Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

    G han ap nay theek kaha hay har kam main kamiyabi hoti hay agar mehnat ki jay to mehnat say hi hum pakistan forex main asani k sath kamiyabi hasil kar sakty hain ...
    $#@#i Khan
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

      assalamu alaikum my dear friend you are totally right that is hard work so for this if you do your fault with great confidence with punctuality you will never get failure you will get hundred on hundred but if you don't do your work on time don't show any punctuality in your work you will never get success because success comes to those who are ready for it not to those who don't deserve this because they are likely to do their work with the lo mentality lo punctuality lo time table so for this do your work on time and you will get success
      • #18 Collapse

        Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

        Assalam u alaikum dear forex friends umeed hy ap sab kheriat sy hun gy friends har kam men kamiabi hoti hy agar ham mehnat karen ap ki bat bilkul theek hy agar ham mehnat karty hen to hamen profit bhi zaror Mily ga allah hamari mehnat ko zaya nhi kary ga han kbhi kbhi asa hota hy k hamen kbhi loss bhi ho Jata hy lekin allah ki hikmat ko ham nhi janty is liy hamen har hal men shukar hi karna chahiye or tension sy bachty rehna chahiye
        • #19 Collapse

          Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

          Ji han har kam ki kamyabi ka daromadar mihnat par hay tu ziada maynat karta hay kamyabi bhi us ka naseb hota hay.har maydan main kamyabi mehnat parvhay.
          • #20 Collapse

            Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

            G han sahi kaha mehnat ka sila kamaybi hai or mehnat zaya nahi hoti kabhi forex trading ak aisa business ha jis main practice ki bhut zayada importance ha,kyu k forex trading business without practice successful nahi ho sakta.es ko successful kernay k liye buri hardworking kerni parhti ha,es liye humy chey k hum zayada say zayada practice karen
            • #21 Collapse

              Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

              Mehnat ka result sab ko kamybi ki surat main milta hai mehnat har mushkil ko asan main badal deti hai hamain kisi bhi kam main kamyab honay k liye us ki bht sari practice karni hoti hai phr hi ham us main kmyab hotay hain so hum jitni practise kren gaye jitna understand kren gaye hum utna hi jaldi aapni manzil k qareeb hoty jaen gaye
              • #22 Collapse

                Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

                mehnat se he humay kamyabi hasil hoti ha forex may success hasil karny kay liye forex ko learn karna bohat zarori hy phir hi ham trade kar saky gay without knowledge kay koi bi kaam mumkin nahi hy. learning and hard working ap ko forex mai kamyab hony k liye ye sab cheezen zaroor chahiye agr app forex mai sach mai kamyab hona chahty hain ye cheezen to must har bandy k pasds honi chahiye...
                • #23 Collapse

                  Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

                  Friends agar aap kisi bhi kaam ke liye mehnat karte hain to aap ki mehnat kabhi bhi waste nahin hoti mehnat hamesha rang lati hai jitna jyada aap mehnat karenge aapko utna accha he reward milega aap ki kamyabi ka inhisar aapki mehnat per hai Jo log mehnat nahin karte wo kabhi bhi kamyab nahi hote isliye koshish karen Puri imaandari ke sath apna work Karen because hard work is key to success
                  • #24 Collapse

                    Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

                    Assalamu alaikum how are you all forex members I hope aap sab theek honge aapane bahut achha topic share Kiya hai main aapki baat se agree karti hun Ham na life mein koi bhi kam Karen Ham us mein kamyab ho sakte hain koi bhi aisa kaam nahin hai jis mein ham kamyab na ho sakte ho agar mehnat hogi to Ham sab kuch Hasil kar lenge kuch log Hain ke vah jaate Hain ki Ham Bina mehnat ke kamyabi Hasil karne lekin aisa nahin hota agar Ham Forex business mn time denge is mein apna time invest karenge to Ham success kar payenge Hamen chahie k apne work ko continue rakhe humne apna 12 ko soch samajh ke aur market ki moment ko understand karke karna hoga mehnat hogi to Ham sab kuchh pasand kar lenge chahe vah Forex ho ya kuch aur
                    • #25 Collapse

                      Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

                      koi bhe kam bura nhe hota ha lakin masla ye ha ka har banda har 1 kam nhe kar sakta ha jis ki jo skills hoti han woh usi ka mutabik kam karta ha ab bat karen kamyabi kki to is main ap sab ko pata ha agar dil laga kar kam kiya jaye or is main app ki mhnat ho to ap ko kamyabi mil he jati ha to khud ko is kabil karen ka ap jo bhe kam karen ye bahut acha ho
                      • #26 Collapse

                        Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

                        mehnat kro ap ko har kaam mei he kamyabi hogi knowlege k baghair hum trading karen is se to hame boht ziyada lozz ho sakta hai or hum boht nuqsan me ja sakte hen hamen chahiye k hum pehle demo account pe practice karen uske bad real trading lagaen.. agar app ka business education kaa background naehin hai too phir bhi app fundamental aur technical analysis koo study kar kee trading kar sakte hian
                        • #27 Collapse

                          Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

                          Hr kam mn kamiyabi h woh bhi us base pay jb hum mehnat sy kam krain gy insan ki ki hue mehnat kabhi wasted nae hoti uska sila zroor milta h es liye hamain bad mehnat krty rehna chahiye struggle krain gy to hmain faida hoga aur acha bonus Mily ga forex to kia koi bhi field ho hum us mn jitni hardworking krain gy hamain itna achaa profit hasil hota hai kam ko jitna acha krain gy itna achaa bonus lain gy
                          • #28 Collapse

                            Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

                            kamyabi hoti ha jab achi si mehnat ki jati ha buisness ma leraning ko zarori samjha jata ha q ka jb tk apko kisi chez ka bary ma pta h nai ho ga to ap kuch b nai kar sakty,q ka phr apky koi planing h nai ho g to kuch b nai ho ga. jub hum ko apni ability pay trust hoga aur iss k saath saath humain achi knowledge bhe honi chaheay ta k hum har situation ko easily handle kar sakain...
                            • #29 Collapse

                              Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

                              Assalamu alaikum dear member yahan har kaam mein kamyabi ho sakte hain agar aap har kam mein jyada se jyada mehnat karke aur tel laga ke kam karte Hain to Ham jarur karunga hote Hain Ham jiska mein mehnat nahin karte Ham is kam mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte agar Ham forex forum per minut Kare to Ham jyada se jyada profit hasil kar sakte hain shukriya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Har kam me kamyabi hai ager apny mehnat ki hai to

                                g ha thek kaha hy apny, her work main kamyabi hy ager ham mehant ky sath work kairen to so hamien is main mehant karny chaye aur pher himat ky sath work karna chaye jis sy pher ik acha fiada bhi hosakta hy so hamien is mian mehant karny chaye aur pher himat ky sat work karna chaye jis sy pher ik acha fiada bhi hoskta hy so hamie nis mian mehant karny chaye jis sy pher ik achy eanring bhi kama skaty hn ager ham sahi sahi work kairen to pher kafi ziada fiada bhi hosakta hy aur pher ham is main ik acha fiada bhi kama skaty hn ager ham sahi sahi work kairen to pher kafi ziada eanring bhi kama sakty hn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X