Urdu Posting

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    Yes of course Dear bro app ny bilkul right kaha han or man bi kafi dar sy yehi baat think krraha tha but kr nai pa raha tha so ab app ny krdia han. ham Pakistan member ko chahey k woh is man Urdu man hi post kary because yeh Forum specially Pakistan people k benefit able prove horaha han or yeh bohat achi baat han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      urdu hmri madari zaban ha hamay isay nai bholna chahiye ham urdu ma posting krtay ha takay hmri posting kay word galt mt ho urdu posting sub kay liye ha qk ya asani say lika jata ha or insan asa bhi hotay ha jin ko english nai ati ha unkay liye ya bhot achi ha urdu posting foorex ak international bussiness ha
      • #573 Collapse

        Forex Education Full English Aziz, and it's especially because educated people in our country, for our education, and also difficult for many people to write in Urdu Romania is entirely in English.
        • #574 Collapse

          agr ap ko is ma kam karna ha to is ka liy ap ko is ka orum ma post ka kam karna hoga is sa ap ko bouns milta ha sab ka liy ha forex ak onlin business ha sab is kam ko like karta ha
             
          • #575 Collapse

            urdu posting bohat hi zabar dast kam ho gia ha jis ki waja say apko is may koi b kam ker sakta ha or kisi pay koi pabadagi nahiha or apko is may koi b ristriction nhi ha or apko is maykamyabi mill jati ha
            • #576 Collapse

              haan gee theek kaha hamain urdu to aa nahi rahi magar english pay aisay rooz dety hani jaisay hamari madri zubaan ho or english main boaht si cheezoon ko apnaya hai jo kay sirf galat he hain so careful.
              • #577 Collapse

                No doubt Urdu hamari madri or national language hai, to is ko hamain preference deni chahiye, lekin kyun k aap ko pata hai k hamari official language English he so sometime log english use kar lety hian but i think urdu use karni chahye ta k sb ko samj a jey aur wo apna answer dy saken
                • #578 Collapse

                  you are right dear brother thanks you ap any bahot bahot best and powerful bat ki hai dear brother or agar trading may success hona hai tu ik kam karna ho ga our who hai learning is the key of success our agar yeh forum may hum ko apnay hi language may learning our posting milay tu kiya bat hai
                  • #579 Collapse

                    My dear trading member its true that its pakistani forum, but it doesnt mean that we posted our comments in roman urdu, we should to posted our comments in proper english, because pakistani forum fulfill all of the international requirement as well, and urdu posting not knowing excluding asian country.
                       
                    • #580 Collapse

                      H ahn bhai january ap ne sahe kaha as well as gentleman ap ke bat ersus eager ekrat hon bhai januaey agr sould ko dech=line sse bachna ha for you to sould ko lazmi ha qgr sould standerd lrya exchange lrya gy you to h dechaner ajy..
                      • #581 Collapse

                        No doubt Urdu hamari madri or national language hai, to is ko hamain preference deni chahiye, lekin kyun k aap ko pata hai k hamari official language English he hai or internationally bhi communication sab se zyada isi zuban main hoti hai jab k forex bhi international business hai to hamain dunya k sath sath chalna chahiye, english learn kerne or bolne main koi harj nahi hai.
                        • #582 Collapse

                          bhai ap ka sugusten b thek he. lakin kuch batain aysi hoti hain jin ki english mn ziada behtr samajh aati. So wo english main ziada effective hoti hain.
                          • #583 Collapse

                            i\'m not recognize throughout you,no doubt urdu hamari madri zuban hai laikan es ka matlab ye nhi k ap dosri zubano ki importance bhol jain, ap ne apni post mein khuch lafz english k EMPLOY keye hain aur es global village mein survive karne k leye ap kisi bhe zuban ko kam importance nhi de sakty.
                            • #584 Collapse

                              Assalam o alikum Dear friends gee han forex trading ham urdu me bhe kr sakte hen or apna money earn kr sakte hen or apni knowledge or experience dono ko buildup kr sakte hen or hamay aagay bht faida ho sakta he...............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Yar jaise k hum is main dakhty hain k is main urdu and english dono he threads hoti hain,,,is main hum dono languages ko use kar k reply kar sakty hain,,,urdu hamari national language hai and english hum har jaga use karty hain business main bhe.........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X