Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance
    Stop loss aur take profit 2 Different options hain jin ka use account ko secure rakhne ke liye kiya jata hai.Stop loss aur take profit ko set karne ka behtareen waqt order open karte wakat karna hai Stop loss aap ki input ki gayi wo amount hai jo matket ke neche girne par aap ki trade order ko automatically band^/close kar de gi yeni agar market aap ki khueahish ke Neeche jane lage to aap ka lagaya stop loss aap ki trade ko ziyada nuksan main jane nahi dega aur wahen pat close kar degi.Esi tarah take profit ek option hai Ju trading ke darmiyan bohut use kiya jata hai es se murad wo darj ki jane wali amount hai ju trader trade ke open order karne par lagata hai aur jaise naam se take profut se zaaher hai keh ye profit ko lene ke liye set kiya jata hai jab trade aap ke mutalika ptofit ke opar pohunche gi to ye aap ki trade ko profit ma close kar de gi ..Ye automatically set kiye jane wale options hain es main aap ko online rehne ki zarorat nahi huti aur na he aap ko manual trade close karni hugi balkeh mt4 system aap ki trade ko automatically close kar degi jis se aap ko directly trade ma profit huga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance

    Stop loss or take profit market Mein kam can you remember ke liye bahut jyada importance of the age of members market Mein new trading co start karte hain tune Apne trading main stop loss ka istemal lajmi karna chahie Kyunki Unki trade ke liye bahut jyada Jaruri hote hain aur bahut jyada profitable Bhi Agar vah apni account ki safety chahte hain use voice hone Se Bachana Chahte Hain To uske liye unhen plated Mein Star Plus ka istemal karna chahie aur iske sath sath unhen Apne profit ko lock karne ke liye take profit Ka istemal Karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance

      Best trading kay liya SL or TP ka istamal karna hota hay agr ap TP ka use kar rhy hay to is kay sat SL ka bhi use kary is say ap ka account manag hota hay
      Take profit wo hota hay jo hum market ko manaj kar kay TP lagty hay market ki trand line jab humari TP pr a jay to humari trade closs ho jati hay is kay sat humy SL ka bhi use karna chay
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance

        Mere bhai in cheezo ki kafi ahmiyat ha apko in ki importance ko mind me zaroor lazmi rakhna ha aur acha kar ke profit hasil karna ha aur dosri baat yaad rakhay es mein ju trade ap lagtay os mein wait karay ap tab he profit earn kar pay gae so es mein cool mind rahay jab tak hum practice na karain to kabhi bhi zindagi ki kisi bhi field main kamyab nahi hasil kar sakte.
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance

          Dear friend ap ko har tarha ke tricks ko learn karne ki kushish karny chahiye kiu ke ye forex ke kam me bare zaroori hoty ha profit ke liye is dunya ke sb se bare business mein kameyab hona practice se hi to experience hasil hota hai is liye ye buh hi zarori hai ap yahn zayadah practice karain gy to zayadh profit earn karain gy
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance

            ager ap loss ko stop or profit ko gain kerna chahte hen to ap ko forex ma mehnat kerna ho gi jab aap learning kartay ho tau us learning ko aap laazmi demo account per practical kar k check karo jis se aap ko achi samajh aa jaye gi trading ki aur aap real account per trade karne k qabil ho jao gay Ap ko practice k doran apny seniors sy b help leni chahiye taa k aap apni practice ko aur b productive bana sken
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance

              stop loss or take profit ka use aapko market Mein kachra profit De sakta hai vah aise ki Jab Bhi aap stoploss ka use Karenge to aap Jarur Dekha Karenge Kaise aapane uska istemal karna hai kab aapane usko open karna hai aur kab aapane usko close karna hai
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance

                Sab se pehly bat kar laite hain stop loss ki stop loss jab ap koi b trade open karte hain to sath hi uska stop loss b lagte hain uska mtlab ya hota hai k mujy yahan tak loss bardasht hai ager market mery against jye to is jagah meri trade close ho jye to apki trade wahan close ho jati hai us se zyada loss nai hota isi tarha take profit lia jata hai k ager mqrket mery haq main jye to is jagah market main meri trade close ho jye to wahan apki trade close ho jati hai
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance

                  hamy market mai stop loss ko use karty howe kam karna chay pher he hum kam kar ky stop loss ko trading maai use kar ky acha munfa hasial kar sakty hain hum is mai agar stop loss ky sat sat take profit ko be use kar lety han to hamy 100 percent kamayeb hasal ho jate hain forex aik bohata bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full tim,e be kam kar sakty hain market mai hum 4 din aik week mai trading kar sakty hain weekend py 2 din market close hote hain to hum 2 din trading nahi kar sakty
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance

                    forex aik bahtrn business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is maia full time be ka m kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai apny bosss kud ap he hoty hain forex maai take profti or stop loss kabe deny waly tools hain forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance

                      Forex trading me other of market me different important safety precaution ko apni trading may include Karte Hain To usmein aap ko Hamesha Jyada Se Jyada advantages of silk karna possible ho sakta hai Kyunki jawab apni trading Mein safety precautions ko include karte hain to ismein aapko carefully hokar Apne advantages ko increase karna bahut hi perfect ho sakta hai aur aap is platform par Apne advantages ko maximize kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance

                        Stop loss or profit se Hamari trade Se Ho Jaati Hai Humko market Mein trade ke sath take profit aur stop loss use karne se Kafi Jyada safety mil jaati hai agar Ham Apne account per discipline ke sath kam karte hain aur rules Banakar trading strategy per practis Karte rehte hain aur demo account per kam Karke experience Hasil kar lete hain to is market Mein real account per investment Karke Ham kam start kar sakte hain Ham Ko is market Mein Kamyab hone ke liye hard work karna hoga Agar Ham regular kam Karte Rahte Hain To is market mein humko Achcha result Mil Jata Hai is market Mein acchi planning Karke kam karne ke liye Humko so Samay ka decision Lena hoga tab Ham is market Mein Achcha result Hasil kar sakte hain is market Mein Ham Maine Karte Hain To unko is market mein nuksan ho sakta hai market Mein Kamyab hone ke liye Humko soch samjh k decision Lena Hota Hai Humko is market Mein Soi Samay kar kam karna Hota Hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance

                          Dear member aapane Sahi kaha hai ki stop loss aur take profit kya hai ine ki kya importance hai ine ki importance ke liye Agar Ham Apne serious ko follow Karenge To Ham Unki importance ke bare mein acchi information Hasil kar sakte hain Forex 1 online business hai jo log ismein Apna Kam kar rahe hain unko chahie ke vah mehnat Karen mehnat Se Hi vah Kamyab ho sakte hain aur accha profit bhi Kama sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss aur take profit kiya hai aur eski importance

                            Forex mein kam karte waqt stop loss ko take profit ka use karna Ham sab logon ke liye bahut important hota hai aur yah ek aisi market hai jiske andar jyada se jyada hardworking bahut required hoti hai jab tak ap log Jahan is market ke andar proper time management ke sath Kam nahin karenge tab tak aap logon ko bilkul bhi achcha profit nahin milega aur aap logon ka accounts size small ho jaega ab yah aap logon ke apne upar depend kar raha hota hai ki aap log kis tarah ka kam kar rahe hain aur kitni jyada hardworking aap logon ki taraf se yahan per ho rahi hai agar acche se kam karenge to aap log successful Ho jaenge aapka profit margin bhi increase hona shuru ho jaega

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X