Fake forex teacher
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    yes fake teacher sy bachna chaye q k na un ko khud kuch ata hai aur na woh sekha sakhtay hain dosroon ka time waste ker k apna amount banatay hain aur sirf dokha hi detay hain un llogon sy ziyada sekhna chaye jo forex achi terhan ker rahay hoon un ka account dekh ker hi idea ho jaye ga aur sekhany wala kabhi fess nahi ley ga agar us ka karonbar sekhana nahi guide kerna ho tou
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Dear friends many fake persons show their self as a forex teacher please don't contact them they are all is for only money may be you loss your money in forex trading.
      • #63 Collapse

        ji bhai ji aap ny bilkul aheek kaha hy keh hamin agar kisi bhi teacher sy forex tradeing seekhni hy to hamin chahiey kih us teacher ki aakhri 3 month ki statemint zaroor check kar lini chahiey
        • #64 Collapse

          haan me yeh manta hun kay buhat se onlnie logon ny khud ko forex key teachers bnay huy hoty hian and new logon ko dhoka bhe dety hain. so high fees lekar bhag jaty hy ya bs tukky se only order put krna smjaty hain oor bqe kuch nahi ata ...
           
          • #65 Collapse

            without a doubt we've observed many of the occasion that the great deal of the lenders are generally making the training for the brand new lenders so that they are generally referred to as him or her self a fantastic speculator plus the brand new speculator time have got let them have the amount of money for your studying we ought to prevent most of these fraud.
            • #66 Collapse

              bhai app ne bulkul sahi baat ki hia main app ki is baat se agree karta hoon is forx trading ma boht se fake trder hote hia jo ke looogoo se payment la kar on ko kuch nahi batate hia aor on ko loss ma daal dete hia.par ya forum boht achi hia aor is froum se hum boht kuch seek sakte hia.......
              • #67 Collapse

                bhai jaan ajj kal itney sarey sources avaibl hain online appko sirf google karna hota hai bas aur har aik cheez k mutaliq 1000rooon pages ajatey hain jin se app bohut hi asani se sab kuch seek sakthey th lehaz paisa de kar forex seekhney se bachey aur khud online forex seekhein.
                • #68 Collapse

                  Jo baat aap ny kahi hay uska mujhay experience nahi hay, mujhay jo posting sy bonus milta hay main us sy trading kr raha hon aur mujhe profit mil raha hay, ratio kam hay wo is waja sy k mujhay forex marketplace mein aey huway zayada arsa nahi huwa. I am learning.
                  • #69 Collapse

                    forex trading main earn kerne ke lye learning zaroori hi jo ke ap diferent sources se hasil kerte ho magar agar ap koi forex teaher hire ker loo too ye achi batt hi iss main ap achi tara se learning ker loo gye orr achi earning bi kerte reho gye
                     
                    • #70 Collapse

                      in forex fake teacher say bachna chahye ye hame nuksan detay hain ye sirf aur sirf humaray paison k pechay hotay hain aur ye khud b koi acha ytader nahi hotay hain inhe itna zyada knowledge nahi hoti hai.
                      • #71 Collapse

                        Well, pata nahee aap kis tarah k teachers k pas phans gaye they werna teachers achay mojood hen or yeh baat mey hurgiz nahee maan skta k hum demand kren kay statement ki ya history, bachon wala attitude hoga yeh tou, second yeh kay sirf un teachers koselect kren jinki reputation ho ya waakai mey kuch ehmiat rakhty hon forex mey,
                        اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                        Dosto forex me bahot sary fake teacher hn jo fee le k sikhaty hn,lakin un k sikhany se student ko khch b faida ni hota aur wo waise hi pehly ki tarhan lose krta rehta he,ap ne jb b kisi teacher se sekhna ho to us se us k apny zati forex acont ki akhri 3 month ki acont histry chek kro,agr us ki histry waqia hi profit wali ho to us se sekho warna ni,aur agr apko koe teacher histry na dikhaye to us se b traning na lo,q k wo sirf ap se fee wasol krty hn sikhaty khuch b ni,
                        ye mera apna tjarba hy.
                        • #72 Collapse

                          forex main work sekhne ke liye hmain experience ful teacher se he sekhna chye na ke fake se q ke fake teacher apko achye se nhe sekhaen gain or apko smjh ane ki bjae gltian hoon gain.
                          • #73 Collapse

                            fake forex teacher website par kafi tadad mey hain. aur fee leny chaker me jhansa dayty hain aur aur learning kuch nahi dytain aur woh jo training dain gain us sey ham loss bhi hujay ga. achy teacher ki nishani ye han keh uski account history chek kry ager hai to ussy se seekhni chaye
                            • #74 Collapse

                              yes I've heard some of the time that the large number of people are making the teaching of the young, so it is a good businessman and a young entrepreneur named at some point to give money for learning should prevent such fraud.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                dear friend aise kafi fak teacher hen jo boht bhara chara k baten kerte hen aur un k khud ka koe trade skill nahi hota wo kia dosron ko sekha skte hen tu aise logo se dor bg na he behter hoga humare leye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X