Agar app ki lot phas jain tab app kia ker tey ho?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    Earlier I used to wait and wait until market returned or hit margin call. Then I learned hedging but it also did not do the required job. Now I have recognized that using proper stops is the only way to manage the risk.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      agar aap ki lot phans jaye or aap ko loss ho raha ho to aap aik hi hedging karain yehi aap ko bacha sakti ha ..yani jo ap ki trade loss me chal rahi ho us k oppose aik or trade laga dain phr aap ki lot jo phansi ho gi us lot se ap ko faida ho ga lekin aik cheez ka dehan rakhain k hedging krte hoe zayada lalach na karain..
      • #438 Collapse

        phele to ap stop lose ke sath kro trading phsne ka moka nhi dejye bina stop lose ke ager ap trading krege to ak wqt aesa aega ke apka account wash hojega isslye stop lose use kre who loss to leta hai per ap wash hone se bache rhoge or hamesha ground mai rhoge or kamate rhoge so stop loss must in forex.
        • #439 Collapse

          agar hamari koi bhi trade phans jaye aur hum loss mein chale jayen aur nikalne ka koi chance nahin mil raha ho to phir haaamen chahiye keh hum apni trade ko hedge kar len aur exact point ko dekh kar hamen wahan se nikalna chahiye.
          • #440 Collapse

            Main to new hun forex trading main aur mery sath aisa nahi huwa keh meri koi trade phans jaye han mujay to abhi loss he chal raha hay mery account main aur main try kar raha hun keh loss ki bijaye profit earn karun.
            • #441 Collapse

              aghar ap kay sath asia ho jaiyb kay kahi pe a kay apkkii koi bo lot phas jaiy tu apko chaiy kay ap is ko boaht hi juldi kays ath is ko clear kar lay kyu kay apko baad mei boaht hi tension ka samna karna par sakta hai
              • #442 Collapse

                ager hamre account ka capital be small ho aur big movement ki wjah se hamri lot phus jay aur account be danger zone main chala jay to hum is k lie dua he ker sektay hain main to market ka he wait kerta rehta hoon ager wapis a jay to theek otherwise account washout to ho he jata hay.
                • #443 Collapse

                  do not worry about this market,do with care and enjoy to this market,this is great market,do with care and enjoy to this market,do with great care and enjoy to this market,do with care.
                  • #444 Collapse

                    bhai jaan hamain is main wait karna chaye and is main agar sell ke lagai hai and market buy main chali gai hai to hamain hedge kar lani chaye and than he hum is business se high earning kar sakty hain.
                    • #445 Collapse

                      brother hum lot size emotional ho kar bara use kar latey hai jiss ki waja say hamara loss big move kar jata hai or tab account wash honey kay chance high hotey hai or account ko bachna mushkil ho jata hai humein pehly hi lot size chotta use kar lena chahiye
                      • #446 Collapse

                        bhai ma wait karo ag ka trade niakl jaii meri aur agar mari trade danger zone ma chali jai to ma yah karo ag ka apna account hedge kar do ag taka mera account una ura aur jab daikho ga ka condition behtr hu rai ha to nikal lo ga apna halat sa is lia ap is bara ma pareshan na hua aur aisa kara ka aram sa daikha tension na la ap
                        • #447 Collapse

                          aisi koi situation main ap ko kisi achy sy trader sy rabty main rehna chahye ur esi choti pareshani ka unhy bta k un sy bat ka hal pocha karye ta k ap ko behter solution bta saky
                          • #448 Collapse

                            dear jab kbi aisi situation aa jay phie tu do he solution hoty hian,aik tu trade cancel kar di jay,taa k ap ka accout secure rhey,2nd trade ko continue rkhey may be problem solve ho jay and loss kam ho humra,q k market ki movement ka kon sa kisi kopp pata hota hai,k kis tarf move kar jaey,
                            • #449 Collapse

                              forex trading main boohat he active mind say kaam karny waly traders kamyaab hoty hain or earning karty hain.iss liey kamyaab trading karni hai to phir proper stop loss use karna chahiey or agar trades phas jaati hain to phir patience kay saath hedging bhi kar sakty hain........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                me zyada tar wait karna hn aur dekhta hn k shayad he market wapis ajae apni sahi position pay lekin agar market nahi ati hai aur mjhay lagnay lagta hai k market meray bas say bahir ho rahi hai to me close kar deta hn aur tmam trades ko samjhnay ki koshish karta hn.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X