is se agr profit ziada hota hai tu loss bhi ziada hota hai aur ziada lot size se account bhi jaldi wash ho sakta hai hum Kam lot size laga kar trading karain gey tu is faida ye hota hai kay agr profit Kam hota hai tu loss bhi Kam hota hai kiok Kam lot size se risk bhi Kam hota hai hum ko kabhi bhi ziada lot size laga kar trading nahin karni cahaiye phr hi kaamyaab ho saktay han
    • #3 Collapse

      Re: Use small lot size ?

      Asslam u Alaikum dear members.... Forex mein Trading karte hue hamen bahut hi small lot size use karna chahie agara hum small lots are use karenge to Ham bahut bade logon se bus jaenge inke case agar hamari trade loss mein jaati hai to hamen jyada loss nahin hoga aur agar Mari trade profit mein jaati hai to yah acchi baat hai thoda thoda profit hi theek hai hamare liye isiliye hamen chahie ki Ham small lot size use Karen hamesha.. Aur bonus hasil krny k liye forex par bht ziyada important hai.. Thank you members ..
      • #4 Collapse

        Re: Use small lot size ?

        Ji bilkul theek kaha hai ap ne forex market kamyab trader wohi hota hai jo small lot size le ke trading kerta hai. Darasal lalch traders ke liye bahut dangerous hoti hai. Jab aik trader sirf profit ko dekh raha hota ha tu wo big lot size lagata hai. Lekin ager loss ke bary mein bhi socha jaye tu hum. Kabhi bhi lalch nahi karaen ge aur small lots lga ke trading karaen ge.
        • #5 Collapse

          Re: Use small lot size ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mariabaloch01 پيغام ديکھيے
          Trading karte hue hamen bahut hi small lot size use karna chahie agaram small lots are use karenge to Ham bahut bade logon se bus jaenge inke case agar hamari trade loss mein jaati hai to hamen jyada loss nahin hoga aur agar Mari trade profit mein jaati hai to yah acchi baat hai thoda thoda profit hi theek hai hamare liye isiliye hamen chahie ki Ham small lot size use Karen hamesha
          dear friend agar aap profitable trading karna chahte hain aur aap apne maqsad mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko apni equality ke mutabik samall lot size ka istemal karna hoga
          • #6 Collapse

            Re: Use small lot size ?

            Assalam walekum good morning friends aapki baat bilkul theek hai Hamen Hamesha small lots hai iska hi use karna chahie Agar Ham Malad size ka use karte hain Tujhse na sirf Hamara account safe rahata Hai balke Hamen Achcha profit bhi Milta Hai Hamen Hamesha trading Mein Sabar se kam Lena chahie Jyada lalach Jani Jyada lot size Se Hamare Kaun pass ho sakta hai isliye Hamen kabhi bhi Lalaji Nahin Karni chahie aur Hamesha small large size ka use karna chahie jo ki Hamare liye bahut hi faydemand sabit ho sakta hai Big Lot size bacche aur Hamesha Kamna says he ka use Karen
            • #7 Collapse

              Re: Use small lot size ?

              Dear friend ap ny bhot hi achi bat ki hy agr hm cool mind sy Pak forex form jaisa platform pr kam krin gy to zroor kamyab hon gy or agr gusa mn yaha py kam krin gy to hm kamyab ni ho sakta hm ziada lalach ki bjy chota chota profit hasil kr k kam krta rahin agr ap aisa krin gy to ap ko success bhi mila gi agr ap chahty hn k ap ko kamyabi mila or acha profit bhi regular milta raha to hm ko chahy hm small lot py work krin ziada lalach na krin agr ap meri es instructions ko follow krin gy to zroor kamyab hon gy or es k elwa ap achi earning bhi krin gy shukria
              • #8 Collapse

                Re: Use small lot size ?

                Asslam o Alikum, main ap sab ko btna chahta hon jo new members hain onhen chhaye start mein small size ka lot size use krien q k jab ap small size ka lot size karty hain to agr ap ki trading loss mein jati hai to phr ap ko thora loss ho ga is k sath sath stop loss ko bhe use krien q k is k use krny sy ap ko axha profit mil skta hai chhaye thora bhe ho kafii hai. Forex is the best earning platform for all people. Yahan pay her wo bnda kam kr skta hai jo knowledge rkhta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Use small lot size ?

                  yes dear Forex member agar aap Forex trading me kamyabi hasil karna chahte hain to aapko small lot size use karna chahie small lot size istemal karne ka fayda yah hai ki Ham apne trade ko long-term trade Tak use kar sakte hain aur long-term trade mein Ham profit hasil kar sakte hain kyunki Ham market ki movement ko dekh rahe hote hain to jab hamen profit ho raha hota hai to Ham use profit mein apne trade ko close karke profit hasil kar sakte hain hamen long term trade ka bahut achcha benefit milta hai baje iske ki aap short-term trade use Karen aur aap large lot size use Karen large lot size use nahin karna chahie balki 🦐small lot size use karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Use small lot size ?

                    Forex mein humaray pas zayada balance nahin hota kay hum bari bari lot kay sath kaam kerain iss lye humain hamesha small lot kay sath kaam kerna chahyea forex business mein agr hum ziada lot size laga kar trading kartay han tu is se agr profit ziada hota hai tu loss bhi ziada hota hai aur ziada lot size se account bhi jaldi wash ho sakta hai hum Kam lot size laga kar trading karain gey tu is faida ye hota hai kay agr profit Kam hota hai tu loss bhi Kam hota hai kiok Kam lot size se risk bhi Kam hota hai hum ko kabhi bhi ziada lot size laga kar trading nahin karni cahaiye phr hi kaamyaab ho saktay hain iss lye iss baat ko zahen mein rakhain kay aap nay small lot sae hi trade kerni hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Use small lot size ?

                      Ji bilkul sahi hai aapko lot size kam se kam select karna hota hai aur start mein aapko chahie lot size kam se kam hi rakhen Kyunki agar aap big lot size use karte hain to aapko profit Jyada hota hai lekin uske sath sath aapko loss Bhi Jyada Hota Hai agar small lot size se aapko profit kam hota hai to aapko loss bhi kam Hota Hai Jiski vajah se aapka account wash Nahin Hota aur Agar aapka account balance Low Hai To fir aapko chahie aap lot size kam se kam Mein rakhen High capital per high lot size use ki Ja sakti hai phir account wash ka risk kam hota ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Use small lot size ?

                        Forex trading me lot size ko bohat ahmiyat hasil hai Doston se meri request h k jab bhi ap forex trade lagaein to plz lot size kam rakha karein lotsize kam rakhne k boht bare benifits hain agar apka lotsize ksm hoga to apka account wash hone se bach sakta hai ap zyada loss se bach skty hain lotsize kam rakhne k sath sath stop loss ko lazmi lagaein inshaallah profit bhi milega aur account ki safty bhi Qaim rahegi
                        • #13 Collapse

                          Re: Use small lot size ?

                          G apne bilkul theik kaha hain small lot size use krni chahiye start mein taake agar humey kisi bi kism ka loss bi hojaey tu bi hum ko koi farq na perhy Start mein bilkul larger lot size na rahky ni tu apko bahoot zayada noksaan hojaey ga Forex trading ko samjhney keliye apko focus krke kaam krna hoga Forex trading mein kamiyabi hasil krna mushkil ni start mein zyada se zayada practice krey taake apki trading skills improve ho or lot size 0.01 rahk kr trading start krey
                          • #14 Collapse

                            Re: Use small lot size ?

                            Dear jab Ham Forex trading Mein Apne koi bhi trade open Karte Hain To ismein Hamari lot size ki selection Hamare liye bahut hi important Hoti Hai Kyunki Hamar Ham Agar ismein lot size ko minimum yah maximum rakhte Hain To Hamen Apne account balance ke according hi Rakhna padta hai Hamen Agar is Mein properly aur ismein long-term apni acchi earning Hasil karni hai To Hamen chahie ke apne account ke mutabik apni lot size ka istemal Karen bear Forex member Agar hamare pass Achcha capital Hai To Hamen is Mein Apni maximum lot size Ka istemal Karna hota hai aur Agar Hamen hamare pass capital Lo Hai To Hamara Humko chahie ke is Mein Apni lot size ki Salaakhen minimum Rakhe jaake Ham ismein kam balance ke sath bhi achcha profit Hasil kar saken.
                            ......Forum is a great place for traders talk.......
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Use small lot size ?

                              ji han agar hamen apne account ko safe rakhna hai to uske liye lot size hamesha minimum hi use karna chahie Tum ke agar Ham lot size jyada laga dete Hain to isase hamara account rest mein chala jata hai isliye koshish karen ke lot size hamesha minimum hi rakhen Taki hamar account bhi safe Rahe aur ham acchi earning bhe hasil kr len

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X