Jaldii me trade close nai krni chahiyee
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

    trade close karte hue kabhi bhi jaldbaji se kamna lekar Ham jaldbaji ke sath kam lenge to fir Ham kabhi bhi kamyab nahin ho sakte kyunki iski vajah se hamen nuksan hoga Ham agar maximum profit hasil karna chahte hain to fir hamesha ke sath kam karna hoga apni trade ko jaldi close nahin karna hoga hamen dekhna chahie market ki movement ko samajhne ke bad hi koi trade close karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

      Assalam o alikum. Kia Hal hy Dosto omeed karta hn AP agr trade lagty Hy to Thora sa weat Kar Lia Kary. Jab bhi AP trade lagy to AP ko Kam sy Kam eh din to cheek Kary . Market ka koi PTA nhi chalta kis time oper nichy ho. Agr AP ko loss ho Raha Hy to os time to bilkul bhi juldi na kary. Jab Tak AP ka bonus increase nhi hota AP ko loss bilkul bhi loss nhi karna .Trade k liye bairy hosly ki zarort hoti Hy. Baz dost forex per Kam to Kar rahy hoty Hy jab phr trade lagty Hy to phr jesy hi Thora bhot loss hota Hy . Wo juldi sy trade ko close kar dity Hy. Asa bilkul na kary
      • #18 Collapse

        Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

        Ji aapki baat bilkul theek hai is baat ko Apne mind mein set karne chahiya ky trade ko kabhi bhi jaldi close na Karen Jab aap trade start Karte Hain To Hamesha loss mein hi start hoti Hai Aisa kabhi bhi nahin Hota Jab Bhi trade lagaen wo aapko usi waqt profit dena start ho jaey Kyunki pahle ap kp broker ka Commission Dena hota hai Jisko Ham Sapred Kahate Hain Uske bad hi Hamari trade positive mein ana start hoti hai aur Hamen profit deti hai isliye trade ko kabhi bhi close nahin karna chahie aur agar aap ko loss Ho bhi Raha ha Fir Bhi trade Mein hold karna chahie Kyunki market ka pata nahin chalta Kisi Waqt Bhi ap ko profit de skti hai isliye trading may hold Kiya Karen aur trading ko Hamesha profit mein hi close Kiya Karen.Agar successful honq ha tu profitable trading zaruri ha
        • #19 Collapse

          Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

          Slm dear members umeed karti hon ap kheriyat c Hon gy m log jaldi mein trade ko close karte Hain To hamen bahut sara nuksan ho sakta hai hamen apne kam to acche se karna hoga because jab tak ham log mehnat nahin karenge To hamen kaise apne kam ko acche se kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

            Jaldi ka kam shitan ka kam hy agar app zarorat sy ziada kam kary gy to app kam karna chiya to app ko aj sy trade karnay sy app ko serf loss to hasil ho sakhta hy agar app apnay kam sy muhabat kary gy to app ko roknay sy koi bhi nhi kary ga to app ko hasil product kuch bhi nhi ho gaa app ka kam app ky liya os waqt acha ho ga jb app kam main miyana rawi kary gy to app ko loss bhi how ato kgushi ho gi wasalam
            • #21 Collapse

              Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

              Forex trading karte hue Hamen kabhi bhi jaldbaji ke sath apni trade close Nahin Karni chahie Hamen market Mein hold karna hota hai jo log market Mein hold karte hain Wohi successful hote hain Agar Hamari trade loss Mein Ja Rahi Hai To Hamen apni trade ko close nahin karna chahie Hamen market Mein hold karna hoga Hamara loss bhi recover Hoga aur Hamen Achcha profit Bhi Milega
              • #22 Collapse

                Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

                Dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun gy. G han jaldi mein trade close nahi krni chahye. Jab hum jaldi mein trade close ker dete hain bgyer signals ko analyze kie to hmen uska farda nahi hota.
                Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

                  Jiya bhai aapane bego theek hai jald mein hamen trade ko close nahin karna chahie bhagya soch samajh Kar kam karna Jay jitni Ada Ham planning ke sath kam karenge Ho soch mat ka kam kahenge mein hota hai jyada paida hoga agar Ham ismein trade ko open karte waqt market ki movement kuchh samajh hai to Ham ismein se achcha profit hasil kar sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

                    dear friend kaisy han ap thk hn gy forex may humay jaldi ni krni chahya soch samjh kr trade krni chahya agr hum forex ko soch smjh kr close ni kry gu tu poss ho sakta ha is liya jb trafe lagaey soch samjh kr lagey ya cloes bhi kry tu os may jadli ni krni chahya forex aik acha busness ha
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

                      Ji bilkul sahi baat hai aur Yahi question hai ki Humko jaldi Mein Apni trade ko close nahin karna chahie Kyunki Jab Ham apni trade ko jaldi se close kar lete hain to usmein Jo Hamara target hota hai usko Ham kabhi bhi pura nahin kar sakte Kyunki Jab Hamari trade last Mein Hoti Hai To Ham usko Dekhte Rehte Hain usmein Sabar Karte Rahte Hain Ki Hamari trade Jab profit Mein Aati Hai To Ham usmein jaldbaji Kat lete hain isiliye Hamen kabhi bhi jaldbazi Se Kam Nahin Karna chahie aur Apni Apni trade ko jaldi Le close nahin karna chahie balki usne Ek Sabar karna chahie Jab Ham Sabar ke sath kam karte hain usmein Sabar Karte Hain To Inshallah Bojh trade hote hain Hamen Achcha prapt Deti Hai Kyunki Jab hamare pass Achcha prapt Hoga Chakan wale Joga To Ham Ek behtarin kamyabi Hasil kar sakte hain Kyunki Jab Hamen prapt Nahin Milta aur ham aur Hamari bhaijan Tahsil Hamesha hi Maloom Nahin Milta to Fir Ham Ko kam karne ke andar Sasti Paida Hoti Hai Jab Hamen kachchhap Arpit Aasan Karte Hain To fir Ham bhi Hamara Jo Ek andar kam yaar hote hain kam karne ka usmein saaf Hota Hai Ek jajba Paida Hota Hai kam karne ka isiliye Ham Ko chahie aur Hamare doston ko chahie kabhi bhi trade ko close karne mein jaldi Nahin Karni chahie balki usmein Ek Sabar karna chahie Jab Ham Sabar ke sath kam Karenge to Inshallah Apne target Ke Boote abe Hamen uska Ek Achcha prapt Hassan
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

                        Dear member agar aap Pak Forex form per Apna work kar rahe hain to aapko Maloom Hona chahie Ki Pak Forex form ke online work mein agar aapane trading Lagai hui hai apni trade open ki Hai To aapko trade Lagane ke bad Sabah aur tahammul Ka Mushaira karna chahie Sabar se apni trade ko profit mein aane Dena chahie agar aap jaldbaji Mein Apni trade ko close Karenge to aapko accha profit Hasil Nahin Hoga Hamesha trade Main jaldbazi Na Karen Soch samajhkar trading Karen aur trade ko Lagane ke bad Sabar Ke Sath trading Mein accha profit again karne ke liye trade ko jaldbazi Mein close na Karen Karke aap aap acche profit Ko Jaaye na Karen Bal ke achha profit Hasil Karen trade ko jaldbazi Mein Kabhi Bhi close nahin karna
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

                          Assalam.o.alaikum
                          G han jaldi main trade close nhn karni chahiye intazar kar lena chahiye market ka kuvh pata nhn chalta hay ta k loss say bach kar acha profit hasil kia ja saky
                           
                          $#@#i Khan
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

                            assalamu alaikum friends kaise hain aap sab khairiyat se honge ummid karta hun FIR ek se jyada se jyada fayda hasil kar rahe honge aur kamyabi ko apna muqaddar bana rahe honge main aap sabhi bhaiyon Seva share karna chahta hun ki jaldi mein trade college nahin karni chahie jaldbaji mein hamesha nuksan hota hai to hamen jaldbaji ko side parakh tevar karna chahie jitna jyada Ham achcha varg karenge mandari sapna work complete karenge itna hi jyada achcha profit hasil kar sakte hain thank you so much
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

                              P ko aggah Kya Jata Hai Ki Ab se bonus aapko after Mein mil Jaega aur ismein koi bhi der Nahin Hogi aur aap is baat ka hit Mein Naam rakhyay kya aapko bonus haftay andar hi mil jaega
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaldii me trade close nai krni chahiyee

                                assalam walekum ummid hai ki aap sab bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai ki jaldi mein trade off nahin karni chahie to aapko Bata de chalenge kijiye aapane bilkul theek kaha hai hamen kabhi bhi jaldi mein trade off nahin karni chahie agar Ham jaldi mein trade-off karenge to hamen loss ho jaega hamen chahie ki Ham jab bhi trade lagaen to hold Karen hamesha hall karne chahie achcha profit aata hai hamen kabhi bhi trade ko jaldi of nahin karna chahie hamen chahie ki Ham patients ke sath trade ko dekhte Rahe aur jyada profit mein Hi trade off Karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X