Fake forex teacher

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear yahn har koi he apne ap ko teacher smjhta hy chahe ose trading aati ho ya nhn wo predictions karta rehta hy k market kabi idar aaye gii ya kabi odar jaye gii...
    agar ap ne kisi ko follow karna hy tu zehn mai ye bat rakh lain k ap es mai kisi ko kasooor war nhn kahain gain q k koi b 100 percent sahi nhn hota...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes dear app ki bat bikul thek hy forex ko learn karwany kay liye bohat say fake teacher hoty hain jin ko khud forex kay bary may itna knowledge nahi hota hy lakin wo pesy kmany ki lalach say logo ko forex learn karwany kay pesy lety hain and unhy achy tariky say learn nahi karwa paty hain.
      • #18 Collapse

        Yes you are right forex ki duniya main bohot sarey aisey fake teacher hain jo logon ko loot rahtey hain aur woh is ke barey main kuch bhi ziada nahin jantey hain isliye hamen aisey logon se always hoshiyar rehna chahiye.
         
        • #19 Collapse

          Agar aap ko forex seekhni hai or aap ko kisi expert say seekhni chahiey.kush loog scam bhi karty hain.jo kay aap ka paisa lay kar baagh jaaty hain ya phir aap ki investment pay experiment karty hain.iss tarah say logon say bachna chahiey.
          • #20 Collapse

            g han bilkul sai farmaya ap ne fake teachers ek bohat bari buri cheez hai aur ye hamain badnam b kartay hain thats y we should always try to work on our own aur esi tarhan hum agey barh saktay hain warna success nai hogi
            • #21 Collapse

              i think hamen forex main kabhi bhi aisey teacher par depend anhin karna chahiye jiska apna knowledge bhi forex main bohot hi kam ho aisey teacher always fake hi hotey hain aurin se hamen always loss hi hota hey.
                 
              • #22 Collapse

                yes dear humain fake forex teacher se door rehna chahiye aur hum forex business ko without teacher kay bhi learn kar sakte hain. humain forex business ko internet se study karna chahiye aur phir demo account me practice karni chahiye.
                 
                • #23 Collapse

                  yeh bath bilkul sahi hay k market me buaht se fake log hain jo newbies ko dhoka dety hain oor khud ko forex k teachers smjty hain. so es terha new logn se paisa lekar bhagty hy ya unko sahi smja nahi skty q k hud etne experience nahi hoti. esly guzarish hay k jib logon ko aap janty nahi unse esi deal na kry...
                   
                  • #24 Collapse

                    forex trading ko seekhane ke liye fake teaher bhi aagaye hian jo app se paisay le kar kha jate ahin aur apko kam bhi nahi tate is liye bachen aur app khod pak forum se aur apne firnds se kam ko hard working se seekhen
                     
                    • #25 Collapse

                      jee my dear me ap ke bath saagree bh karta ho our me to ya hy sab ko mshriva dath ho ky ap plz khud is ko learn karhy our in fake person sa dor rhy our ap ko bath do ky me na is ko khud learn kya ha our expert person sa guide lata tha
                      • #26 Collapse

                        g dear main apki baat sy bilkul agre ekrn gi k yahan pr bht sy aise teacher hain jo k fake hain unhein kkhud kuch ata nhi hai or fee ki lalach main forex teacher bn jaty hain wo humein fake proof dikha k hum sy fee ly lyty hain or bad main jo sikhty hain ghalt jis kiw ja ays loss hota hai es liye beware or soch smjh k teacher rkhein
                        • #27 Collapse

                          jee has mere dost forex trading me ese log hai jo aap se kahenge ke me aap ko sekawonga aap muj ko es ka fee de ya aap se kahenge ke muje fee de mahine ka me aap ko signal donga to aap oon se kehana ke muje ek hafte ka free signal de agar os ne hafte me sahi signal diye to os ke baad on se mohahida karo.
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                            Dosto forex me bahot sary fake teacher hn jo fee le k sikhaty hn,lakin un k sikhany se student ko khch b faida ni hota aur wo waise hi pehly ki tarhan lose krta rehta he,ap ne jb b kisi teacher se sekhna ho to us se us k apny zati forex acont ki akhri 3 month ki acont histry chek kro,agr us ki histry waqia hi profit wali ho to us se sekho warna ni,aur agr apko koe teacher histry na dikhaye to us se b traning na lo,q k wo sirf ap se fee wasol krty hn sikhaty khuch b ni,
                            ye mera apna tjarba hy.
                            Jee dear forex main aisy bhi bhut say hain jo khud tu loss kar rahy hoty hain lekin feeses lay kar dosry new traders ko yeh yaqeen dilaty hain kay hum apko forex main expert bana den gy so kisi bhi teacher sy seekhny say pehly uss kay baary main full information zarur leni chahiye.
                            • #29 Collapse

                              g han forex me bht se aese log hen jo itna kch nhi jante forex k bare me but achi earning karne k lie fake teachers hone ka rasta ikhtiyar kar lete hen so hmen chaiye k forex ki websie se b information len aur agar koi teacher lena he to make sure that he is expert trader
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Bilkul apne sahi bat kahi hey aur aaj kal forex key andar bohot sarey aisey log hain jo is business key barey main kuch bhi nahin jantey hain aur logon ko best teacher keh kar un sey pese bator rahey hain to hamen chahiye keh hum aisey teacher se always door rahen.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X