Re: fundamental impact or market
Jesa k hum sab ko yeh maloom ho gya ho ga ab tak k analisis kya hain or kesy hoty hain kitni trah k hoty hain or en ka market par kya impact hota hai eni sab analysis main sy aik analys hai jis ka nam hai fundamental analysis... Yeh wo analysis hain jo k kisi cruncy k mulki ya syasi eqtsadi halaat ko samny rakhty howy kiya jata hai q k yeh fector kisi cruncy ki mazbooti ya kamzori ka baies hoty hain agr en ko samny rakh k trading ki jaye to mnafa k moka zyada hota hai or news or ilaan par b depend hota hai fundamentals ka market par impact

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим