Pip Kya hota hay ? Currency pairs ki ostan movement in pips.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pip Kya hota hay ? Currency pairs ki ostan movement in pips.
    Bohat say new members ko pips kay bary main theak say idea nahi asal main forex market main pip ki term use ki jati hay jo keh kisi bhi currency pair ki esharia kay baad kay 4 hindso maslan 1.2322 price kay jab ye price barh kar 1.2325 ho gi to esmain azafa 3 ka huwa aur ye 3 asal main pips hoty hay hum kehty hay keh market 3 pips move ki hay aur trader apny naffy aur nuqsan ka hesab bhi enhi pips ki madam say lagaya jata hay aur har pip ki value bhi alag alah hoti hay kisi ka pip aik cent ka hota hay aur kisi ka aik dolo ka aur kisi ka 10 dolor ka hota hay aur ye value asal main hum jo lot size use karty hay uskay mutabiq hoti hay agar hum ziada lot size use karen gay to humara aik pip ziada value ka ho ga aur agar hum kam use karen gay to wo kam value ka ho ga
    Forex market main har pair ki movement ko hum pips main calculate karty hay aur har pair different pips move karta hay aur hum esko ostan guess kar sakty hay keh market main aik pair kitna move kar raha hay daily ki buniyad par

    CURRENCY TOKYE SESSION LONDON SESSION NEWYORK SESSION
    EUR/USD---------------76----------------114--------------------92
    GBP/USD---------------92----------------127--------------------99
    USD/JPY----------------51-----------------66---------------------59
    AUD/USD---------------77-----------------83---------------------81
    NZD/USD---------------62-----------------72---------------------77
    USD/CAD---------------57-----------------96---------------------96
    USD/CHF---------------67-----------------102--------------------83
    EUR/JPY---------------102-----------------129-------------------107
    GBP/JPY---------------118-----------------151-------------------132
    AUD/JPY----------------98-----------------107-------------------103
    EUR/GBP---------------78-------------------61--------------------47
    EUR/CHF---------------79------------------109--------------------84

    Es chart main hum daikh sakty hay keh session main konsa pair ostan kitni movement kar sakta hay ye andazy kay liye chart bnaya gya hay
    Last edited by ; 21-03-2021, 05:34 PM.
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pip Kya hota hay ? Currency pairs ki ostan movement in pips.

    Ap nay bahut achi info share ko hain. Kai traders mukhtalif pairs main trading karty hain to inko har pair ki pips maloom honi chahiye. Pip ki waja say he spread and profit ki calculation ki jati hay. Pip kay mutabiq he lot use ki jati hay aur capital ki safety ensure ki jati hay.
    • #3 Collapse

      Re: Pip Kya hota hay ? Currency pairs ki ostan movement in pips.

      pip Currency ko mapnein ka ik pamana hay un ki waliu ko mapnein ka ek paymana hay trading ka daromdar is par he ghomta hay ham is say he pta chlta hay kah hamein kitna nuksan aur kitna fiyda howa hay
      • #4 Collapse

        Re: Pip Kya hota hay ? Currency pairs ki ostan movement in pips.

        Yes Diya apni bahut hi important aur valuable information apni post may include Ki Hai Jab aap market ko property calculate karne ke liye price in percentage ko study Karte Hain To definitely aap bahut perfect calculation kar sakte hain Agar aapki calculation method per shak Nahin hote hain to aap different important factors aur apne anoscope effect Nahin banaa sakte hain isliye aapko sabse pahle market ki movement ko properly calculate karne ke liye different important factors ko apni trading may include karna Hota Hai.
        • #5 Collapse

          Re: Pip Kya hota hay ? Currency pairs ki ostan movement in pips.

          pip kaya ha or is ko akasy samjhna ha ao is bat bat karty han or is ko samjhny ki koshish karty han kun ka ham na yahan par kam karna ha to har bat ko samjhan zarori ha market move krti ha is ka point hoty han jin ko pips kehty han or hamen is main loss or profit inhen point ka mutabik pips main hota ha ji sko jham count karty han to hamen pata chal jata ha ka ham na is main kitna profit bana lioya ha
          • #6 Collapse

            Re: Pip Kya hota hay ? Currency pairs ki ostan movement in pips.

            pip kaya ha or is main kam karna easy ha ya nhe ha asal main shyed ham pip ka bary main phely bhe bat kar chuky han lakin bat ye ha ka is ko count kasy karty han kuch log han jo ka is ka lye kuch tool ko use karty han ye market ki movement hoti ha jo ka point main hoti ha to is main ap na dilchabi sa kam karna ha to ap ko kamyabi mil jaye gi
            • #7 Collapse

              Re: Pip Kya hota hay ? Currency pairs ki ostan movement in pips.

              Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi acchi Commission Hamare Sath Hoti Hai Jab Ham forest market Mein kam Karte Hain To Ham ismein Jab trade Lagate Hain To Hamen Jis plot ki trade Lagate Hain Hamen Jab ek hi point Upar niche Jata Hai To usse Pet Ka Naam Diya jata hai isliye Hamen lot size ki selection Soch samajhkar Lagani Hogi Agar Ham isliye lot size ki selection 1.0 ki Lagate Hain To Hamen ismein Jab ek ek point ab Jayega ya down aaega To Hamen newspaper ka naam Dete Hain isliye Hamesha mein jyada Se Jyada information ko share karna chahie aur as such knowledge aur acche experience ke sath kam karna chahie Jab Ham ismein planning Karke kam Karte Hain To Ham is market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Pip Kya hota hay ? Currency pairs ki ostan movement in pips.

                Forex trading Mein Jab aap kam karte hain to aapko market ki movement ko judge karne ke liye Jaaye dekhte hain ki market ki movement bahut Chhoti Chhoti pears ko touch karti hui badh Rahi hoti hai aur change ho rahi hoti hai to use Waqt Jab market ki moment 1 point se dusre point Tak Jaati Hai to use movement cop ka naam Diya jata hai aur isase bhi measurement ka jo Chhota Tarika hota hai usko Pet Ka Naam Diya jata hai isliye aapko chahie ki market ki moment ko acchi tarike se samajhne ki koshish karen Taki aapko acchi aur profitable trading karne ke liye Achcha information aur knowledge ho aur aap apne experience ke mutabik kis Business mein kam karte hue Achcha profit Hasil kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Pip Kya hota hay ? Currency pairs ki ostan movement in pips.

                  Dost jaisa ke aapane poochha hai pip kya hai aur ek currency pair mein PIP ki Austin movement kya hai dost aapane bahut hi informative post share ki hai main main chahta Hun ketama members ISI tarah ki informative post share karte rahen aur is tarah ka knowledge bhi increase hota hai aur new members ki bhi help Ho jaati hai to dost pip ka mein aapko batata chalao ke kya hai ek currency pair ka rate Jo chal raha hota hai uska aakhri digit kahlata hai aur v ki movement har currency pair mein different hoti hai to main bhi aapko nahin pata sakta ke kis pair mein yah kitna move karta hai gold silver aur Bitcoin mein yah fast move karta hai jab ke joke ke dusre currency pairs hai Euro USD gbp usd in tmam paira mein iski movement slow hoti hai dost agar aap iske related learn karna chahte hain to aapko chahie ki aap seniors ke sath personal contact Karen unse Mile aur unse iske related knowledge hasil Karen aur ISI tarah aap ko social media se bhi iske related knowledge game Karen sirf posting aur thread se Hi aapka knowledge hasil karna kafi nahin hoga mehnat karna aapke liye lazmi hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Pip Kya hota hay ? Currency pairs ki ostan movement in pips.

                    Yes dear Humko is market Mein PIP calculation Karni hoti hai Market Mein trade karna Itna Bada Mushkil Nahin hota agar MS market Mein acchi tarike Se Kam Nahin Karte kam kis market Mein fayda Nahin Hota Humko is market Mein acche tarike se kam Karna Hai To Apne technical analysis acche tarike se karne Honge tab miss market Mein achha target Hasil kar sakte hain Agar Hamare analysis is market Mein acche ho Jaate Hain To Ham is market Mein successful Ho Jaate Hain market mein humko Apne account per trade karne ke liye planning Karni hoti hai agar Ham is market mein Main mistakes Karte Hain To Kabhi Bhi successful Nahin ho sakte Humko is market Mein acche tarike se kam karna hota hai tab Hamesha market Mein Apne account per acche tarike se kam kar ke successful hote hain police market Mein Apna nuksan Nahin karte Humko is market Mein price calculate Karni hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Pip Kya hota hay ? Currency pairs ki ostan movement in pips.

                      Dear aapane bahut hi acchi information Hamare Sath Forex forum per share Ki Hai Jiska aap junior member ko bahut fayda ho sakta hai forex market Mein Ham Sab kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki Ham Jab koi bhi trade open Karte Hain To sabse pahle Hamen market ke bare mein Apne analysis ko perform karna hote hain aur uske bad Hamen isme apni trade open karna Hoti Hai Jab tak Ham ismein best analysis ko perform Nahin Karenge Ham ismein Kabhi bich trading nahin kar sakte isliye best analysis Ka Hona bahut jyada jaruri hai iske liye aap Jab analysis performed Karte Hain To aap ismein market Mein different candlestick pattern aur Market Mein chart patterns Ko Dekhkar trade kar sakte hain Iske alava ismein Jab koi bhi indicator ka istemal Karte Hain To iska aapko bahut jyada fayda hote hain aap ismein different technical indicator Jaisa ke bullinger band aur relative strength index indicator Ka istemal Karke Kisne hidden divergence ko check Karke se profit Le sakte hain is business mein agar Ham Dekhen to hamare pass trading ka knowledge Hoga aur experience Hoga To Hamen fayda milega.
                      • #12 Collapse

                        Re: Pip Kya hota hay ? Currency pairs ki ostan movement in pips.

                        Dear market Mein trade Lagane ke liye Humko market ki price Ka Pata Hona chahie Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain is market mein humko Chitra Kaise kam karna Hota Hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Pip Kya Hota Hai? Currency Pairs Ki Oston Movement in Pips

                          1. Pip Ka Mafaheem


                          Forex trading mein, "pip" ka matlab hai "percentage in point." Ye ek chhoti si unit hai jo currency pairs ke daam mein tabdeeli ko darust karti hai. Ek pip ke zariye hum market ki movement ko samajh sakte hain, jo trading ke liye bohot ahmiyat rakhta hai.
                          2. Pip Ka Istemal


                          Jab hum Forex trading karte hain, to humein currency pairs ki prices ki movement ko track karna hota hai. Pip ki madad se hum jaan sakte hain ke market kitna upar ya neeche gaya hai. Ye trading ke strategies tayar karne mein bhi madadgar hota hai, kyunki isse humein apne profit aur loss ka andaza hota hai.
                          3. Currency Pairs Ki Classification


                          Forex market mein currency pairs do types mein divided hain: major pairs, minor pairs, aur exotic pairs. Major pairs jaise ke EUR/USD, USD/JPY aur GBP/USD sabse zyada trade hote hain. Minor pairs mein currency combinations hote hain jo major currencies se kam mashhoor hote hain, jabke exotic pairs mein ek major currency aur ek emerging market currency hoti hai.
                          4. Pip Ka Calculation


                          Ek standard pip ki value 0.0001 hoti hai, lekin kuch currencies, jaise ke Japanese Yen, mein ye 0.01 hoti hai. Agar EUR/USD ka price 1.1200 se 1.1201 tak badal jata hai, to ye 1 pip ki movement hai. Is tarah se humein pip ki value samajhne mein asaani hoti hai.
                          5. Pips Aur Trading Lot Sizes


                          Trading karte waqt, aapki lot size bhi pip ki value ko tay karne mein ahmiyat rakhti hai. Ek standard lot 100,000 units hota hai, jabke mini lot 10,000 units aur micro lot 1,000 units hota hai. Iska matlab hai ke agar aap ek standard lot ke sath trade karte hain, to ek pip ki value $10 hoti hai.
                          6. Pip Se Profit Aur Loss Ka Andaza


                          Jab aap trade karte hain, to aapko pip movement se apne profit aur loss ka andaza lagana hota hai. Agar aapne EUR/USD par long position li hai aur price 50 pips upar gaya hai, to agar aap standard lot ke sath trade kar rahe hain, to aapka profit $500 hoga.
                          7. Spread Aur Pips


                          Spread, jo ke ek broker ka charge hota hai, bhi pips mein measure kiya jata hai. Jab aap ek currency pair ko buy ya sell karte hain, to aapko ask price aur bid price ke darmiyan ka farq dekhna padta hai. Ye farq spread kehlata hai aur iski value pips mein hoti hai.
                          8. Pips Aur Volatility


                          Market ki volatility se bhi pips ka taluq hai. Jab market volatile hota hai, to price movements bohot tezi se hoti hain, aur is se pips ki value bhi badh sakti hai. Is liye, traders ko hamesha market ki volatility ko mad e nazar rakhna chahiye.
                          9. Scalping Aur Pips


                          Scalping ek trading strategy hai jisme traders chhoti price movements ka faida uthane ki koshish karte hain. Ye strategy aksar pips par focus karti hai, kyunki scalpers ko zyada se zyada trades karne ki zaroorat hoti hai taake wo har pip ke movement se profit kama sakein.
                          10. Pips Ka Role Risk Management Mein


                          Pips risk management ke liye bhi bohot zaroori hain. Jab aap stop loss aur take profit levels set karte hain, to aapko in levels ko pips mein measure karna hota hai. Ye aapki overall trading strategy ko behter banata hai aur loss ko control karne mein madad karta hai.
                          11. Pips Aur Economic News


                          Economic news aur events bhi pips par asar dalte hain. Jab kisi country ki economic data release hoti hai, to market mein volatility badh sakti hai, jo ke pips ki movement ko influence kar sakti hai. Traders ko in news events se agah rehna chahiye taake wo apne trades ko accordingly adjust kar sakein.
                          12. Long Aur Short Positions


                          Long position mein aap expect karte hain ke market upar jayegi, jabke short position mein aap expect karte hain ke market neeche jayegi. Dono positions ka pip movements par asar hota hai. Agar aap long position lete hain aur market 30 pips upar jata hai, to aapko profit milega. Wahi agar aap short position lete hain aur market 30 pips neeche jata hai, to aap bhi profit kamaenge.
                          13. Pips Ka Samajh Rakhna


                          Traders ke liye pips ko samajhna zaroori hai kyunki ye trading ke maidan mein ahmiyat rakhta hai. Pips se na sirf aapko market ki movement samajhne mein madad milti hai, balki aap apne trading decisions ko bhi behtar bana sakte hain.
                          14. Conclusion


                          Pip ek chhoti lekin bohot ahem unit hai jo Forex trading mein use hoti hai. Currency pairs ki movement ko samajhne ke liye, pips ka istemal zaroori hai. Ye trading strategies tayar karne, profit aur loss ka andaza lagane, aur risk management mein madadgar hota hai. Isliye, har trader ko pips ki ahmiyat samajhni chahiye aur isay apne trading plans mein shamil karna chahiye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X