Urdu Posting

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    ya hamry liy bara profit able ha k hamy is business ma posting urdu ma karni parti ha or ham is business ma posting urdu ma easily kar b pay ha....so ya benefit bhot acha ha is business ma i like this business...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      Brother yaar apne theak kaha he jub forum ye opporunity daita he ke urdu men hum post karlen tou urdu men hi karen na kyoun ke hamari asal language urdu he hum kaafron ki english language use karte hen .... hamain chaiye ke urdu language use karen
      • #393 Collapse

        world wide online hard and smart business .for this need lot of good knowledge experience last two weeks the loading of each chart has started to take up to a minute to load which makes it very slow
        • #394 Collapse

          Forex mein bonus sell nhe hota ye jo earn karta hy us k apnay account mein he aata hy aur kisi dosray account mein transfer nhe ho sakta aur na he is withdraw ho sakta hy ye aik kism ki virtual money hy but ap is se trade kar k real money earn kar saktay hen.
          • #395 Collapse

            ji ha dosot pakistan forum he to zahir si baat he ke agar koi bhi new visitor forum join karta he or uski english achi nahe to wo asani se urdu me read kar sakta he or is forum se bohat kuch sekeh sakta he is liay sb ko chahye ke sahe posting krey or hamari qoumi zzaban me karey
             
            • #396 Collapse

              mery bhai forex men ya pakistan a forum an jis per ham urdu men posting krty han is men koi english men ni krna perta keu yk ya forum sub sy best han khud indian log bhe forex-pak pe kam krty han un ka khud ka bhe forum han but un ko koch maza ni ata or nahe samjh men ata han
              • #397 Collapse

                Is forum par baheyo ap par posting kay hawalay say kisi kisam ki koe kad nhe ha kay ap is mainposting kis language main karain ap chhain to Urdu mainposing karain or chhain to English main karain .
                • #398 Collapse

                  yar yaha her koi signal data hai lkn apko chahiye aap khud apna analysis kry aur phr aap trading me usko kry qk agr jo apko signal dy ga aur phr apko loss ho ga tu uske tu is me galti ni hai na
                  • #399 Collapse

                    Yes forex is easy business whom have hard trading practice on forex market and lot of money invest in the forex business .but i t5hink for this need lot of good knowledge experience and the others knowledge
                    • #400 Collapse

                      Definitely as we have done a debate several times on this topic that practice is actually the key that opens you the lock of a bright success. Practice can be done here in forex trading online work through a demo account and your daily work increases your experience.
                      • #401 Collapse

                        G bhai jan Pakistan Forum hmare liye aik bohat zyada acha gift hai kio k ager hm is k zarye posting krte hain to ye hmare liye aik acha zarya hai income ka kio k ager hm yahan say bonus hasil krte hain to usay hm apni trading main use kr lete hain
                        :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                        • #402 Collapse

                          jee sahi kaha ap ney urdu zuban me agar ap poting karey gey to acha hai aur english bhe use kr saktey hai lakin urdu laguage use karey gey to acha hai aur urdu zuban best hai..ap urdu language use karey to acha hai..
                          • #403 Collapse

                            jee haan dear yeh to achhi bat hy keh hamian apni zaban ko bhi promo krna hy to urdu main jawab dia jay to ziada munasib hy agr ap kisi english forum main chaly jain to wahan urdu ko accept nhi krty to yahan bhi yahi honi chahy keh urdu ko hi accept kia jy eng ko reject kia jay
                            • #404 Collapse

                              doubt Urdu hamari madri or national language hai, to is ko hamain preference deni chahiye, lekin kyun k aap ko pata hai k hamari official language English he hai or internationally bhi communication sab se zyada isi zuban main hoti hai jab k forex bhi international business hai to hamain dunya k sath sath chalna chahiye, english learn kerne or bolne main koi harj nahi hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                blkul bhai yahhh aik acha step ha aap ka aka aaa english mein nai blkaaa apni zuaban mein Urdu mein post ki jaya aa kun ka yeh forum pkisttan ka forum ha aur pakistan ki zuban english nai ha blkaaa Urdu ha .... apni zuban koo kuch ahmiyaat dainiii chaiya lazmii...!!!!

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X