Sabar ka damman kabhi na choodein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

    ji bilkul der hai forex mein wahi member kamyab ho sakta hai jo sabar karta hai aur jo member sabar nahin karta vah kabhi bhi kamyab nahin ho sakta isliye yah hamare liye jaruri hai ki kabhi bhi sabar ka Daman hath se nahin chhodana chahie agar Ham sabar Ko chhod denge to Ham kamyab nahin ho sakte bus hamare liye jaruri hai ki kabhi bhi sabar karna na chhode tabhi Ham kamyab ho sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

      dear forex friends g bilkul humko sabar ka daman nhi chorna Chahiye jo log sabar se kam krty hain wahi log kamyab hote hain sabar kamyabi ki Kunji hai ap jo bhi kam krien to sabar ky Sath krien jo log jald bazi krty hain wo log Hmesha nakam hote hain jald bazi ky sath wo galat faisla kr dety hain jiske waja se phr loss hota hai ap koi bhi kam krien to soch smajh kr krien or jald bazi se door rahien jald bazi ka kam shaytan ka hota hai jald bazi krne wala insan pichy rah jata hai apko sabar se kam krna chahiye chahiye q ky sabar Kamyabi ki Kunji hai sabar krne wala insan hmesha faidy me rahta hai or agay bhi bharta rahta hai
      • #33 Collapse

        Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

        Walaikum Asalam.
        Jee bilkul corex trading mai earning karni hain to sabar bhi bht zaruri hain forex k experience or forex ki knowledge hasil karny say bhi zayda zaruri hain apny andar sabar paida karna forex trading karny k liay. Kiyo k sabar ki base pr hee srif 10% members kamiyab traders or forex market sy acha profit hasil kar paty hain.
        • #34 Collapse

          Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

          Aslamoalekum
          Umeed he sub khryat se hongy g han friends ye bat buhhhhht zyda ehm he hmn kbi sbr ka damn nh chorhna chahye q k bat start hi sbr se hotii he hmn ko hr kam sbr or mhnat se krna zrori he q k jld bazi hmesha kam khrab krti he so please sbr se kam len q k sbr k phal meethaa hota he humn wqt pe apny sbr or mehnat ka phal mil jayga inshallah shukryaaa ☺️☺️
          • #35 Collapse

            Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

            Assalamu Alaikum Devnarayan ummid karta hun kya aap sab khairiyat se Honge friend loss or profit business ke do Pehlu Hain Agar Hamen Kisi Ki sankhya bhi ismein loss hota hai yah Hamen ismein Kisi Ki shanka Wipro feet Hota Hai To Hamen Khush Nahin Hona chahie Kyunki Uske Badle Hamen loss bhi ho sakta hai Jiske Bina per Hamara Kafi nuksan ho sakta hai Hamen koshish Karni chahie ke Sabar se kam karna chahie Kyon Ke Sabar Mein hi hi Achcha fal Milta hai agar ismein Ham Koi jaldbaji Karenge ya koi galat Kadam Utha Ayenge to vote decision Hamare Liye Hi Bura sabit hoga
            • #36 Collapse

              Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

              Forex Mein kamyabi ke liye Sabar aik lazmi factor hai agar Ham Chahte Hain Ki Forex per acche se kam Karen aur is mein successful trading Karen To Hamen sab se pahle Sabar ka Daman ThamNa Hoga yani Agar Ham trading Lagate Hain aur us mein Hamen loss Aana shuru ho jata hai To Hamen bilkul bhi ghabrana nahin chahie Bal ke Sabar se kam lete Hue market ki movement ki partaal Karen aur analysis complete Karen aur sabar rakhen jab Tak ke market profit Main na aa Jaaye tab tak trade close Nahin Karni chahie Agar Ham Isi Tarah Sabar se kam karte rahenge To Hamen zyada Se Ziyada profit Milega aur Hamen Hamare kam karne ka Sahi profit Bhi Milega.
              • #37 Collapse

                Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                Dear forex members.. Forex par work krny k liay sab sy important patience h ..hmen sabar sy kam lyna chhaiye or agr hmen forex par kci bhi kisam ka nuqsan ho jaye to hmen hosla nhi harna chahiye balky wo reasons find out krni chahiyen jinki wja sy hmen loss hota h . Dear members ham forex par boht mehnat sy kam krty hn isi liay hmen dekj bhal k or boht careful ho k work krny ki zrorat hoti h ta k hmari mehnat zaya na ho or wo kam safely submit ho jaye . Wrna hmara precious time or hmari mehnat dono waste ho jayn gy . Dear forex members .. Ham sab ko chahiye himmat nhi harni chahiye or sabar sy kam lyna chahiye q k sabar sy har chez asani sy ho skti h or hmari mehnat bhi zaya nhi hoti
                • #38 Collapse

                  Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                  Ji han sabar se kam Len aur market ki movement ko samjhen aur apni lot ko bhi kam lagaen is lie mhnat kren or sbr se kam len forex mein sabar karne wala hi kamyab hota hai agar aap sabar se kaam lenge aur acchi trade lagayenge to aapko accha profit hasil hoga isliye mehnat Karen aur apne experience ko badhaen aap ka experience badhega to aapko achcha profit hansi hoga aur aap apne business ko badha sakenge
                  • #39 Collapse

                    Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                    Forex trading aik aesa business ha k jis mn sb sy zyada apka patience chahyei hota ha.kun k forex trading mn faida hota ha to bnda khush ho jata ha pr jb loss hota ha r aksar to account b wash ho jata ha to banda na umeed r dil bardash ho jata lekin aesy waqt mn sabar sy kam lena ha r himmat ni harni r aik naye azam sy posts karni hn r trading karty jana ha.kai dafa bonus bht kam ata ha to kuch tension mn a jaty hn .aesa ni krna blky sabar sy kam lena ha.
                    • #40 Collapse

                      Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                      Hello everyone ji on their agar aap Pak Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Sabar ka Daman Kabhi Na chhode Kyunki Agar Ham ismein Sabar se kam Lenge Soch Samajh Kar kam Lenge To Hamen Jarur Kamyab Honge Agaram ismein jaldbaji karte hain kam Mein To Ham ismein Kamyab Nahin ho sakte Kyunki Sabar se kam Kiya Gaya kam Achcha hota hai aur jo Ham kam jaldbaji Mein karte hain vah kam Humse Sahi Nahin hota hai isliye Ham Sabko chahie Kya Karen Agar Humko loss hota hai To Ham Sabar Karen loss ki vajah se Ham Hath per Hath rakhkar na baitho Rab Ne Karm ko stop na Karen Bal ke mehnat karte Nahin Jarur Kamyab Honge ok Shukriya La Pagal Tu Salamat Rakhe
                      • #41 Collapse

                        Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                        Assalam walekum Forex Mein Hamen Sabar se kam Lena chahie mat ke sath Apna Kam karna chahie Agar Hamen Lo so bhi gaya To Hamen ghabrana Nahin chahie bol ke kimat ke sath Apna Kam karna chahie
                        • #42 Collapse

                          Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                          Aslam o alekum dosto forex trading ka business bhut time spend karny k baad smajh ata hy aur es main trade se profit hails krana hu to ap ky account main kaseer balance ka hona ap ky ley behtar hy warna acount wash ho hata hy .esi ley dorane trading sabar se kam lea jay na ky jald bazi karin .
                          • #43 Collapse

                            Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                            Assalam o alaikum hamain kabhi bhi sabar ka damon nhi chorna chahiye aur hamesha sabar k sath soch samajhkar kam karne chahiye aur agar Ham forex main mehnat se imandary se aur sabar se kam karenge to Ham kamyab ho sakte hain aur acha bonus hasil kar sakte aur isliye hamain chahiye k hamesha mehnat k sath aur sabar k sath hardworking k sath kam kare aur kam main jaldbazi aur lalach na kare aur agar Ham forex main mehnat se Kam nhi karenge aur kam main jaldbazi aur lalach karege to Ham kabhi bhi forex main kamyabi hasil nhi kar saktay hain aur acha bonus hasil nhi kar saktay hain Hamain forex main Dil laga kar mehnat k sath ache experience or knowledge k sath investment k sath kam Karna chahiye aur kabhi bhi sabar ka damon chorna nhi chahiye aur agar Ham forex main zyda se zyda time Kam pa focus karenge aur daily basis per kam karenge aur zyda se zyda time investment karege to Ham zarur successful ho saktay aur achi earning hasil kar sakte hain aur acha bonus hasil kar sakte hain
                            • #44 Collapse

                              Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                              Sabar ki value tab Hamen samajh Jaati Hai Jab ham log market Mein Achcha Khasa last kar Baithe Hain Kyunki Yahi Galti Humse ho rahi hoti hai ki Jab Humne trade open Kiya To safder Nahin Hota yah to Fir usko last Mein close Karte The andar ki vajah se yah per Jaise hi Thode Se profit Mein Aaegi Hamen lagta hai ki ismein aur profit Hamen Nahin Dena ho raha hun vahan per usko close kar dete Hain To yah galtiyan Hoti Hai Asal Mein yah Hamari psychology ki vajah se Agar vah set Hogi To Ham Achcha kam kar lenge Baki aap log Sab academic Hath se na Chhoda Karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Sabar ka damman kabhi na choodein

                                ​ Assalamu Alaikum dear member yah bahut acchi baat hai ki Hamen yah bahut acchi baat hai ki Hamen Sabar ka Daman Nahin chhodana chahie Agar Hame Kisi vajah Se Agar Hame Kisi vajah Se Hamara loss Ho Jata Hai To Hamen Apne kam Agar Hame Kisi vajah Se Hamara loss Ho Jata Hai To Hamen Apne kam ko regular Rakhna chahie aur mehnat aur Lagane se kam karna Agar Hame Kisi vajah Se Hamara loss Ho Jata Hai To Hamen Apne kam ko regular Rakhna chahie aur mehnat aur Lagan se kam karna chahie Hamen Sabar Kadam Nahin chhodana chahie Apne kaam par Hamen Sabar Kadam Nahin chhodana chahie aur apne kaam par Diya 10 Jyada tavajjo Deni chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X