Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

    Assalamu Alaikum yes members bilkul aap thik aa rahe hain agar aap Pakistan Forex form Mein work karte hue kamyabi Hasil karna chahte hain to aap kabhi bhi apni learning Ko khatm Na Karen kyunki learning aapki aap end tak hoti hai jb ap daily base per learning Hasil karte hain to aapko Forex ke about Achcha experience Hasil hota hai jisse aap Achcha profit hassil kr sktty hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

      g han bilkul dear friend you are saying absolutely right dsoto agr hum achi learning ni kren gy forex trading k bary mn to bghre learning k hum kabi b achi earning ni lr skty hn is liy hamesha apni learning ko improve krny ki koshish krty rhna chay q k achi learning k badd he achi earning mumkin hy
      • #48 Collapse

        Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

        Yes my dear friend kabhi bhi nahin kya processes ko stop na Karen Agar Ham Swaminath Karta Hai To Ham Kamyab ho sakta hai agar Musalman Hai Naat nahin karta Hai To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakta aur Forex trading Mein Koi Bhi Nahin Sakta mehnat Karni chahie room ko follow karna chahie experience or knowledge ke sath baat karna chahie jisse Ham Kamyab ho sakta hai aur Jyada se jyada ho sakta hai
        • #49 Collapse

          Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

          Ji haan bilkul theek baat hai Hum Chahay Kitnay e Kamyab ho jaen, kabi b Learning k Process ko Stop nai karna chahye, Kyn kabi b Koi Perfect nai hota, Agr Koi Professional Trader b hai to Usko b New Knowledge aur Learning ki Zaroorat rehti hai, aur wese b Forex Ek Samandar Jis ko paar nai kya ja sakta, Bass Ye Hum par Depend karta hai k Hum Learing ko Kitni Ahmiyat dete hain, aur Daily Learning ko Daily kitna Time deta hain, Jo Log Kisi b Field main kamyab hotay hain Wo Hamesha Learning k Process main rehte hain, aur aagay barte rehteh hain.
          • #50 Collapse

            Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

            Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Forex ka knowledge bahut zyada hai isliye Hamen Kabhi Bhi Apne learning ke process ko stop nahin karna chahie agar aap senior member hai tu bhi aapko Forex ke new features ko learn karne ki koshish Karte Rahana chahie aur aapko zyada Se zyada Forex Ka knowledge Hasil karne ki koshish Karni chahie Kyunki jitni zyada aapke pass Forex ka knowledge Hoga utani Jyada aapko Forex Mein kamyabi Hasil Hogi isliye Hamen Har Waqt Forex ki Learning Karte Rahana chahie aur Tamam members ko forex ki learning Karni chahie.
            • #51 Collapse

              Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

              Gear member bilkul theek kaha aap Logon Ne Kabhi Bhi learning Kahin post Ko To Na Karen Jo lofar business mail learning process cost of karte hain Hamesha loss hota hai Hamen press Mein Lene Ko Kabhi stop nahin karna chahie
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #52 Collapse

                Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

                G ap na thk kha ha ka hma Kabhi bi learning kai process ko stop nh krna chahya...

                اب آن لائن

                Working...
                X