Market ko analyse krna boht zrori h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Market ko analyse krna boht zrori h

    Market Analysis
    Market technical r fundamental analyses per move krti hy to y dono analysis buht zarori hn market mn achi trade krny ky lliy r profit generate krny ky liy is liy hmy dono analysis seekhny chahy r y analyses market mn krny ky bad hi hm achi trades market mn open kr skty hn r un trades ko win krny ky chances bhi zeada hota hy is liy y dono chezy buht important hn r hum inky baghar market mn kamyab trades ni kr skty r na hi long term profit bna skty hn is li hmy chahy pehly hmy analysis sy sekhy r phr market mn trade krna sart kry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Market ko analyse krna boht zrori h

      Yes dear market analysis karna bahut Jaruri Hota Hai Market Mein trade karna Itna Bada Mushkil Nahin hota agar MS market Mein acchi tarike Se Kam Nahin Karte kam kis market Mein fayda Nahin Hota Humko is market Mein acche tarike se kam Karna Hai To Apne technical analysis acche tarike se karne Honge tab miss market Mein achha target Hasil kar sakte hain Agar Hamare analysis is market Mein acche ho Jaate Hain To Ham is market Mein successful Ho Jaate Hain market mein humko Apne account per trade karne ke liye planning Karni hoti hai agar Ham is market mein Main mistakes Karte Hain To Kabhi Bhi successful Nahin ho sakte Humko is market Mein acche tarike se kam karna hota hai tab Hamesha market Mein Apne account per acche tarike se kam kar ke successful hote hain police market Mein Apna nuksan Nahin karte analysis ke bad Anees market Mein Chitra Laga sakte hain.
      • #48 Collapse

        Re: Market ko analyse krna boht zrori h

        ge bilkul market ko analysis karna bht zarori hy kyukeh agar a market ko analysis kye begair koi trade karen gay to apko apki trade kabi bi acha profit ni day saky ge aur apko apki trade se ulta loss ho sakt hy kyukeh apne market ko thek tarah se analysis ni kia hota aur market ko analysis whe log karty hain jo market ko ziada se ziada wakat day rahy hoty hain aur market se acha profit gain kar rhy hoty hain laken agar ap amrket ko ziada wakat ni den gay aur apny brain ko active ni rakhen gay to ap kabi bi achi trade ni kar saken gay forex me jo log bi kam karty hain unke mind me yeh bat zaroi hoti hay keh pehly demo account pay kam kar ke apny experienc eko barhaya jay aur experience hasil kkarny ke bad unhe trading ki traf jana chahye .
        aur bht sary log aesy hoty hain jo market ko bilkul bi dhian me ni dety au unhe pany knowledge pay bht ziada confident hota hy aur aesy log kabi bi kamyab ni ho sakty , kyukeh trading karny klye zarori hy keh ap pehly market se related jo bi apko skills milty hain ap in skills pay kam kar ke achi trading kar skaen .
        • #49 Collapse

          Re: Market ko analyse krna boht zrori h

          Ji han bilkul dear aapane bilkul sahi kaha hai market Mein analysis karna bahut jyada jaruri hai forex market Mein Ham Sab kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki Ham Jab koi bhi trade open Karte Hain To sabse pahle Hamen market ke bare mein Apne analysis ko perform karna hote hain aur uske bad Hamen isme apni trade open karna Hoti Hai Jab tak Ham ismein best analysis ko perform Nahin Karenge Ham ismein Kabhi bich trading nahin kar sakte isliye best analysis Ka Hona bahut jyada jaruri hai iske liye aap Jab analysis performed Karte Hain To aap ismein market Mein different candlestick pattern aur Market Mein chart patterns Ko Dekhkar trade kar sakte hain Iske alava ismein Jab koi bhi indicator ka istemal Karte Hain To iska aapko bahut jyada fayda hote hain aap ismein different technical indicator Jaisa ke bullinger band aur relative strength index indicator Ka istemal Karke Kisne hidden divergence ko check Karke se profit Le sakte hain aap is market Mein jitne acche nlcs perform Karenge iska aapko itna hi jyada advantage milega.
          • #50 Collapse

            Re: Market ko analyse krna boht zrori h

            Jasbir Humko is market Mein analysis karne Hote Hain Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain Agra Maruti Mein channel Se Karke kam kar sakte hain.
            • #51 Collapse

              Re: Market ko analyse krna boht zrori h

              Dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex se bahut Kuchh Sikh Rahe Honge aur Forex se acchi earning Hasil kar rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamen Hamesha trading karne se pahle market ki movement ko acchi Tarah check kar lena chahie aur Market ko analyse kar lena chahie aur Iske bad Hamen acche experience or knowledge se apni trading Lagani chahie Agar Ham market ko acchi Tarah analyse kar ky trading kary gy tu Ham zarur acha profit Hasil kar sakte hain aur jo Insan mehnat karta hai aur hardworking Karta Hai vah Jarur kamyabi hota hai isliye FIR milenge Khuda Hafiz.
              • #52 Collapse

                Re: Market ko analyse krna boht zrori h

                Members bilkul market ko analyse karna bahut jaruri hai without analyses aap kabhi bhi Ek Kamyab aur profitable trading nahin kar sakte Soch samajhkar trading karne ke liye Hamen pahle market ko analyse karna padta hai market ko visit karne ke bad hi aap ek Achcha point Lekar trade open kar sakte hain aur apni trade ko profit Mein close kar sakte hain iske liye aapko bahut jyada Soch Samajh Kar kam karna padta hai jaldbazi bilkul bhi nahin Karni chahie aur jab tak aap market ko Sahi tarike se analyse na Karen trade na Karen
                • #53 Collapse

                  Re: Market ko analyse krna boht zrori h

                  Salam ji bilkul Apne theek ka market ko analyse karna bahut jyada jaruri hai Forex Se Kaisa platform hai Jis per agar aap Naat karte hain aur aapko Milta Hai FIR aap trading karte hain to aapko chahie ki aap trading ke sabse pahle practice Karen jitne Jyada aapki practice acchi hoge aapko Itna Achcha profit Milega aur second aapko chahie ki aap market ko analyse karte hue trading Karen Jab aap market karna is karte hue trading Karenge to aapki trading acchi Hogi aur Forex se aapko Achcha profit karne ke Jyada profit chance Honge...
                  • #54 Collapse

                    Re: Market ko analyse krna boht zrori h

                    Assalam o alaikum bhai jaan aapane theek kaha hai ki market ko analyse karna bahut jaruri hai kyon keh jab tak Ham iske bare mein jante nahin hogi hamen information nahin hogi To hamen nuksan hi hoga hamen aisi trade mein humain nuksan hota Hai jis mein Ham ya nahin dekhte keh balance loot size ko support karta hai ya nahi karta forex trading ek technical business Hai Jahan per trading aik planning ke sath hoti hai market mein prices up and down hoti rahti hai isiliye hamen market ko analyse karna sikhana hoga jab ham market ko Analyse karna Seekh jaate Hain ab agar Ham invest karte Hain To humary lose k chances bahut kam ho jaate Hain daily ke Ham 5 se 6 ghante market ki kimaton analyse Karen aur prices ki ups and downs ke bare mein information len jab hamen market ko analyse kar k invest karenge To Ham aik acha profit gain kar sakte hain shukriya. isiliye market ko analyse karna jaruri hai
                    • #55 Collapse

                      Re: Market ko analyse krna boht zrori h

                      Assalam o alaikum Jesa k thread ma bat ki gai h k Forex ma trading k liye marketing ka analysis krna bhot zada zarori ha. Market ka jitna analysis krein gy utna zada ap earn krein gy. Har kam ma marketing ka analysis krna bht maiyne rakhta h. Is liye market ka analysis zaror Karen ta k ap ko kbi loss na ho.
                      • #56 Collapse

                        Re: Market ko analyse krna boht zrori h

                        Friend kya aapane bilkul theek ka hai hamen market karnal ise karna chahie market ko analyse kiye Bina hamen kabhi bhi trading se achcha profit Nahin ho sakta pal ke uska hamen loss ho sakta hai to isliye koshish karen hamen acchi Tarah market ko analyse karna chahie apni trading ko acchi Tarah karna chahie aur sath hi hamen market mein experience ki bahut jyada jarurat hoti hai and experience ke sath important chij Hoti hai planning hamari planning kitni acchi hogi hamen utna hi achcha profit Hoga aur mere bhai sabse important chij hai trading mein loss hona mere bhai loss common chij hai lekin loss ko recover karna mast bhi baithe
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #57 Collapse

                          Market ko Analyse Karna Bohat Zaroori Hai

                          1. Market Analysis ki Ahmiyat


                          Market analysis ka matlab hai market ke data aur trends ko samajhna taake aap behtar faislay kar sakein. Yeh kisi bhi business ya trading strategy ka ek aham hissa hai. Jab aap market ko achhi tarah analyse karte hain, to aap ko yeh samajh aata hai ke market kis taraf ja rahi hai aur aap ko kya karna chahiye.
                          2. Market Analysis ke Types


                          Market analysis do tareeqon se kiya ja sakta hai: qualitative aur quantitative. Qualitative analysis mein aap consumer behavior, brand perception aur market trends ko samajhte hain, jabke quantitative analysis mein aap numbers aur statistics ko dekhte hain. Dono analysis ki apni importance hai aur inhein mila kar behtar results hasil kiye ja sakte hain.
                          3. Fundamental Analysis


                          Fundamental analysis mein aap company ki financial health ko samajhte hain, jaise ke uski earnings, revenue aur market share. Yeh analysis kisi bhi company ya stock ke liye bahut zaroori hai, kyunki is se aap ko pata chalta hai ke company ki asli value kya hai aur uska future growth potential kaisa hai.
                          4. Technical Analysis


                          Technical analysis mein charts aur price movements ko dekh kar market trends ko samajhna hota hai. Ismein aap past price movements, volume aur momentum indicators ka istemal karte hain. Yeh analysis un logon ke liye behtareen hai jo short-term trades karna chahte hain, kyunki is se aapko trading signals milte hain.
                          5. Market Sentiment


                          Market sentiment se murad hai logon ki market ke baare mein soch aur feelings. Agar market mein positive sentiment hai, to log zyada khareedari karte hain aur is se market ki value barhti hai. Is ke baraks, agar negative sentiment hai, to log bechne lagte hain aur market girta hai. Sentiment analysis ka bhi apne trading strategy mein istemal hona chahiye.
                          6. Economic Indicators


                          Economic indicators jese ke GDP growth rate, inflation rate aur unemployment rate bhi market analysis mein important hote hain. Yeh indicators aapko market ki overall health ka andaza dete hain aur aap ko yeh samajhne mein madad karte hain ke market kis taraf ja rahi hai.
                          7. Competitor Analysis


                          Aapko apne competitors ki bhi analysis karni chahiye. Yeh jaanne se aapko pata chalega ke aapki company unke muqablay mein kahan stand karti hai. Is se aap apne strengths aur weaknesses ko samajh kar apne strategy ko behtar bana sakte hain.
                          8. Risk Management


                          Market analysis ka ek ahem hissa risk management hai. Jab aap market ko analyse karte hain, to aapko yeh dekhna hota hai ke aapko kitna risk lena chahiye. Yeh aapko un situations se bacha sakta hai jahan aapke losses barh sakte hain.
                          9. Market Timing


                          Market ko analyse karte waqt timing ka khayal rakhna bohot zaroori hai. Kab trade karna hai aur kab trade se rukna hai, yeh aapki analysis par depend karta hai. Agar aap market ki timing ko sahi samajh lete hain, to aap behtar profits kama sakte hain.
                          10. Trading Psychology


                          Trading psychology bhi market analysis mein ek important factor hai. Jab aap market ko analyse karte hain, to aapko apne emotions par control rakhna hota hai. Fear aur greed aapki decisions ko bura asar dal sakti hain, isliye aapko logical decisions lene chahiye.
                          11. Data Interpretation


                          Market analysis ke liye aapko data interpretation ka skill develop karna hoga. Data ko samajhna aur usse kuch seekhna aapko behtar decisions lene mein madad karega. Aapko yeh samajhna hoga ke data kya keh raha hai aur usse kaise use kiya ja sakta hai.
                          12. Long-Term vs. Short-Term Analysis


                          Market analysis ko long-term aur short-term dono perspectives se dekhna chahiye. Long-term analysis aapko market ki overall trends samajhne mein madad karega, jabke short-term analysis aapko trading opportunities dega. Dono approaches ko samajhna aapki trading strategy ko behtar banata hai.
                          13. Continuous Learning


                          Market analysis ek continuous process hai. Market trends aur economic indicators waqt ke sath badalte rehte hain, isliye aapko is field mein continuous learning karte rehna chahiye. Workshops, seminars aur online courses aapki madad kar sakte hain.
                          14. Conclusion


                          Aakhir mein, market ko analyse karna sirf ek skill nahi hai, balki yeh aapki trading aur business success ke liye ek zaroori tool hai. Aap jitna behtar market ko analyse karenge, utna hi behtar aap apne decisions le sakenge. Isliye, is process ko ignore na karein aur apne trading ya business ko behtar banane ke liye is par focus karein.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X