Urdu Posting

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    ji me apki bat se agree krti hun lekn urdu me sari post krna ye bhi thek ni urdu hamari qomi zaban hai lekn business me aj kal english hi use hoti hai hamain chahiye k agr hum english me bhi post kr rahe hain to us me kch words urdu k use karain tb pta chalayga k hum importance dai rahe hain urdu ko is tarah use krna bilkul thek hai lekn bilkul hi urdu use krna ye bhi galat hai isislye yahan koi limit bhi ni hai isilye urdu me posting krnay ki ijazat hai k hum importance dain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      ager urdu me posting na hoti toh kuch logon ko samjh na aati is liye yeh forem me ek achi cheez hai jis se har ek ko faida hota hai.
       
      • #258 Collapse

        bro ap nay bilkul thk kaha hay k hamain apni madri zuban ko hi use karna chahye is k bht say faidey hotay hain lakin english ki ahmiat ko hm neglect ni kar saktay ye b ap log jantay hain sb..........
        • #259 Collapse

          pak forum hamary apny mulk ka forum hy hamen ic me apni urdu zuban hi use karni chahiay log english zuban use kar k smjhty hain k wo bht qualified hain forum hamary apny mulk ka hy ic me english use ni karni chahiay english hamary dushmano ki zuban hy posting jab urdu me kar sakty hain to urdu me hi karni chahiay urdu me posting karna or read karna easy hota hy
          • #260 Collapse

            dear urdu main posting es ley zaroori hay k kuch trader ko english ki sahi se smaj nahi ati aur kuch words esy hoty hain jo english main ho tu smajny main asani ho jati hay
            • #261 Collapse

              jee haan yar ye pakistani forum hai tuo is lay yaha per pakistan ki hi zaban urdu istamal krni chaheye jis say sab logo ko samaj be ahy gi or kaam asaan bi ho ga
              • #262 Collapse

                Aslam o Alaikum
                Kia me apni madri zuban Punjabi me b posting kr sakta hn? agr han to maza aa jay. qk I Love Punjabi Language. reply me fast my dears. me twada wait kr raha hn, so please help me..
                • #263 Collapse

                  forex pak fourm ek nice aur good business hay as p hum urdu my posting karte hay aur sath urdu me he thread ko reply karte hay ye kafi karmad plat fourm hay dosor forex forum ke nisbat
                   
                  • #264 Collapse

                    jee brother ap ke observation achi hy k jab ap ko broker ne ap ke zaban mn forum par post karne ke ejazat de hy tu ap apni post urdu mn he post karain tu behtar ho ga
                    • #265 Collapse

                      g han bhai men aki bat se bikul agree krta hun hamen urdu men hi posting krni chahiye qn k issi men ham sab ka faida he ham sab iss men pakistani he her koi urdu ko samaj skta he iss lie hameb urdu men hi post krni chahiye taa k jo bhi iss oeper work kre use agr koi or zuban nhi ati to use post krny men mushkil na ho
                      • #266 Collapse

                        g ap ne buht achi bat kahi humain chhaye hum zayada tar urdu mein posting karai is se un logo bhi samjhne or perhne mein asani hojaigi jin ko eng nai ati.....q k yaha forex ne humain har terha asania provide ki hy n humain bhi chahye k is ko hum complicated na karai....
                        • #267 Collapse

                          han main bhi ye hi kahun ga kay please yahan per Urdu main hi post kia karo kun kay mujhay to English ki post samjh hi nahi ati hay.
                          • #268 Collapse

                            ye yahan hi nhi har place mai har job mai har business mai aisa ho raha hai hum ko chahiye ky hum mil kar apni urdu languge ko brahayen kyunky bohat sy people aisy hain jo out side country mai rehty hain or unko urdu bohat kam ati hai lakin wo ye job karty hain plss saab log urdu use kiya karo taky jiss ko koi problem ho wo apni theek kar sakty.
                            • #269 Collapse

                              mary kahyal sy b hamy posts urdu mi karni chaheya ku k pak forex form mi hamy ya facililety hasil ha k ham form py urdu mi posts kar skty ha es lia hamy urdu mi he posts karni chaheya ku k es sy un logo ko b easily samaj ajay gi jo english ko ni samajty esi lia to urdu mi posts ki parmission ha k pak mi zayada tar log english mi post ni kar skty or na samaj skty ha un ko faida ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                iss main koi shak nei k urdu hamari national language hai. hamen iss ko prefer kerna chaiay. is platform per mostly posts app ko urdu main e milti hain. kch english main hoti hai. aur wo itni mushkal language main beh nei hoti k samj na aye. any how priory urdu ko e deni chaiay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X