Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.
    Assalam o alaikum to all forex members umeed karta hu kai sab friends khariyat say hon gay or apnay apnay kaam ko achay say kar rahay hon gay friends mein ap sab say aik baat share karna chata hu or wo ya kai humay forex mein kabhi bi learning kai process ko stop nahi karna chaie kyun kai friends agar ap learning kai process ko stop karo gay tou ap forex mein kabhi bi kamyab nahi ho sako gay or na he kabhi bi koi new cheez learn kar sako ap new cheez tab he learn kartay ho jab ap learning kai process ko continue rakhtay ho friends jasay kai daily life mein insaan kuch na kuch learn karta rahta hai same aisi tarha say forex mein bi ap new cheezay learn kartay ho So ais liya agar ap kamyab trader banna chatay ho tou apni learning kai process ko kabhi stop na karay or apnay hardwork ko continue rakhay ta kai ap ko kamyabi mil sakay Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

    ji han bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki kabhi bhi lene ki process ko stop na Karen ladke apni learning hamesha jari rakhen kyunki jab tak aap apni learning jari rakhenge tab tak aap ko acchi earning Hasil hoti rahegi lekin jab tak aapke pass acchi learning nahin hogi tab tak aap acchi hai nahin Hasil nahin kar sakte thanks
    • #3 Collapse

      Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

      je an dear forex mein hamen forex mein ache learning kay sath kaam karna chihay ham log forex mein jetni zyada mehnaat say kaam karen gay ham log forex say tni he ache earning hasell kr saken gay ye aik bhut acha online business hey jes mein hamen apni learning r experience ko behtar kar kay kaam karna chihay jetna acha kaam karen gay ham log forex say otni he ache earning hasell kar saken gay
      • #4 Collapse

        Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

        Assalam o alaikum dear forex members hope u will be fine kabhi bhi learning process ko stop mat karen learning skills ko hamesha jarri rakhen jis se apko faida hota hy r acha experience bhi milta hy learning process apky work experience ko increase karta hy r apky leay achi earning ky chances farham karta hy faily bases per learning karen apny knowledge ko increase karen learning skills k leay dosry members k sath apny knowledge ko share karen unse information gain karen new ideas per work karen is se apki learning barhti hy chezun ko ziada se ziada explore kareb taky achi kamyabi mil saky shukria.
        • #5 Collapse

          Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

          ji han dear Forex members Kabhi bhi mat sochen k hamari learning complete ho chuki hai aur ab hamen yahan per stop learning lagani chahie friends aap log aisa socha hi Na Karnain Krna to bahut dur ki baat hai kyunki knowledge kabhi bhi khatm nahin hota knowledge ko hamen sari Zindagi hasil karte rahana padta hai kyunki kabhi bhi aisa Nahin hota ki knowledge khatm Ho jaaye knowledge to Kabhi khatam hota hi Nahin hai hum sari jindagi bhi sikhen to abhi knowledge khatm Nahin ho sakta
          • #6 Collapse

            Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

            dear forex mein hamen forex mein ache learning kay sath kaam karna chihay ham log forex mein jetni zyada mehnaat say kaam karen gay ham log forex say tni he ache earning hasell kr saken gay ye aik bhut acha online business hey jes mein hamen apni learning r experience ko behtar kar kay kaam karna chihay jetna acha kaam karen gay ham log forex say otni he ache earning hasell kar saken gay
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

              Asslam u Alaikum dear members.. Je han dear forex mein hamen forex mein ache learning kay sath kaam karna chihay ham log forex mein jetni zyada mehnaat say kaam karen gay ham log forex say tni he ache earning hasell kr saken gay ye aik bhut acha online business hey jes mein hamen apni learning r experience ko behtar kar kay kaam karna chihay jetna acha kaam karen gay ham log forex say otni he ache earning hasell kar saken gay . Thank you dear
              • #8 Collapse

                Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

                G han hamen forex men learning hasil karny hoty hy kun kay agar hum achy tarah say learning hasil anhin karen gy tu hum acha nafa hasil nahin kar sakty hain kun kay forex men kam karna asna nahin hy as men himat karny say hum kamyab hjo sakty hain ur agar hum as men himat kay sath kam nahin karen gy tu hum achy earning hasil nahin kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

                  Forex business mein learning ko buht acha ehmiyeet hasil hoti hai kiok hum forex business ko sekh kar samjh kar kartay han tu hi faida hota hai hum ko kabhi bhi learning ko stop nahin karna cahaiye hum learning stop karain gey tu is se earning bhi stop ho jati hai kiok hum trading ki learning karain gey tu hi forex market ko is ki movement ko samjh saktay han aur forex market ko samjh kar trading karain gey tu hi faida hota hai

                  Forex business mein learning zaroori hoti hai koi bhi kaam karain tu us ko sekh kar samjh kar kartay han tu forex business bhi sekh kar samjh kar karain gey tu hi profit hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

                    Jis tarah forex market real events ki base per chalti hay aur latest anaysis ki base per ham market ko samjhty hain. Isi tarah hamain latest learning bhi karna parti hay. Market say update rehny kay liye hamain musalsal apni learning ko increase aur grow karny ki zaroorat hoti hay. Isliye hamain apna learning process kabhi bhi nai rokna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

                      Assalamu Alaikum Rahmatullahi Wa Barakatuh Mein Sab khairiyat se ho bhejiye Kya Main Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur ful aisa Nahin Dena chahie Hamen chahie Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur Jyada Se Jyada istemal karna chahie mujhe jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Tu Hi Kamyab Ham Ho Sakenge Varna Nahin ho sakte Aise Hote Hain Jo account Banakar Nahin Karte Hamen chahie account real account ko bahut bada account banana
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

                        G han forex trading men learning jitni bhi ho thori hoti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu learning process ko hamesha k liay jari rakhen aur koshish karen k pahlay posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning hasil karen aur phir regular trading start karen aur profit ki bajay apni learning ko increase karnay ki koshish karen kiun k iss men jitni achi learning hoti hey utni achi trading hoti hey aur utni achi earning hasil kar saktay hen
                        • #13 Collapse

                          Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

                          Forex Mein kam karte hue learning par focus Karen Agar Ham learning par focus Karenge tabhi Ham Kamyab Honge isiliye Jitna jyada ho sake Soch Samajh Kar kam Karen Agaram battery ke samne kam ko complete karne ki koshish Karenge To Ham Forex mein bahut kuch hassil kar sakte hain aur forest Mein Hamari earning bhi badhti Jayegi
                          • #14 Collapse

                            Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

                            Assalam.o.alikum dear forex member umeed ha ap sb khairyat sy hun gy or acha bouns bi hasil kr rhy hun gy g dear apny bilkul thk kha ha humy kabi bi learning ka process rohkna nhi chyn hum forex ka fourm ma jitna leran kryn gy utna hi acha profit maly ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kabhi bi learning kai process ko stop na karay.

                              Assalamu Alaikum dear forex member Karti hun kya aap log bilkul khairiyat se Honge aur apne kam ko imaandari ke sath saranjam de rahe Honge der member bilkul sahi kaha aap Logon Ne Kiya mein kabhi bhi Learning Course top nahin karna chahie Agar ham log Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen jaaiye ki ham log Jagah Se Jyada learning Karen ki Hamara knowledge mein deformer experience Bhi Bade ham log Kamyab Ho Jaaye hamen bhi hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X