Forex me lose.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    ye bat sach hai k ap pehly achi trha se experience kr k or demo account me practice kr k real account ki tarf aein ta k ap ko forex me kam krne me asani b ho or ap loss se b bach saky agr ap without knowladge or experience k forex me kam krty hai to ap ko kafi nuksan uthana pary ga lehaza pehly demo account se help le kr hi ap forex ki tarf aein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      well main aik new trader hun lekin maine kabhi aapne aap ko expert nahi samjha aur agr aap apne aap ko expert trader samjhty hai tou yad rakhen aap kabhi b aik achy trader nahi ban sakty Q k every trader is a learner no one is perfect.
      • #918 Collapse

        forex main loss hona ya ksi karobar main loss hona koi khas bat nahe hai. q k jab ham yah samjhty hai k forex aik risky job hai. to hamain forex main loss ana zyda hairan kun nahe hai. per ham education ki base per ham is loss ko kam kar sakty hai per riks factor ko khtam nahe kar skaty
        • #919 Collapse

          dear ap ne bilkul theek kaha hy ke jb ksi trader ko loss hota hai to usy dil nahi ch'hota krna chahye kyun k profit ki trha loss bhi to trade ka hisa hai is liye ghbrana nhi chahye balky apni galtio'n say seekhna chahye or yad rakhye ga mayosi kufr hai is lie forex ak best business hy
          • #920 Collapse

            uski waja yhi he ke jab new forex me aate hen toh samaj rahe hote hen ke forex trading ak boht hi easy earning way he or ham asaani se is me work kr sakte hen lakin isme learn karne me boht ziyada time or practice ki zrorat hoti he phr hi ak trader forex me kamyaab ho pata he
            • #921 Collapse

              dear aap ne theek meshwera diya ha k kisi teacher se seekhna chaahiay lakin humain teacher million nai sekta .ore me for you to is actually forum ko hi apna teacher semejta hun yahan se me ne forex k baarey me biht kuchh seekha ha ore abi bi mazeed mihnet ker raha hun .
              • #922 Collapse

                Sir ji aesa nhi hy main idhr new hun laken main khud ko expert nhi samjhta main idhr apny kuch friends say sekhta hun jo k mery pas uthty bethy hain. wahi mery teacher hain. aam trader sy islea sekha jata hy k wo kitny knowledge less hain or perhaps ek achy teacher sy islea sekha jata hy k un k pas real knowledge hy jo k hamy learning main support krti hy.
                • #923 Collapse

                  forex trading business me sirf loss hi nahi ha revenue possibly be ha ager ap can be business ko seekh kar experince bana kar karin gy to ap can be firm se boht revenue possibly be hasil kar skty hain so loss un ko hota ha jo will be ko seekh kar experince bana k nahi karty .
                  • #924 Collapse

                    Kisi bhe company will probably income aur loss dono sath hoty han aur hamian un mistakes ko dohrana nahe chaiya jis say loss hota hay forex trade may bhee agr aap learn kiay baghair aur with out experience trade karty han in order to loss k options zyada hoty han will be liay loss say bachnay k liay learning must hay .
                    • #925 Collapse

                      forex trading mai hamy loss sy bachna chahiya or perhaps kisi expert teacher sy guidnec laini chahiya jis ki waja sy ham aik kamyab trader ban sakty hain hamy kisi aam teacher sy trading ni seekhni chahiya warna is usually sy hamy loss ho jy ga is mai ham jitni learning kary gy ham utni hi earning kar sakty hain.
                      • #926 Collapse

                        forex main zrori ni hr bar apko profit hi ho balky kbi jb tk apko loss nhi hoga ap apni galtian nhi saikho gy agr apko still profit ho rha hai to ap achy trader ho
                           
                        • #927 Collapse

                          g bhai aap ne bilkiul sahi mashwara diya he teacher experience se hi banta he or experience 1 ya 2 saloo me nahi ata is me kafi saal lagane se ata he
                          • #928 Collapse

                            dear forex trading mein loss hona koi nai baat nahi hae kiunk forex trading mein aksar log to sirf loss hi karte hein aur kam hi log hote hein jo k is forex trading se achi income generate kar pate hein.
                            • #929 Collapse

                              buht se logo ko forex m loss hota hai or pher loss hone per forex pe kam kerna chor dete han jo k esa ni hona chaye blke himat se kam lena chayeee or forex pe kam kerte rhna chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                Dear pak fourm har us treadr ka teachr ha jis ko acha teachr kahin sy ni mil skta Jo log is fourm pe posting krty Hein wo serf bouns hi ni akhta krty bl k yahan pe bahut Koch sekhty bhi Hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X