Profit/Loss Say Agay Nikal Ker Dekhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    han bilkul agar ap profit loss se age nikal kar dekhna chahte hain to work karen practice karen aur startegy banayen take ap ko sirf profit hi ho is main loss se door rahen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      profit aur loss hota hy aur forex mein wohi success hota hai jo hardworking karta hai aur wohi is mein fail hota hia jo effort nai karta aur tips ko follow nai karta is liye hardworking aik best way hai aap ka experince increase karnay ky liye aur success ky liye so yehi business first aur last business hai humara aur ap focus krna.
      • #423 Collapse

        dear agar to hum is main real mian sucess hona chahty ha to humai nchahy kay hum ism ainanalyis pay kaam kary jitna ho sakta ha then kaam kary
        • #424 Collapse

          ap profit or loss ko na dekhen k mujhe is men loss hoga yan profit kyun k isse apko apne kam se khud chir hone lage gi bs ap trading pr dheyan de or loss or profit ko apne zehan se nikal de ye ALLAH k hath men hai
          • #425 Collapse

            Forex trading profit loss kay beech ka he gain hay so humay chahiey keh en sab say agy barh kar forex trading ko seekhay aur samjhy tab hum eskay asli point par pohanch sakty hay.
            • #426 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
              Well, zyada tur traders jab new new start kerty hen tou un ka maqsad aik he hota hay just or just profit ko earn kerna or raton raton amee bun jana jo kay practically possible nahee hay. Zarrat hay k hum sub profit/loss discussions say bahar nikal ker dekhen

              Hamen shuru may just yeh sochna chhaye k hum is field may ager aaye hen tou isay life time k toure per aagay lay ker chalen gay, filhal apnay zehen say profit/loss ko nikal den bulkay apni trading ko behter bna-nay k liye apni energies lagaen.

              Share your views and thoughts

              Kindly topic say related comments karen.

              From the original desk of miles ...
              sub kuch profit or loss hi nahi hota mera mashwara hy k tm sub log in fazool si sites ki bajay practical my samjho or dekho dimagh lagao apna dusron k kehny per sites use karny sy tumhy koi payment wagera nahi mil jati bewaqoof logo
              • #427 Collapse

                G bhai ap kia kahna rahy hn ma ap ki bat nahi samjh paya business ma tu koi b deal yahi dakh kr final ki jati ha k is ma kitna fidg ga ya loss magr ap pata nahi kaha chaly gy hn.
                • #428 Collapse

                  yes forex me aapko bahut ih knowledge bh imilta hai aapko sirf profit aur loss ke bare me nahi sochna hai aapko bahut hi hard work akarna bhi learn karna hota hai aur forex me loss au rprifit to hamehsa hoga hi aapko par aapko aur bhi bahut hi learn karna sikhata hai forex wo bhi aapko bahut kam aata hai aapko
                  • #429 Collapse

                    Jee bhai hamen loss and profit se age nikal kar bhi ddekhna chahiye or trading ko jitna ho sake learn karna chahiye kiunke learning ki koi limit nahi hoti hum jitna learn karenge hamare success ke chances utne hi bare gain.
                    • #430 Collapse

                      forex ko join karny k bad jab trading karty ha tab un ka mind sirf aur sirf profit ki taraf hota ha aur wo chahty ha ko wo forex se jaldi ameer ho jae ,ap nay baat ki hai yeh kitabon main tu achi lagti hai but haqeeqat main nai kiyon kai har insaan is market main ata hi isi liyay hai kai hum jald say jald aik handsome amount kamayn
                      • #431 Collapse

                        Ap ny bilkul thek kaha ha asy hi krna aur sochna bhi chaiye mein zeada tr doston ko yahi kehta Hon k forex ko sekhein mehnt krin bar bar is chez ko surch krin k forex kea ha ye Kesy KIA jata ha is ka kea triqa ha bs learn krin Ye business koi jany wala bilkul ni ha bs ap loss kr k na Jain
                        • #432 Collapse

                          humein forex main acha perform karney ke liye profit & loss ko zehan main lazmi rakhna parta hai. iss ki wajah yeh hai ke puri forex sirf profit aur loss par hi base karti hai. hum forex ko jitna simple rakhein gay utna hi hum iss main acha perform kar payein gay.
                          • #433 Collapse

                            ji han my dear friend ap ne bahot hi achi post ki hae magar mera das sala internet ka experience ye kehta hae k internet business ki koi base nahi hoti aur ye gadhe k sar se seengon ki tarah ghaib ho jate hein is liay ap ko jis waqt jitna profit ho foran le lena chahiay kiunk nahi pata agle hi lamhe business ko ap dhoondte phiren.
                            • #434 Collapse

                              ji han app ki bat sahe hy kay jab app yahan pa trading ko join karte hy to hum serf or serf profit kay bari may he sochte hy or hum ko loss yad he nae rahta is waja sa hum ko shoro shor may kafi nuqsan ho jata hy ager app nay yahan pa kam karna ho to ap ko loss ko be nazar ma rakna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Apki baat theak hay humay chahiey keh apny profit aur loss ko daikhty huway he apni forex trading ko manage karen esi main humara faida hota hay aur hum esmain kamyab hoty hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X