Urdu Posting

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    Bahi aap keh tou theek rahay hain kay posting urdu main honi chaye lakin bahi yeh par aik problem yeh b hai kay trading tou urdu main nae ho ge na aab jis banday ko English ki samaj he nae aye ge tou us kay liye tou English main trading karna bhout he masla ban jaye ga Am i right?
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      g bilkul thek baat ki bhai jaan aap ny agr aap ny urdu main thread nhi karni to pakistan forex forum ka kaya faida q k aap english main to kici bhi doosre forum pe thread post kar skte ho pak forum banany ka asal maqsad hai k hum apni ntional language main thread kar sken
      • #528 Collapse

        pakistani bhayon k lye yeh forum khuda ki taraf se nemat hai urdu humari madri zaban hai ap yahan urdu main post karen urdu posting se humari is forum ki pehchan baney gi.
        • #529 Collapse

          yes dear ap ne bikul theek kaha ke humain forum pe urdu pe posts karni chaye kyun ke yeh hai he pak forum aur yahn jitne bhe log hain sab musalman hain aur pakisatn se taluk rkhte hain aur urdu bhe ati hai,ek faida yeh bhe hai ke bht se log yahn hainjo low educated hain jinhain english zada nahe ati hai unhain smjhne aur seekhne me asani hoge aur hmain urdu zaban proote karni chaye na ke english wesi english har jaga officail horai hai par hum ap pas me aur esi jaga pe tou urdu ka istemal kar skte hain
          • #530 Collapse

            ap ki bat pea hum focuse kartea ha hum ap ki is bat pea amal karain gea jis sea hamari zubban k bhi world ma jana ja sakea or ap logo ko bhi new words mil sakea jis sea ap ko bhi faida ho or wakai hamea apni zubban ma type kartea howa kafi maza ata ha
            • #531 Collapse

              bilkul sahi kaha ager ham hi apni zubaam bhul jaker ankhrezo ki zuaban bolege to phr hogai hamari urdu ki izzat hamhe chayeh ke jitna hosakey urdu mai batein karege aur agey bharte jayee...
              • #532 Collapse

                ji han sahi bol rahe hain bhai jan aap hum ko urdu me he posting karni chahiye taa ke hum ko bhi koi pareshani nahi ho or dusron ko bhi asani se he samajh me aa jaye or hum achey se posting kar ke bonus bhi acha hasil kar saken
                • #533 Collapse

                  Good suggestion brother lekin baat yeh hai k urdu ko roman me type krna bhi yahan mushkil hojata hai kuch logon k liye aur kuch logon ki urdu posts parhna mushkil hojata hai kyunke sab ka type krne ka style alag hai. So kafi mushkil hoti hai un posts ko parhne aur samjhne me. So isi liye
                  • #534 Collapse

                    well dear apki baat ak dam theek hai hamen pakistan forex forum mai zada se zada apni qomi zaban mai hi posing karni chahye qk pak forum hamare mulk ka apna forum hai or urdu hamari qomi zaban hai...
                     
                    • #535 Collapse

                      acha hai kay urdu main posts bhi yahan kr saktay hai q k ek to ye pakistan ki national language hai. or dusra to is main logon ko parhnay or sumjhnay main bhi asaani hoti hai .
                      • #536 Collapse

                        ji han yahan par english par zyada dehan hai sab ka hamare urdu zaban ko to sab bhol hi choke ha hame english m bhi postin karni chaiye hai leke hame urdu me bhi posting karni chaiye hai mene bht sy logo ki pos parhi hai sirf english m hi post karte ha hame urdu m bhi karne chaiye hai
                        • #537 Collapse

                          is baat main koi shak nahi hai ke urdu humari zaban hai aur humein apni zaban ko zayda importance dena chiya aur mere khyal main bht sare aise log hain jo english ko bilkul nahi samjhte hain but jo english mai likhte hain wo urdu ko samjhte hain tu urdu main likhe
                          • #538 Collapse

                            i think urdu posting pakistan forum ma bhut he mofeed ha ku k pakistan forex forum ma log kam karty ha or jab un ko un kki zuban urdu ma posting milti ha to or bi behtar ho jata ha posting karna.so this is very helpfull for us.
                            • #539 Collapse

                              G ha dear ap ki baat theek hy aap ney theel kaha hy aap ic mai theek ey asaj jaty hyn k kiya baat pochi ya kahei ja rahei hy
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                Dear loan to bank se mil skta hai lekin usay is trha k risky business me use krna mere khayal me thek nae hoga because bank ka loan hamein interest k sath wapis krna prta hai aur agar bnda wo loan trading me lose kr day to bank ki taraf se kafi problms aa jati hain because apko installments time pe pay krna hoti hain bank ko

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X