Forex me lose.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    g bhai forex mein loss honay ki yeh b aik buhat bari vaja hai k log ache teacher se forex trading ko nahi seekhtay. hamain chahiye k aik expert trader se forex ko learn karain phir hi hamain asal mein faida hoga aur jaha tak statement check karne ki bat hai tau apni statement mere kyaal mein koi b trader itni asaani se dikhana pasand nahi kare ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      bhai loss to forex trading business ka hissa hay loss kay bagair to forex trading business main earning hoti hi nahi hay to agar ham apnay app ko forex trading business main loss say bachana chahtay hain to hamain hard work karna chahiye or mehnat karni chahiye tab ja kay ham achi earning kar sakain gay or loss say bach sakain gay.
      • #738 Collapse

        forex ak boht acha business hay is main agu hum profit hasil karty hay to is main humain kabi kabi loss bhe ho jata hay agr humain is business main kabi loss ho jay to humain is main business ko nahi chorna chaiy balky is main dil laga kar mehnat karni chaiy k humain is main loss q howa hay agr hum apni ghalti ko cover akr lety hay to next time humain loss nahi hota aur humain acha profit hasil hota hay...........
         
        • #739 Collapse

          You are right we must learn every rule of trading from an expert or teacher it will improve you.but if you do not have a teacher then i think this fourm is our best teacher we lwarn many thins from it
          • #740 Collapse

            ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay aap ko forex kisi achay teacher say seekhna chahiye kyu kay aaj kal log dhoka de rahay hay wo aap ko batatay hay kay ham aap ko asi training dengay kay aap 5 say 10 dollar daily kay earn karo gay our jab aap un ko pasay dete ho to wo jo aap ko training detay hay us say aap 1 dollar bhi earn nahi kar sakte ho to aap ko chahiye kay pehlay unka kaam check kare phir us kay bat un ko payment karay our forex sekhay.
            • #741 Collapse

              yeh hi sub say barri problem hay, wo samjhtay hain kay wo tees mar khan hain or sub kuch jantay hain , sub say barri musibat hi yeh hi hay bhai. no one has time to learn just want to earn and big earning.
              • #742 Collapse

                new traders ko is bat ka knowledge nai hota hay kay forex main market ka momentum is qadar teezi say bhe change ho sakta hay so isi vaja say wo zayda prfoit kay chaker main time per trade ko close nai karty hain aur is tarah loss ho jata hay
                • #743 Collapse

                  g bilkul ap ne shi kaha, mere ko b kuch log mile hain wo kehte hain k ham forex seekhate hain, magar un logo se poochte hain forex kab se kar rahe ho to kehte hain k main b new hn... agar aik banda forex main new hai to wo doosrun ko ache tareeqe kia seekhae ga
                  • #744 Collapse

                    I also have my own trading plan but sometimes things are happening unlike what I wanted and as I planned before, for example, getting profit more than my daily target, my risk ratio is increasing, and I repeat my old mistakes.
                    • #745 Collapse

                      mery bhi bat asy haq k forex 1 on line business ha is my loss bil kul posibale ha tab jab app bis k bary my kam janty hon tab jab app is k bary my sab kuch jan jaty han tab app ko is kam sy ghabrany ki koi zarorat nhi ha ye bht earning business point ha
                      • #746 Collapse

                        Jub koi new trader apnay ap ko expert samjnay lgta ha to loss uyhata ha jis say us ka sara expert pan nikal jata ha los say pehlay aisY traders ko samj bi nai ati ha us say pehlay wo kisi senior ko kuch nai samjta is liay aisay traders ko loss hota ha
                        • #747 Collapse

                          ji ha bilkul thek kaha ap ne hume forex k bare me experianced teacherz se help leni chaheye jo forex k bare me high knowledge rakhte ho tb he hum forex me profit gain kr skte hai
                          • #748 Collapse

                            asal main forex ka treeqa kar itna easy hay kay her trader khud ko expert samaj leta hay aur proper learning nai hasil karta hay lkein is main jub market opposite chali jaye aur big loss ho jaye to phir in ko mushkil pesh ati hay aur phir wo is main training main dilchaspi lety hain
                            • #749 Collapse

                              ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey definitely loss hi ho ga forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee forex keey bareey meey knowledge and experience liyee begair trades nahi lagani chahyee
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                Loss to har aik business ka hissa ha aur hamay full concentrate karni chaeay mistakes. Hamay un mistakes k baray deeply search karna chaheay jo mostly hamra account destroy kar daitay ha. Is leay over confidence trading say b avoid karna chaheay.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X