Margin or free margin
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    margin ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur aur ye loss hony say ati hai is say avid kar k hi kam karna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      margin level ko dykhty hoye humain market main kam karna ho ga jis say market main kafi help mil sakti hay humain agr success hasil karni hay to demo ko use kar kay achy say kam karna ho ga magr is main balnce kay base par hi humain margin ko use karna ho ga low level main kam karna ho ga ta kay kuch limti mil jaiye earning ho sakay
      • #348 Collapse

        Dear forex men jab ham trading krte hain to hamare capital k hisaab se hamara margin hota hai,hamen trading men broker ki taraf se free margin bhi milta hai ,jab ham trade krte hain aur hamari trade countinusly loss men ja rhi hoti hai aur hamare capital k brabar loss kr jati hai to hamen broker ki taraf se margin call ati hai agar iss se ziada loss ho to trade auto pe bnd ho jati hai.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #349 Collapse

          jb hum trading start krty hain to hum kuch margin rkh kr trade lgaty hain ta k agr humy loss ho to dobara sy trade lga skain agr hamara loss hota hai to broker humy inform krta hai k margin bcha lain some time margin wapis bhi ho jata hai or free margin py bhi aap trade lga skty hain...
          • #350 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: MirzaSulaiman پيغام ديکھيے
            Please mujhy koi yahan btayenga k margin kya hoty hain or free margin kya hoty hain in ka kya matlab hai kya kaam hai kis waja se istmaal hoty hain mujhy saari information den please
            Margin free US balance kosho Karta Hai Jo hamari trade Se Alag Hamare Paas baith jata hai aur margin Woh balance hota hai jo Hamara trade Mein invest vava Hota Hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #351 Collapse

              hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi aur margin ko avoid kar k hi hum achi trde karein gay aur market main planing kar k hi hum sucess hon gay au r greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur earning ho skay gi
              • #352 Collapse

                forex trading main jo margin hota hai os ka taluk leverage se hota hai jitna leverage zeyda hga otna he margin kam ho ga margin ayse amount ko lkahty hain jo k broker set karta hai or jitna leverage kam ho ga margin otna he free main ho ga
                • #353 Collapse

                  Jb bhi ap forex market mein trading krty hain to jis broker ko ap use krty hain woh ap ko aik margin limit deta hy k ap kis currency ya metal py kitni trading kr skty hain aur free margin woh hota hy jo baqi bacha hota hy aur agr ap trading k dauraan loss krty hain aur apka account wash hony k qareeb hota hy to ap ko aik margin call milti hy jo k aik alarming call hoti hy k apka account risk mein hy
                  • #354 Collapse

                    margin call ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur ye loss hony par hi ati hai so hamain market main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main profit hasil ho saky ga
                    • #355 Collapse

                      agar hum forex trading main money management karty huway he trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main theak say time dainay main he faida hota hay tab he hum safe earn kar sakty hay esmain theak say time dainay main he faida hota hay
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #356 Collapse

                        Forex pe kaam karne ki wajah se aapka merchantable Jyada hona chahiye develop ho jata hai increase ho jata hai iska standard development increase ho jata hai aur aap ko samajh Lag Jati Hai
                        • #357 Collapse

                          margin call ko avoid kar k hi trade karni ho gi aur loss say bachny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main rules ko folloe kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur markt main earn ho gi
                          • #358 Collapse

                            margin ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur ye loss hony say hi ati hoti hai so hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main profit hasil karna ho ga ta k earn ho
                            • #359 Collapse

                              agar hum forex trading main margin call ka samna karna parta hay to humay daikhna chahiey keh esmain konsi galtia ki hay kyun keh apni galtio ko theak kar kay he humari trading achia ur behtreen ho sakti hay esmain humay khoob time bhi daian chahiey tab he market main regular profit bna sakty ahy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                margin call ko avoid kar k hi trade karni ho gi aur ye call loss hony par hi ati hoti hai so hamain is main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main expeirnce hasil karna ho ga ta k earn ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X