Agar app ki lot phas jain tab app kia ker tey ho?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    agar aap ki koi trade phans jay to aap ko chahiye k us ko waha par hi lock kar dain is laiy k ziada tar jo trade phansi hoti hai wo loss main hi jati hai is laiy balance ko maintane rakhain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      yar juub mere asath aisay hota hai tu phir tu mei is buisness mei boaht hi buri tarah say phas jata ho aur mujhay phir kluch bi samjhbi nai atai hai kay ab kya karna hai is laiy hi mujhay is ki boaht hi tension hoti hai
      • #423 Collapse

        Brother ye business ha es profit or lose dono ho sakty agar aap ke trade zaida lose main chali gaye account wash hony ka Dar ho to phir trade close kar den to Behtar ha account wash karwany se
        • #424 Collapse

          dear es se acha hay app har trade me stop loss or take profit ki option use karo es se ham big loss se bach sakty hey or profit b hasil kar sakty hey
          • #425 Collapse

            lot phas jaye to better hota hai trade ko close kar dya jaye ya agar sahi maloomaat ho to aap yeh karen ke trade ko chalne den or us trade ke up hone ka or loss se bachne ka wait karen forex me bohat bar aesa time ata hai is lye prepare rehna chahiye .
            • #426 Collapse

              gee forex main lot phns jae to is man aisa krna ha kah trading main bhtri lana ha aor market ko smjh kr is main entery ko sell buy krna ha is trah market main apni phnsi howi lot ko nikal skty ho
              • #427 Collapse

                hedging kar sakte hain lekin ye bhi kabhi kamyab hoti hai aor kabhi nahee ziada tar loss hi hota hai aisi soorat main to account phir se banana par jaata hai
                 
                • #428 Collapse

                  agar mera order phas jae yani loss mai ho tu mai es ka wait karo ga k ye kab profit mai ata hai aur es mai aur tu kuch kar nahe sakta bro ya tu hedghe use karo ga
                  • #429 Collapse

                    hedging kar sakte hain lekin ye bhi kabhi kamyab hoti hai aor kabhi nahee ziada tar loss hi hota hai aisi soorat main to account phir se banana par jaata hai
                     
                    • #430 Collapse

                      Bhai is pareshani se bachnay ka tarika sirf stop loss or take profit ka option he jis ki waja se hamari trade kabhi phansay gi hi nahi or ak level tak Los ho ga.
                      • #431 Collapse

                        brother pehli baat toh yeh hai k mein bohut small lot key saath trading kartha hoon aur khuda na khasta agar meri lot phas jayee toh mein itney loss mein nahi hota aur mein usko band kar dey tha hoon small lot size ki wajah se.
                        • #432 Collapse

                          main zyda tr take profit and stop loss use karta haoon ager wo jis ko be hit karnti hai to is tara trade phsit hnahi hai laken ager koi fee tarade ki ho jis main sl use na kia ho to wo phas jaya to waite karo pher jitna ap kar skata hai usa loss main close na karo pehr ap
                          • #433 Collapse

                            forx trading aik boht acha business ay hum is main trading karty hainor humain trading main kafi profit hasil hota hay or agr humary pas balnce boht kmm ho or hum nay boht bari lot laga li hay t hum is main kuch nai kar sakty hain siway dua kay
                            • #434 Collapse

                              asa kam he na kro mere Bhai jis se ap ko preshani ho km blance pe tread krna fazol hai down or up me market nhe dekhta hum ko khud he dekhna hota hai dua kro bs kisi ke sath asa masla na ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                agar hamari koi bhi trade phans jaye aur hum loss mein chale jayen aur nikalne ka koi chance nahin mil raha ho to phir hamen chahiye keh hum apni trade ko hedge kar len aur exact point ko dekh kar hamen wahan se nikalna chahiye. aa

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X