Koshish karen overtrading sy avoid Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koshish karen overtrading sy avoid Karen
    Salam walekum pyare members hamen koshish Karni chahie ke market ka acchi Tarah se analysis Karke ek proper way ke sath ek sutre lagaen balki ya nahin karna chahie ki overtrading Karen aur hamen overtrading ko avoid karne ki koshish Karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

    dear friend ap na bahot achhi bat ki ha k forex trading mn over trading sa avoide krna chayay keun k over trading sa hmesha nuksan he hota ha keun k forex trading mn jo log ziada profit k chakr mn over trading krtay hn to jb un logon ki trade loss mn jati hn to jald he unka account bhi wash ho jata ha
    • #3 Collapse

      Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

      Jo log forex trading men ziyada profit ka lalach kartay hen woh hi over trading kartay hen jiss ki jaldi nakam ho jatay hen aur forex trading men agar daily profit ka target set karen aur agar target jaldi poora ho jay tu phir mazeed profit k lalach men trade open nah karen kiun k next trade men loss bhi ho sakta hey aur profit zaiya bhi ho sakta hey iss liay koshish karen k kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur phir achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

        Dear friend hamen always hi sabar aur itminan se kam Lena chahie aur hamen overtrading se divide karna chahie kyunki over trading hamen nuksan deti hai jiski vajah se ham na kam ho jaate Hain aur bade nuksan mein a jaate Hain isliye hamen Apne emotion aur lalach Ko control mein rakh kar kam karna chahie aur market ko acchi Tarah se understand Karke market ki situation ko with analys trading Karni hogi
        • #5 Collapse

          Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

          G Akshar nuksan hony ki yahi wajah Hoti Hai .Overtrading Se Bachana chahie kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie aur aapko trading aapke account Ki amount ke hisab se Karni chahie Agar aapke account ki amount Jyada Hai To fir aap Jyada Trades le sakte hain Varna aapko chahie aap ek Waqt Mein Ek Hi trade lein Kyunki trading ke dauran Lagai Hu trade par focus karna padta hai agar aap Jyada trade Lagate Hain To aapko focus Nahin kar paate is vajah se aapko loss ho sakta hai to aapko chahie aur behtar bhi yahi hai aap ek Waqt Mein Ek trade Le usko sahi se focus Karen Jab wo aapko profit De De FIR aur dusre trade Laga sakte hain Kyunki trading Mein holding bhi karne per sakti hai is liya ap ko wait bhi karna par sakt ha
          • #6 Collapse

            Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

            Koshish kray over trading say avoid kray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko over trading ko avoid Karna chaiy agar aap over trading krtay hai tu aap ko nakaami hoti hai iss Lia aap ko kamyabi ka Lia over trading say bachna chaiy
            • #7 Collapse

              Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

              hamien over trading ne karny chaye kun ky so hamein is mian meahnt karny chaye jis sy pher kafi ziada so hamein is mian mehant karnyc haye jis sy pher kafi ziada so ham ein is mian emahtn karny chae so ha mein is mian mehant karnyc haye jis sy pher kafi ziada so hamien is mian mehant karnyc haye jis sy pher kafi ziada so hamein is min meant karny chayej is sy pher kafi ziada so ha meinis mianemahnt karny chayejis sy ephr kafi ziada so hamien is mian mehant karnyc haye jis sy pher kafi ziada so hamien is mian emahtn karny chaye jis sy pehr kafiz iada
              • #8 Collapse

                Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

                Yes you are right my dear friend aap poochha ki aap overtrading na Karen worth reading karne wala kamyabi Hasil nahin kar sakta nuksan uthata hai FIR ho jata hai aur acchi Kam Nahin kar Pata isliye aapko Aisi Se Bachana Hoga aur acchi kamyabi Hasil Karen aur Achcha kam karna hoga jo kya aapke liye bahut Jaruri Saath Hai To bahut accha sabit hoga are planning ke sath Aisa kam kar sakte hain Apne Nahin ke sath Kam Karne Wala kamyabi Hasil karta hai abhi kamyabi Asan kar lenge aur acchi kamyabi Hasil kar lenge.
                • #9 Collapse

                  Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

                  Doston Insan Ki fitrat Hai Ki vah Har chij ko Jyada Se Jyada Hasil karne ki koshish karta hai aur lalach karta Hai Magar usko yah Maloom Nahin ke wala lach Se Kabhi Bhi Koi chij Hasil nahin kar sakta ISI lalach ki buniyad per Ham Jab Forex trading Mein overtrading Karte Hain To Hamen uska bahut jyada nuksan Hota Hai Kyunki overtrading Mein Jab Ham Ek Se Jyada trade open Karte Hain To Ham unko bharpur tarike se analyses aur monitor nahin kar paate Jiski vajah se Hamen Forex trading mein nuksan ho jata hai isliye Hamen chahie ki Ham kabhi bhi jaldbazi se Kamna len Sabar aur sample ke sath Apna Kam Karte Rahe
                  • #10 Collapse

                    Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

                    Koshish karen overtrading se avoid Karen assalam walekum pyare doston kaise hain aap ummid karte hain kya aaj working day hai business day hain aap hi work King kar rahe honge Jane trade kar rahe honge acchi trade lagaen acche profit Hasil Karen ji doston overtrading Phoenix and the Amal hai aur trading se patte rahen kyunki overtrading hamen laga ki taraf Le jaati hai aur lalach hamesha nuksan ka Paisa banti hai beshak market se aapko jyada profit Hasil ho raha hai lekin had hai har chij ki limit hai jab aap use limit ko katras karte Hain to aap loss uthate Hain isliye overtrading se avoid Karen aur apne aap ko lo se bachen
                    • #11 Collapse

                      Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

                      A.O.A bhai mm umeed krta hon sb log thk hain aur sab ka kam bhi acha ja rha hon ga g bhai ap ki bat thk hai hmein over trading nhi krni chahiye agr ap over trading krty hain to ap nakami ho sakty hai kishish krein over trading sy avoid krein gy to ap as mn kamyab ho jein gy aur ap loss sy bhi bach jein gy forex mn agr ap over trading krty hai to ap ko as sy loss bhi ho sakta hai as liye koshis krein over trading sy avoid krein to ap as mn kamyab ho sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

                        G apne theik kaha hyn keh humey overtrading se avoid krna chahiye kiuke overtrading krney se apka balance nil hosahkta hyn Acha trader oh hi hyn jo soch samjh ke trade krey Acha trader over trade se dor rehta hyn hmesha soch samjh ke trade krta hyn agar apko achi trade krni hyn tu apko professional ban ke trade krna hogei
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

                          hello friends aapki baat bilkul theek hai ki hamen overtrading Sevan karna chahie agar hoga hoga trading karenge to aise hamara kaun pass bhi ho sakta hai hamen trading soch samajhkar karni chahie Jo senior member hand ko chahie ki vah junior ki help Karen agar vah hamen trading ke bare mein thodi si information gain kar denge to aise Ham free trading co perfect bana sakte hain hamen trading ke liye demo account per bhi apna time invest karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

                            G han hamen forex men overtrading say avoid karna hota hy kun kay agar hum as men over trading say avoid karen gy tu hum nakam nahin ho sakty hain balkeh hum as men acha nafa hasil kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chahey kun kay forex men kam karna asan anhin hy as men hamen himat kay sath kam karna lazmen hota hy tab ja kay hum as men achy earning hasil kar sakty hain warna hum kabhy bhe as men achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chahey takeh hum as men acha profit hasil kar saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Koshish karen overtrading sy avoid Karen

                              ge haan ap nay theak kaha hay kah ap ko chahaykah ap ko over trading karena sy ap ko bachana ho ga agar ap over trading kartay hain to ap ka ccount loss main jata hay kah apko chahya kah ap ko jo bhe mal jay ap ko shoukar ada karna chahay kah shoukar hay ap ko chahya kah ap ko kam sykam margen pay ap ko trade lana chahya kah agar ap is trah sy karty hain to apapnay ap ko safe rakhatay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X