Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.
    Friends ham main say aksar ki yehi koshish hoti hay keh kisi pair kay bary main koi senior hamain signal day ta ke ham fori trade say earn kar sakain. Laikin aisa kabhi bhi nai hota balkeh ham khud he pareshan rehty hain aur na he market ko watch karty hain. Lehza hamain iski bajaye khud market ko deeply analyse karny kay liye self analysis per depend karna chahiye. Is say hamain khud per itemad bhi aye ga aur hamari learning ability bhi progressive ho gi jis say hamain forex marekt main trading ka tajarba hasil hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

    Ji han aap bilkul theek kah rahe hain Hamen dusron ke signals per kam karne ki vajah Khud analysis sikhana chahie Agar Hamara analysis Achcha Hoga Ham acche tarike se market ko Karenge To Ham Ek kam Ban sakte hain lekin Agar Ham dusron ke signal per kam Karenge To Ham kabhi bhi nahin Ho Sakenge Ho sakta hai ki aap Jiske signal per kam kar rahe hain vah Ek expert trater Na Ho aur uske galat signal ki vajah se aapko bhi nuksan ho aur aapka account bhi Mukammal Taur per khatm Ho Jaaye isliye aapko kabhi bhi Kisi Aur Ke signal per Kam Nahin Karna chahie

    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

      Acha knowledge aur experience hasil karen Self confidence ko improve karen aurkar k acha profit hasil kar saktay hen aur forex trading men loss business ka ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading hud market ka mukaml anaylsis karen aur phir trenn pe depend nah karen balkay kTu phir dusaroWoh kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay iss liay agar kamyabi chahtay hen Her waqt dusaron pe depend kartay hen woh Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jo log
      • #4 Collapse

        Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

        Assalamualaikum.
        Dear Forex members.
        Kuch forex members chahty hyn k unn ko market ki movement aur pairs ki selection ky baary mein koi aur btaye lekin iss sy behtar hy ky woh khud pair ki selection karry aur khud trade lagaye agar uss ko trade lagany aur Market ki movement ko analyse karna nahi aaata tu ussy chahye pehly issy sekhy bad mein trading karyy kyunki forex mein jitna ap khud sekhen guy aur self dependent hoon hy utna ap ko faida ho ga.
        Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

          asslam o alikum dear friends apne bilkul sahi kaha hai ki hamen kisi i=or ki signal per trade karne se bhter hai ki hum market ko khud analyssis karen jiss ehum acha profit kam asakte hai or hamesha achi earning kilye mehnat karni hoti hai tab kamyabi milti hai
          • #6 Collapse

            Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

            Asslam-o-alikum umeed hai aap sub forex members khaireyat se hon ge' g han dosto baat apne bilkul theek kahee hai hamin hmissaha apne app per confedence ko barqarar rakhana chaheye hamin kese bhe qeseem ka dosroon per bhrossa nahi karna hi jiss main ho sakta hai hum loss min aa jain aur hamara nuksaan ho jaiye iss main koi baree baat nahin hai bar kaif hamin khud main khud itmadee paida karne ho ge dosto pakistan forex main trading karte waqt dosroon ke signals ko pick karne ke bajai khud markeet ko analyse karin aur khud main kud itmade paida karin thanks
            • #7 Collapse

              Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

              Hamen forex men khud say trading karny hoty hy agar hum forex men khud say achy trading karen gy tu hum nakam nahin ho saken gy balkeh hum as men acha profit hasil kar sakty hain kun kay forex men kam karna bahut msuhkil ho gaya hy kun kay forex men kam karna asan nahin hy
              • #8 Collapse

                Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

                forex jaisy platform par humen khud se trading kerni hoti hai humen is mein kabhi bhi doosron k peechy lag ker kaam nahi kerna chahiye agar hum is mein khud kaam keren gy tou humen is mein kabhi bhi loss nahi ho ga humen apny signals ko khud he samjhna ho ga forex mein kamyabi hasil kerna aik din ka kaam nahi hai blky ye humen ahista ahista gain hoti rehti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

                  Dear jab Ham Forex trading Mein kam karte hain to ismein hamare analysis bahut hi important hote hain dear Forex member Agar Hame Kisi bhi Kishan ke Koi signal Kisi trading ke related Milte Hain To Hamen unko follow karne se pahle apni market ko Khud analyse karna chahie Kyunki dear for ek number Ban chuka tha Hamare professional Milte Hain vah fake bhi ho sakte hain aur Hamari ismein loss bhi ho sakte hain isliye Humko chahie ki koi bhi signal milane per Apne market ko pahle Khud Se Naraz Karen FIR Uske bad apni trading Karen.
                  ......Forum is a great place for traders talk.......
                  • #10 Collapse

                    Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

                    Assalamualaikum dear members kesay hn umeed krti hn ap sab thek hn gy g ap ny bilkul thek kaha h forex men trading karte hue analyses bahut jyada jaruri hai agar Ham trading mein analysis karte rahenge to fir Ham jarur kamyab honge isiliye hamesha soch samajh Kar kam Karen aur apne kam ko importance se
                    • #11 Collapse

                      Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

                      ye kam na kiya karen ye kam ap ko le doobta ha ab agy waly bandy ko neh pat ahota ha jo ka ap ko signal de raha hota ha ka ap ki ya ap ka acount ki condtion kasi ha to behtar hota ha na ka ap khud kam akren in par bharosa na liya karen khud sa market ko analsis kar liya karen yehe ap ka lye behtar hota ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

                        Dears yahan par hamny trade open karni or profit hasil karna hota hy phr chahy ham kiai ky signals ko follow karin ya phr khud sy trade kaein agar ham mustaqil earnings cahty hain to apny analysis khud karny sekhna hongy or agar ham chahty haim ky hamin waqti toar par faida ho to phr hamin signals ko follow karna chahiy
                        • #13 Collapse

                          Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

                          As-salamu alaykum sir ji han bilkul theek baat kahi hai hamen dusron ke diye Gaye single ko istemal karne ki vajah khud analyse karke trade karni chahie jab ham market ki movement ko dekhte hain aur aur chat ko padhte Hain usse Ham trade karain to hamen bahut jyada profit hasil hota hai experience answer karne ke liye dam account per jab se jyada practice karni chahie use hamen market ki movement ka pata chal jata hai use tarike se Ham khud acchi state kar sakte hain dusron cake diye Gaye signal bahut dukhad galat bhi ho sakte hain isliye jab tak Ham apne aap per yakin nahin karenge to Ham kamyab nahin ho sakenge hamen chahie ki Ham apne analyses ko istemal Karen aur kamyabi hasil Karen shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

                            Asslaam O Alaikum g hmain forex main kisi aur k signal ko follow nh krna chahiye balky hmain hamesha apny aap py yaqen kr k he trade lganii chahiye q k agr hm ksii dsry k signal py trade lgaywn gyto ho skta haii uska signal thkk na ho aur hm es maun nuqsan uthayen agr hm ny forex main kamyab hona haii to sb sy phly hmain chahiye k hm khd py yaqen rkhain aur khd pr yaqen rkhh k he trade kriann es tarh sy hm ek kamyab trader bn skty hainn aur hm forex mainn kamyabii hasil kr skty hain hmain chaiye k hm hameshaapny aap pr yaqeen rkhh k es main kam kraunn aur trade lgayen ta k hm es main kamyabii hasil kr sakain aur hm es sy faida utha skain
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kisi aur kay diye gaye signals per trading ki bajaye khud analysis karain.

                              assalam walekum my dear park forex farm kya hal hai ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge kuchh log kahate Hain ki hamen trade laga de waqt koi aur hamen trade ka signal de ja munh mein market ki batate rahe lekin is se jyada kuchh Nahin Hoga hamen chahie ki hamen khud hi market ki movement per najar rakhni chahie aur kuchh ko hi per khud ko hi per uski selection Karni chahie agar ham khud hi index PS CI / karenge to market ki ko dekhenge uski movement ho dekhenge to hamen jyada se jyada khud paida Hoga ya nahin ke agar aapko trade lagana Nahin aata to aapko experience Nahin hai to isase aapko khud ko loss ho sakta hai isliye hamen chahie ki jab ham trade lagana sikhna hai to hamen experience ho jaaye to fir 8 lagai jaaye Panna market mein experience ke bakre na lagai jaaye aur dusron ko movement ko follow nahin karna chahie khud par depend karo aur apne hosle ko Dekho ke Aaya ke ham mein depend hi Nahin hai khud par depend karna Sikh jao FIR trade lagaen inshallah aapko large me kamyabi jarur milegi thank you so much

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X