Bohat say new members ko pips kay bary main theak say idea nahi asal main forex market main pip ki term use ki jati hay jo keh kisi bhi currency pair ki esharia kay baad kay 4 hindso maslan 1.2322 price kay jab ye price barh kar 1.2325 ho gi to esmain azafa 3 ka huwa aur ye 3 asal main pips hoty hay hum kehty hay keh market 3 pips move ki hay aur trader apny naffy aur nuqsan ka hesab bhi enhi pips ki madam say lagaya jata hay aur har pip ki value bhi alag alah hoti hay kisi ka pip aik cent ka hota hay aur kisi ka aik dolo ka aur kisi ka 10 dolor ka hota hay aur ye value asal main hum jo lot size use karty hay uskay mutabiq hoti hay agar hum ziada lot size use karen gay to humara aik pip ziada value ka ho ga aur agar hum kam use karen gay to wo kam value ka ho ga
Forex market main har pair ki movement ko hum pips main calculate karty hay aur har pair different pips move karta hay aur hum esko ostan guess kar sakty hay keh market main aik pair kitna move kar raha hay daily ki buniyad par
CURRENCY TOKYE SESSION LONDON SESSION NEWYORK SESSION
EUR/USD---------------76----------------114--------------------92
GBP/USD---------------92----------------127--------------------99
USD/JPY----------------51-----------------66---------------------59
AUD/USD---------------77-----------------83---------------------81
NZD/USD---------------62-----------------72---------------------77
USD/CAD---------------57-----------------96---------------------96
USD/CHF---------------67-----------------102--------------------83
EUR/JPY---------------102-----------------129-------------------107
GBP/JPY---------------118-----------------151-------------------132
AUD/JPY----------------98-----------------107-------------------103
EUR/GBP---------------78-------------------61--------------------47
EUR/CHF---------------79------------------109--------------------84
Es chart main hum daikh sakty hay keh session main konsa pair ostan kitni movement kar sakta hay ye andazy kay liye chart bnaya gya hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим