Forex market main market ki correction ka ehm role hota hay jisko manipulation ka nam dia jata hay. Iski mojudgi he market ka tawazan barqrar rakhti hay. Manipulation he marekt ko crash hony say bachati hay. Manipulation kay through he market main jahan winners hoty hain wahi some losers hoty hain jo keh loss main chaly jaty hain. Baz dafa manipulation programing kay zariye bbi control ho rahi hoti hay. Jiska waziah saboot hamain us waqat nazar ata hay jab market main seller and buyer donon aik level pe hoty hain laikin market musalsal aik taraf bari taiz say barhti jati hay. Manipulation ko samjhna aur iska use karna bahut zaroori hay tab he ham market ki prediction karty huye is main trading kar kay win kar sakty hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим