Agar app ki lot phas jain tab app kia ker tey ho?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Forex main jab bhe main trade open krta hun toh sath main Stop loss ko zaror use krta hun es say mughy loss toh hota ha per ziada loss nhe hota.
    Forex strategies for beginner click here .... :)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      abhi to mene trading ka naya plan banaya hai or ye plan abhi mene test nahi kya ke iska result kya eaga kyun ke pehle jo main trading karta tha us main mujhe bohat loss ho raha tha abhi meene plan change kya hai dekhte hain ab kya hota hai
      • #198 Collapse

        Lot ko phasna tu nai chahiyee mgr phir bhi kafi traders Stop Loss lagaye bagair trading krte hain. Is sorat e hall ka protective solution tu ye hai k Stop loss ko calculate kr k lazmi tor pr lagana chahiyee. Agr aisa nai kr sakte tu sirf top or bottom levels pr trading karain.
        • #199 Collapse

          bhai mere sath asa ziada bar to nahi hova ku k me trde tab hi karta hon jab kuch trend pata ho . han aik 2 bar hova hai me wait kar leta hon jab asa hota hai ya take or stop profit set kar leta hon
          • #200 Collapse

            If I face a situation where some of our trades are stuck in the system so its better to use hedging at that moment to overcome the loss of stuck trades so the main thing is we do not want to go in loss and want to save the balance.
            • #201 Collapse

              ha ye bahut hi bar mere sath hu hai ki mera capital kam hota hai aur me jyada lot ke trad mardeta tha usse mera account saf ho jata tha par ab me kabhi lot size bade nahi lagata u jisse me apenaccount ko saf hone se bacha sakta hu aur agar aapko bhi usse bachanahai to apko lot size pr control karna hai
              • #202 Collapse

                kisi bhi aisi situation sy buchney k liye traders ko chahiey k wo stop loss ka use krein aur in case traders nt stop loss nhi use kiya hai to unko chahiey k wo ziada loss ko avoid krein aur apni tarde ko close kr dein usi time yhi sub sy best solution ho ga.
                 
                • #203 Collapse

                  Mere khayal sy aisi situation ko face krny ka sub sy asan aur sub sy best solution yhi hai k tarders trades ko quit kr dein is tarha wo ziada loss ko avoid kr skty hain is k ilawa unko chahiey k wo apni trades main stop loss ka bhi use krein jpo k koi bhi aisi situation ko avoid krny main unki maddad krta hai.
                   
                  • #204 Collapse

                    hmm aap ka bht he axha sawal hai agar aap k sath aesa kbi hojae tou aap dariye mat aur cool mind k sth step len.. aap is se 2 trah se bahar nikal sktay hai aik tou hedging aur dxra pheli trade ko bn kr k dxri trade start krlen
                    • #205 Collapse

                      bhai lot phas jati hai to hum ko hedging se kaam lena chahiye kiun ke aik hedging he hum ko big loss se nikaal sakti hai or profit ki taraf laa sakti hai or loss se bacha sakti hai
                      • #206 Collapse

                        I think Forex mein jo bhi traders hain un ko kabi na kabi koi na koi muskal k samna karna parta hai aur jo acha traders hota hain wo apna experience ko use kar k us problem ko solve kar skta hain jab bhi mari lout phas jati hai tu main un ko apna experience k matabak theak karna ki try karta ho agar hum ko wait acha lgta ha
                         
                        • #207 Collapse

                          pehli bat tio ye ha k merwe sath aisa ni hota ha our ho bi jayer to ma market ko hedge kar deta hun. ye phir us lot ko close kar deta hun.
                          • #208 Collapse

                            sir ji kcuh log hote hain jo ziada profit ke chakkar mein ziada lot kar detay hain phir agay jub kum hota hai to phsa jatay hain isliye unko apni greed ko sambhalna chahiey hai takay itnay baray loss se bach sakain
                            • #209 Collapse

                              bhaoi jana me to hamesh planning ke sath tradings karta hun or allah ke fazal se aj tak to aesa ni hua ke meri lot phans jaye, han aik dafa aesa hua tha ke meri lot phans gai ti tho mene opposite trade laga kar pehlay apna capitla stop kya or phr ius ke bad trading kear ke apna loss recover karta rha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                mery bhai main abhi is forum me new hun main abhi learing krahi hun mjhy abhi koi khas experience nahi hai main abhi posts krhi hun forex bahot acha online business hai is me mahnt k sth kam kr k achi earing kr skty hain ye bahot easy business hai mjhy abhi bahot ziyada experience or knolage ke zrort hai main ap ke is mumly me koi help nahi kr skti

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X