Sabar ka damman kabhi na choodein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sabar ka damman kabhi na choodein
    Assalam alaykum Pyare doston kaise hain aap meri Dua Hai Aap acche Honge aaj main aapko btana Chahunga ki Business mein loss bhi ho sakta hai aur profit bhi ho sakta hai agar Hamen profit Hasil karne per Khushi milti hai to loss hone par bhi ghabrana nahin chahie tension Nahin leni chahie usko bhi bardasht karna chahie aur Sabar ke sath bardasht karna chahie agar aap Sabar Karte Hain aur Himmat Nahin chodte to yah ho hi Nahin Sakta ki aap apne maqsad Mein kamyab Na Ho Jaaye aapko Sabar ke sath Aage badhate Rahana chahie aap isase Jarur Kamyab Ho jaenge aap mujhe is bare mein Mujhe guide Karen taa ky mujy bhi is bary mein zada pta chal sky ...Thank you
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

    Assalam o alikum mairy piyary dosto. Kabhi bhi saber ka Daman na chory . Jab kabhi lagy Jo main ab ya Kam nhi Kar sakta os time AP ko sebar sy Kam ly. Kon sa aisa Kam Hy Jo nhi hota Hy. AP ko lagatar Kam Kary. AP ko kamyabi zaror mily gi. Her cheez ka ek time hota Hy. Or wo apny time per hoti Hy . Os time Jo Khushi mahsus hoti Hy. Osy AP apni life mein yad Kary gy. Jo log forex main Kam Kar rahy Hy khas Kar wo saber sy Kam ly. Koch nhi hota yr agr AP ko 1 ya 2 bar loss ho jy ya ap ka bonus Kam Mila ho. AP work per dihan Dy. AP apny kam sy mokhlis ho jy. Kam bhi phr asan nazar ata Hy. Ek din ay ga ap ko saber ka phal Mily ga
    • #3 Collapse

      Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

      dear bye aapane bahut Achcha Baat Kiya Hai Ke Sabar cardamon Kabhi Nahin chhodne chahie yah Ham Sab Ko Maloom Hona jaruri hai ki Hamesha Humko hai Mushkil gadi Mein Safar karna jaruri hai yah Ham Mare Re Karam mein likha hua hai ke Sabar se kam Le Jab Bhi aapko Koi Ranjish Ko Kisi Ke Upar gussa ho to aap Hamesha usko Subba ke Taur per
      • #4 Collapse

        Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

        g hn bilkul ap ki theek han posting krni hoti han or bonus hasil krna hota hn keu ky us bonus sy hamen treading krni hoti han or ham forex men aika cha profit bhe bna skty han or ache earning bhe kr skty han han g or hamen is Pakistani forum sy acha bonus hasil ho ap ko forex trading ke bare me proper information ki learing karni pare ge tab ap jak achi earning kar sak te hai
        • #5 Collapse

          Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

          Assalam waliqum kya hal hy dear all forex members app sub khariyat sy honga g Han forex Pa app kam kr ka bahut passa kma sakty han or is kaliya zarori hy phly ap isko samjh kr Kam kry or achi earning kry forex Pa is kaliya posty krni chahiya or post bhi achi quality ki honi chahiya ta ka app ko is ka fada ho app ko chahiya k app fresh mind ka sath kam Kerna hota hy or hard work kamyabi ka Zrya hy or insan mahnat kr ka bahut passa kma sakty han or is ager is ma app ko los bhi hoskta hy to to app ko saber ka damna nhi chorna chhaiya app ko saber ka sath kam krna chahiya
          • #6 Collapse

            Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

            Sabar ka Daman kabhi bhi nahin chhodana chahie Kyon Ke Jo Loksabha se kam lete Vahi kamyabi Hasil karte ho aur jo log Sabar Se Kam Nahin lete Hue kabhi bhi Kamyab Nahin Hote Aur kamyabi Ke Liye Hamesha bus ek kam karna padta hai aur ham tabhi Kamyab ho sakti hain kamyabi ke liye Kuchh Bhi Hui To Kuchh imotion ko control karna Hota Hai Tabhi Ham Yahan per Kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

              Assalam o Alaikum all friends kaise hain umeed hay Kay ap Sab khareyat say hongay G han dostonr Fox member Hamen Sabar ke sath kam karna chahie Kyunki Jo kam Sabar ke sath Kiya Jata Hai usmein Jarur aap ko kamyabi Hogi aur aap aap bahut acchi earring Hasil kar lenge jab tak aap Sabar Kare tab tak aap aap kabhi na Kami Nahin Hogi Hai Tabhi Ham Yahan per Kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                G dear bilkul Sabar ka Daman Kabhi Nahin chhodana chahie Kyon Ke Agar Ham Sabar Nahin Rakhenge To Ham ismein Kamyab Nahin Honge kamyabi sirf Sabar mein hi hai hai aur mehnat mein Hamara mehnat aur Hamara Sabari Hamen Kamyab rakhega
                • #9 Collapse

                  Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                  Dear friend kaisy han ap g hn humay forex may sabar sy kam krna chahya agr humay loss hota ha tu humay.parshn ni hona chahya balky sabr sy kam lyna chahya q ky jo log sabr sy kam lyty han wo kamyab hoty han jo log sabr ni krty r jald bazi krty han wo kbi bhi kamyab ni ho sakty is liya humay chahya forex may sabr sy kam lyna chahya q ky sabr ky pechy hi kamyabi ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                    Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat Se Hongay. Dear Members Hmen chaiye k hum Forex pe Sabar k sth kaam kren. Agr Sabr k sth kaam ni kren gy ar Jaldbazi sy kaam kren gy to hmen Kch hasil ni hoga. Agr kbhi ksi ko loss aa jay to usko Forex chorna ni chaiye bl.k Sabr k sth kaam lena chaiye ar next tym ziada mehnat kr k profit hasil krna chaiye.
                    Shukriya!!!
                    • #11 Collapse

                      Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                      Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Sabar ke sath kam karna chahie Agar Ham forex market Mein Sabar Karte Hain Ham Sabar rakhte Hain To Ham kabhi bhi yahan per na Kam Nahin Honge Ham yahan se acchi earning Karenge isliye Hamen kabhi bhi Sabar ka Daman Nahin chhodana chahie forex market Mein Hamen hold karna padta hai vah hold Hamen pura week bhi karna pad sakta hai lekin Hamen kabhi bhi market Mein loss Nahin Hoga Agar Ham market Mein hold Karte Hain To
                      • #12 Collapse

                        Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                        forex mein sabar ka damaan ni chorna chihay ager ham log forex sa bohut ache earning hasell karna chahtay hein to hamen khoob mehnaat say kaam karna chihay forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi faida phnchati he r aap ka sawal acha hay k forex he q best hay sab se dekhen forex sab se best hay forex aik aladeen ka charagh hay hum is pr ghar bethe bethe kam kar k apni inkum kama skte hen r jo chahen us a kar skte hen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                          Assalam o Allakum dear friend umeed hy ap kharyat sy hon gy dear friends ap ny bilkul right baat ke hy khe humy kabhe bhe sabir ka dammn nhi choodna chaye kiu ager hum sabir sy apna kaam kr ty rahy gy to do na ek din hum kameyab zaroor ho sakty hin aur hum acha profit bhe hasil kr sakty hin
                          • #14 Collapse

                            Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                            g bilkul trade mye sb sy ahym baat hy kh hm ksi qadar sanbar karty hn ar sabar ky daman ko hath sy nhi jany dyty ar apny andar aik bardasht pyda karty hn kh is loss ko hm assani sy covers kar lyn gy ar aik achi earning kar lyn gy yy chizzyn insan ko bht hi aggy ly jati hn ar ussy aik acha traders ban sakti hn isliy sabar sy insan apna target ko bht hi jld achieve kar lyta hy ar aik acha traders bn jata hy ar apni skills ko bhytr sy bhytr banata hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                              Acchi baat kahi aap nay kay sabar ka daman nahi chorna cahiye balkey intazar karna cahiye kay sahi waqt par insaan ko sab kuch mil jata hai isi liye jaldbazi say parheez karen or mehnat jaari rakhen or yaad rakhna hoga kay mehnat zaya nahi hogi agar is mind set say hum kaam karen gay tu faida hoga or kaam mai interest hoga lekin is say pehlay intazar karna zarori hai us kay baad hi kuch miley ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X