Friends ham main say aksar ki yehi koshish hoti hay keh kisi pair kay bary main koi senior hamain signal day ta ke ham fori trade say earn kar sakain. Laikin aisa kabhi bhi nai hota balkeh ham khud he pareshan rehty hain aur na he market ko watch karty hain. Lehza hamain iski bajaye khud market ko deeply analyse karny kay liye self analysis per depend karna chahiye. Is say hamain khud per itemad bhi aye ga aur hamari learning ability bhi progressive ho gi jis say hamain forex marekt main trading ka tajarba hasil hoga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим