Forex me lose.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    I guess that they sustain death in the Forex trading who hold no participate of it, or they are greedy and necessity to get immense acquire at erst. But they who do Forex trading by knowledge and live, so they cannot worsen expiration.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      Bro forex business main loss her kisi ko hota hai. is business main koi ayesa trader nahi hai jis say is main loss na kia ho. ary hummain jab loss hota hai tab hi tu hum is main success hasil karty hain. aik newbe hota hai os k pass knowledge nahi hota hai jis say wo yahi samjhta hai k bus main is main sirf profite hi gain karo ga os say loss yad hi nahi hota hai k is main loss bhi hota hai...
      • #888 Collapse

        ji bhai ji app ny bilkul theek kaha hy k har naya treder apny aap ko expert samjhta hy or jab us ko loss hota hy to woh dil har bethta hy is har nay treder ko chaihy keh wo apny kisi aisy senior sy seekhy jo is me achi khasi maharat rakhta ho
        • #889 Collapse

          Forex trading aik waseh Business field hai .Es main kam karney k liay knowledge aur Experience bhi zaroor chahiay. Loss ki wajah seraf knoledge ka kam hona hi nahin hota.Bal k baz dafa expert bhi Bhari loss utha tai hain . Es mayn Trading k liay knowledge ,experience k elawah Market per puri trah nazar rakhna aou waqat par sahei faisla Profit ka bais hota hai.
          • #890 Collapse

            salam, gud advice, but mera khyal hai bro demo account is the best teacher ever, kyun k aap os per khud pratice kr k experience krtey ho, jis se aap upni ghltion k bhi nishandahi kr leytey ho, or sikh bhi jatey ho market ka analysis krna bhi
            • #891 Collapse

              Forex trading me loss ki waja ye k hm Forex tradeing ko achi tarah se sikhty hi nahi hain or is ko achi tarah se samjhty or tradeing starat kar deetyor loss kr bathty hain, Forex trading me real account start krny se pehly demo pe mukamal uboor hona zaroor hy or 3 se 4 mahino ki practice zaroori hy
              A person who never made a mistake never tried anything new.
              • #892 Collapse

                G han forex me lose bht hota ha isi liye kyun k ye aik real business ha or aik business ko start karny me loss or profit dono hota ha isi liye hmen jb bhi loss ho is business me tu hmen sbr se kam laina chahye or loss se experince hasil karna chahye
                • #893 Collapse

                  forex me loss is waja say hota hay kah hum forex ka knowledge hasil nahi kartay aur kisi teacher say nahi seekhtay aur jab hum ko forex ka pata he nahi hota kah is trading kaysay karni hay tu hau ko loss he ho ga.
                  • #894 Collapse

                    dear friends g hain g forex ma hum ko loss be hotu hain is ma hum k o sch smja kar kam karna ki zaratu hotu hain achi trading karna say an geenygy to hum bhot gaily rich ban sakta hein ,
                    • #895 Collapse

                      forex main loss es liye ota hai q k hum bina information or trend ko dekhay trade ko inter karte hain jiss ki waja say hum ko loss ho jata hai
                      • #896 Collapse

                        forex mein lose nhe krna chahe aur jb trader expert hu phir is mein kam kre aur trading mein trader ku acha profit milta he jb wuh kuch knowledge aur learning forex ke bare mein hasil kr leta he tu wuh kamayb hu jata he
                        • #897 Collapse

                          Forex mein loss hona part of business hai or new traders ziada loss to kere gey q k experience ki knowledge ki kami jo hoti hai isi liye low risk trading ki advice keri jati hai k loss ho to small hon or baki ko exert teacher ko find kera jaye jis pass good experience ho us se learning li jaye.
                          • #898 Collapse

                            dear brother loss to her busniss ma hota hai or forex ma be hota hai lukan agar forex ko soch samj kar or km sa km lots ka tread kya jay to ap loss sa bach sakta hai
                            • #899 Collapse

                              Forex trading main loss ho jata hay but acha trader wohi hota hay jo keh loss ki reason bhi janay so humay chahiey keh wo galti note karen aur dubara dohrany say bachy tab he hum es say acha profit earn kar sakty hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                I m agreed with u, first of all , ap 10-15 saal puranay expert trader ko kahan se dhundhain jo apne time me se time nikal kr apko sikhaye... i have seen jitne b forex trainers hain majority of them are just like u n me, jo just apko MT4 ki training de detay hain, rest... apka naseeb

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X