Profit/Loss Say Agay Nikal Ker Dekhen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    jee bhai jaan aisa hey key aap ko mey yahi kahta huu key aap ko chaiey key aap is kaam mey profit or loss ko naa daikey aap apni aik pehchan banaye sis cheez mey or is kaam ka mazza ley
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      g bilkul hamay thora sa profit loss se hat kr sochna chahiye oor mera tho yahi kahayal he k starting me tho bilkul profit k sochay hi na aap yahi sochay k bohoth mehnath karni practice karni pehlay ak acha trader banna he tho us baad he me earning ke baray soochugha tho is tarha app kamyaab ho sakthay he
      • #408 Collapse

        Forex is the online business that my thinking you are say he profit and loss.
        I think if we want to face the low losses then we are prepare the proper planning then we are able to perform the best.
        We are earn the money regular base.
        • #409 Collapse

          Profit/Loss Say Agay Nikal Ker Dekhen ? brother ham nay forex ko loss or profit k circul ma rakh hwa hay.jis wajah say hum is k elawah kuch or suchtay hi nhi hany.forex world wide business hay.humy daily bass per educate karta hay.
          • #410 Collapse

            app ny bilkul thek bola ha jo start ma trading karty han meray smate wo sirf profit ka he sochty han is liyea k unahoo ny pasay invest kia hoty han or wo khaty han k hum ko loss na ho jehy
            • #411 Collapse

              Forex trading min jab hum enter hote hin to humari nazar min to earning hi sab kuch hoti he hum ye chahte hin k hum es karobar ko achi tarha se samjh lin aur phir hum es karobar se jeitni bhi jaldi ho maal kamaein yani profit lin aur bahir aa jaeien Humari malomat agar barh jaei to hum sabar se kaam kar k aur ziayda bhi earn kar sakte hin magar hum to sirf fori faide pe hi nazar rakhte hin.
              • #412 Collapse

                dear brother.........yeh ap ne bukhat hi briya baat khi hai .........i realy agree with you .........dear asal may baat yeh hai k trader himat wala hona chahiye k loss howa aur chordiya .....nai ap teh kry k mai ne es manzil tk pochna hai.
                • #413 Collapse

                  assalamu aylakum dear friend apko chahiye kay agar ap profit aur loss se age dekhen gay tu bohat cheezen hain aur ke ap ko agar seekhna ha to profit aur loss ko mat dehke dil laga ke kam kare bas.
                  • #414 Collapse

                    Forex trading aik risky business hai aur is main profit aur loss to hota rehta hai lekin asal main hamary pass koi achi strategy honi chahiye jis ki waja se hum is market main profit kar sakein. Hamesha trend ko follow karen ta keh kamyab hon.
                    • #415 Collapse

                      han forex main jb sahih trading na krain gy to forex main sahih kam na kr skain gy forex main apni life ko set kr skty hian agr is main bhtr trading krny ka tariqa na ae jb apni trade main sahih kam krain gy to trade main kamayb ho jain gy
                      • #416 Collapse

                        hello dost ap ki bt 100% theek hai q ka p ko jitna ho skty is bt pr dhyan dyna caheya k ap ko kam main koi loss na ho or ap ak is sy bchny k liya boht sary knowledge ki bhe zrorat hoti hai is liya yeh bat bohe he ziyda important hai forex trading main.........
                        • #417 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                          Well, zyada tur traders jab new new start kerty hen tou un ka maqsad aik he hota hay just or just profit ko earn kerna or raton raton amee bun jana jo kay practically possible nahee hay. Zarrat hay k hum sub profit/loss discussions say bahar nikal ker dekhen

                          Hamen shuru may just yeh sochna chhaye k hum is field may ager aaye hen tou isay life time k toure per aagay lay ker chalen gay, filhal apnay zehen say profit/loss ko nikal den bulkay apni trading ko behter bna-nay k liye apni energies lagaen.

                          Share your views and thoughts

                          Kindly topic say related comments karen.

                          From the original desk of miles ...
                          apki yh baat bilkul theek he ke hamko forex ko ak life time eanring ya business ki trah le kar chalna ho ga or jab ham isko aese len ge toh phir acha fida bhe ho sakta he or acha learn karen ge lakin jab ham isko learn karne ki ahmiyat nahi dete toh loss hota he or kuch seekh nahi paate
                          • #418 Collapse

                            Ap ke bat se mai bilkul agree karta ho zyada tar logo ki yahi thinking hoti hai ke hum zyada se zyada profit earn karle humhe profit and loss se bahir nikalna chaiye aur is business ko sahi tar par samajna chaiye aur luck ke upar to bilkul bhi depend nahi karna chaiye.
                            • #419 Collapse

                              g bro very nice thread really impressed howa ho bhai g bas hame agay barhne ka sochna chahiye apni ghaltiyo ko nazr andazz nahi karna chahaie is se seekhan chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                Yes you are right' business ko smjhna zarori he profit loss to bad ki bat he phle ap ka business men experience hona chaie phir profit easy he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X