fundamental impact or market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: fundamental impact or market

    Jesa k hum sab ko yeh maloom ho gya ho ga ab tak k analisis kya hain or kesy hoty hain kitni trah k hoty hain or en ka market par kya impact hota hai eni sab analysis main sy aik analys hai jis ka nam hai fundamental analysis... Yeh wo analysis hain jo k kisi cruncy k mulki ya syasi eqtsadi halaat ko samny rakhty howy kiya jata hai q k yeh fector kisi cruncy ki mazbooti ya kamzori ka baies hoty hain agr en ko samny rakh k trading ki jaye to mnafa k moka zyada hota hai or news or ilaan par b depend hota hai fundamentals ka market par impact
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: fundamental impact or market

      Dear fundamental impact ka market mein bahoot ziada effect hyn Market ke ups and down ko samjhney keliye apko fundamental impacts ko details se study krna chahiye Jb apko fundamental impact samjh ajaey gey tu ap ko market ki samjh ajaey gei or ap profit earn krna start krdo gey.
      • #18 Collapse

        Re: fundamental impact or market

        Dear jab aap forex market Mein kam kar rahe hote hain to aapko yah Pata Hona chahie kis market Mein Achcha kam karne ke liye aapko hard work karna hota hai jo trading Forex market Mein rules Banakar kam kar rahe hote hain bus market Mein successful Etawah Tejab is market Mein acchi planning Karke kam kar rahi hote hain Agar MS market Mein acchi planning Karke kam kar Jaate Hain To Ham Khush market mein Kafi Jyada fayda hota rahata hai is market mein aap ko trade Lagane Se Pahle market Mein Jo Bhi news a rahi ho Uske bare mein pata Hona chahie Kyunki market Mein Kafi jyada hi impact news Aati Hai Jiski wajah se market Mein Kafi Jyada movement hoti hai aur aapko is market makers anusar ho sakta hai.
        • #19 Collapse

          Re: fundamental impact or market

          market analysis ki waja sa move karti ha or 3 tarah sa market ko analysis kiya jata ha jo ka asal main in ki types han jasy market main sab sa zeyada technical analysis use hoty han jo ka ham log indicator wagera use kar ka karty han lakin yahan bat ha fundamental ki jo ka new base par depend karty han to un ki waja sa market bahut zeyada volatile hoti ha
          • #20 Collapse

            Re: fundamental impact or market

            market k impact market ke effect ko samajhna bahut jyada jaruri hai aur ham jitna jyada forex trading market ko samajhne ki koshish karenge aur jitna jyada hamare pass trading ka knowledge hoga aur hamare pass itni jyada information hogi aur jitni acchi hamari learning skills hogi ham utna hi jyada forex mein kamyabi hasil kar sakta hai isliye agar aap kamyab hona chahte aur koi achievement karna chahte hain to fir aap main se kam Karen aur forex mein hamesha soch samajh Kar kam Karen
            • #21 Collapse

              Re: fundamental impact or market

              Market mein var Karne Wale fundamental impact se roshana hote Hain dekhiae online marketing business Mewar karte hue har ek baat Ka khyal rakha jata hai agar aapane koi bhi point MS kar diya hai to aap last utha sakte hain aur fundamental impact iska bahut jyada hi market ko check karna aapke liye itna jaruri hai jitna jinda rahane ke liye aapke liye khana jaroori hai aur Pina zaroori hai isliye market mein fundamental impact bahut asar rakhta hai aapko market kyon analyse karne ki jarurat Hoti hai jab tak ka market ko analyse Nahin karenge trade Nahin laga sakte aur agar aapane Bina market ke analyses ke trade lagadi hai to aap last uthaenge is bacche
              • #22 Collapse

                Re: fundamental impact or market

                Assalamualaikum doston ummid hai aap sab khairiyat se Hoga bilkul fundamental impact market ke major per per bahut jyada hota hai isiliye Hamen news Sahi connected Rahana chahie aur different types ki news ko understand karna chahie Taki aap overview karte hue market ko samajh sake aur technical analysis ke sath sath fundamental analysis bhi acche se karte hain tha ki aap Forex Mein acchi kamyabi Hasil kar sake aur consistent trading kar sake
                • #23 Collapse

                  Re: fundamental impact or market

                  Dear market mein fundamental analysis karne hote Hain humko market mein kam karne ke liye planning karni hoti hai tab Ham is market mein acchi tarike se kam kar sakte hain Jo thekdr is market mein apni learning complete karne ke bad kam start karte hain vah is market mein achcha decision lekar apne account per trading kar sakte hain agar Ham is market mein apni trade ke sath stop-loss lagate Hain to Ham is market mein nuksan se bus sakte hain Ham koshish market mein discipline ke sath kam karna hota hai hi jab Ham is market mein main rules banakar kam karte hain aur acchi trading karke apne account per profit hasil karte Hain to is se humko market mein kamyabi mil jaati hai market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai tab Ham kis market mein kamyabi aasani se Mil jaati hai market mein mistakes karne se humko nuksan hota rahata hai tab Ham is market mein chitra kaise kam kar sakte hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: fundamental impact or market

                    lovely ke members Pakistan per Aisi bahut acchi trading market hai mujhe laga ka kam Karenmain aapka Hamesha fundamental effect ko completely focus karna Hota Haikam kar rahe ho aap ke liye bahut important hote hain Maar Peene bahut jyada fundamental pet ho sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: fundamental impact or market

                      Assalam u Alaikum forest members Ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki fundamental analysis bahut acche analyses engine ka istemal karke Ham jyada se jyada profit hasil kar sakte hain isliye hamen chahie ke yahan mein forex mein found a mental analysis ka marketing mein istemal Karen takiya macha profit hasil Karen jyada se jyada in comme hasilkar forex trading mein kam karne ke liye hamare pass experience or knowledge hona bahut jaruri Hota hai Koi bhi jab Ham kam karte Hain to hamare paas hai uski practice hogi to Ham kaun start karte bhakti apne to djerba ko use karke kam kar sakte hain aur jyada se jyada profit hasil kar sakte hain Ham jab hamare pass forex ke bare mein practice hogi to djerba hoga ki kis tarah forex per kam Kiya jata hai to Ham aasani se forex per kam kar sakte hain forex per kam karne ke liye hamare pass practice kaun ho bahut jaruri hai jab hamare pass practice hogi to Ham aasani se forex per kam karenge practice ke liye hamen demo option per jana padega demo account per hamen jyada se jyada forex ke liye practice karna hogi jitni jyada Ham for demo counter practice karenge itna jyada hamen expert trader banaya ja sakta hai jab Ham forex trader per jyada se jyada kam karenge gay to hamen jyada se jyada profit on sale hoga jab time account per Ham jyada se jyada practice karenge uske bad Ham forex per kam start karenge to hamen kisi ki sim ke mushkil pesh nahin aaegi jab forex per kam start kar lenge counter ti aur quality ke liye usko dekh kar hamari quantity ko bhi achcha hona chahie hamari quality ke bhi achcha hona chahie forex ke rules hai jab se donon acche honge hamara 2012 achcha hoga hamare pass knowledge achcha hoga to hamen jaise achcha kam kar sakte hain sabse pahle mein apne time ki adjustment kar leni chahie ki kitne time mein hamen yah kam karne mein jyada se jyada forex ko time Dena chahie jitna jyada uska time legi itna jyada hamare liye aasani hogi aur ham achcha bolna sasil kar sakte hain forex per kam karne ke liye hamare pass knowledge or experience ka hona bahut jaruri Hota hai jab Ham for expert kam start karen hamare pass Na Lage bhi ho experience PO practice bhi ho time bhi Ho to Ham apne kaam par jarur focus karke acche se achcha bonus hasil kar sakte hain Ham acchi si acchi wording istemal karke quantity or quality ko dekhkar buri najar rakhe apne kaam par focus karke time ke liye han se Ham apna Kam sare exam de sakte hain jitna jyada Ham acche tarike se kam sar anjam denge itna jyada mein profit aur bonus hasil hoga uske bad hamen chahie ki Ham trade lagate waqt sabar se kam Le jab tak kam se kam nahin lenge tab tak Ham trade ko jald bazi mein lagakar aur apna nuksan codkar baithenge isiliye hamen chahie kya hamen sab rahata munh se kam lekar aur apne knowledge ko use karke time ko adjust karke kam karna chahie train lagate waqt mein bahut jyada soch samajh Kar kam karna chahie usi mein Hi hamara fayda hai Koi bhi kam karne ke liye hamare hamen mehnat karni padati hai jab Ham mehnat karte Hain to hamen jarur kamyabi hasil hoti hai mehnat Karne wale insan kabhi Na Kam nahin Hota Ham jitni jyada for experiment karenge itna jyada mein profit hasil hoga aur ham kabhi Na kami ka shikar nahin honge
                      • #26 Collapse

                        Re: fundamental impact or market

                        Assalamu Alaikum dear members Kaise Hamit Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein trading market per fundamental impact ko dekhna sikhe Agar fundamental impact ke bare mein Jaane tabhi aap Kamyab Satya Wala ke badh sakte hain
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rabiakhanzadi01 پيغام ديکھيے
                          Re: fundamental impact or market

                          Assalamu Alaikum dear members Kaise Hamit Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein trading market per fundamental impact ko dekhna sikhe Agar fundamental impact ke bare mein Jaane tabhi aap Kamyab Satya Wala ke badh sakte hain
                          Janab news ki jo trades hoti hai us ko fundamental analysis kaha jata hai. Fundamental analysis mai zarori hai kay ap pury sal ki jo ap kay pairs ki high impact news hai un ko apny pas save kar lain or phir ap daily basis pay jo news release hoti hai us ko learn karain or ap kay source learning kay jitny achy hogy ap fundamental analysis ko us kadar behtar bana sakty hain. Esleye koshish karain kay jab be fundamental analysis karain us mai ap ko pata ho kay ap short term news pay trade kaisy kar sakty hain. Jo log jin ko technical analysis ka pata nahi hai woh be fundamental analysis kar kay achi earning kar sakty hain.
                          • #28 Collapse

                            Fundamental impact or market


                            Click image for larger version

Name:	ee.jpg
Views:	32
Size:	195.4 کلوبائٹ
ID:	12861175




                            Financial markets, jese ke stock markets, forex, ya commodities, ko aik mukhtalif factors ka bohot bara asar hota hai. Aik aham category is asar ka hai, jo ke fundamental factors se aata hai. Chaliye is article mein ghaur karte hain ke market par fundamental asar kis tarah hota hai aur ye factors investor sentiment aur market dynamics ko kaise mutasir kar sakte hain.
                            Fundamental Factors:
                            1. Economic Indicators:
                              • GDP (Gross Domestic Product): Kisi mulk ki maali sehat aksar uske GDP se measure hoti hai. Barhti hui maeeshat aksar investors ko attract karti hai, jo ke market par acha asar dalta hai.
                              • Employment Data: Berozgari dar aur rozgar pedaish ke data se consumer spending aur confidence par asar hota hai, jo market sentiment ko mutasir kar sakta hai.
                            2. Interest Rates:
                              • Central Bank Policies: Central banks ke interest rates ke decisions market par gehra asar dalte hain. Kam interest rates maeeshat ko tezi se barhane mein madad karti hain, jabke zyada rates overheat ho gayi maeeshat ko thanda kar sakte hain.
                            3. Inflation Rates:
                              • Consumer Price Index (CPI): Mehengai ek currency ki khareedari ki quwat ko kam karti hai. Central banks apne target inflation rate ko maintain karna chahte hain, aur is se bhatke hue rates market expectations par asar daal sakte hain.
                            4. Political Stability and Events:
                              • Government Policies: Siyasi mustaqilat aur mustawar policies investors ke liye acha mahol banati hain. Sudden policy changes ya siyasi instability market volatility ko barha sakte hain.
                            5. Geopolitical Events:
                              • Wars, Conflicts, and Trade Relations: Duniya bhar ke events market par gehra asar daal sakte hain. Trade tensions, geopolitical conflicts, ya diplomatic developments uncertainty peda kar sakte hain aur asset prices ko mutasir kar sakte hain.
                            Alag Markets Par Asar:
                            1. Stock Markets:
                              • Earnings Reports: Individual company performance aur earnings reports stocks ke liye bohot zaroori hote hain. Positive results aksar stock prices ko buland karte hain.
                            2. Forex Markets:
                              • Interest Rate Differentials: Do currencies ke darmiyan interest rate ka farq forex markets ko mutasir karta hai. Aik mulk mein zyada interest rates foreign capital ko attract kar sakte hain, jo exchange rates par asar daalte hain.
                            3. Commodity Markets:
                              • Supply and Demand Factors: Maaliyat, geopolitical events, aur global demand jese fundamental factors commodity prices par asar daalte hain. Maslan, oil supply mein rukawat prices ko buland kar sakti hai.
                            Investor Sentiment:


                            Fundamental factors nahi sirf asset prices ko seedhe mutasir karte hain, balki investor sentiment ko bhi shape karte hain. Positive economic indicators aur stability confidence ko barha sakte hain, jo investment ko promote karte hain. Dusri taraf, negative khabar ya uncertainty risk se bachne aur market sell-offs ko paida kar sakte hain.
                            Ikhtitam:


                            Market par fundamental asar ko samajhna investors aur traders ke liye bohot zaroori hai. Maaliyat ke indicators ko analyze karna, central bank policies ki malumat rakhna, aur geopolitical events par nazar rakhna market participants ko inform kiya ja sakta hai. Lekin, yaad rahe ke market reactions complex ho sakti hain aur hamesha predictable pattern ko follow nahi karti, is liye risk management ke liye comprehensive approach hona zaroori hai.
                            • #29 Collapse

                              Market Fundamental Analysis:

                              Market ka naam sunte hee bohot se logon ke dimaagh mein ek sawaal uthta hai: "Yeh market kis cheez par qaim hai?" Yaani ke, market ki buniyadi asalat kya hain? Is sawaal ka jawaab talash karte hue, log market fundamental analysis ko istemaal karte hain.

                              1. Asal Cheezon Par Dhiyan:

                              Market fundamental analysis mein sab se pehla tareeqa yeh hai ke market ke asal maamlaat par dhiyan diya jaata hai. Yeh asal maamlaat ek mulk ki arthik, siyasi, aur samajhi halat ko shamil karta hai.

                              2. Arzi Asar:

                              Arzi asar ya temporary factors bhi market fundamental analysis mein shamil hote hain. Yeh maamlaat short-term fluctuations ko samajhne mein madad karte hain, jaise ke kisi bade event ya khaas tajziya ka asar.

                              3. Economic Indicators:

                              Market fundamental analysis ke tehat, arzi aur asal asar ko samajhne ke liye arthik indicators ka istemal kiya jaata hai. GDP growth rate, inflation rate, employment data, aur trade balance jaise indicators ka zikr hota hai.

                              4. Industry Analysis:

                              Market fundamental analysis mein ek aur important hissa industry analysis hai. Ismein specific industries ki performance ko dekha jaata hai, jaise ke technology, energy, ya phir consumer goods.

                              5. Company Performance:

                              Akhir mein, company performance bhi market fundamental analysis ka hissa hai. Ismein company ke financial statements, growth prospects, aur management team ka tajziya kiya jaata hai.

                              Market fundamental analysis ke istemal se investors aur traders market ke trends ko samajhne aur future ke liye behtar faislay lene mein madad hasil karte hain. Is tareeqe ka istemal karke, unhe market ke movement ko predict karne mein asani hoti hai.

                              Toh, agar aap bhi market ke asal maamlaat ko samajhna chahte hain aur behtar invest karne ki koshish karna chahte hain, toh market fundamental analysis ka istemal zaroor karein. Isse aapko market ke dynamics ko samajhne mein madad milegi aur aap apne investments ko behtar tareeqe se manage kar sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse


                                FUNDAMENTAL IMPACT OR MARKET DEFINITION'

                                Many investors only ose price ko look hai Jis per stock ocy time trade kar raha hai and uska analyzing karne ke instead usne kis chiz per trade Ki Hai stock Ek company ki taraf se issued Kiya jata hai to uski overall performance company ki financial performance se related hai fundamental analysis aapko yah see ki allow deta Hai Ke company ki market value kya honi chahie fundamental analysis ke Kuchh tools Hain jisse analysts use karte hain Kuchh examples financial report report ke ratio market report spreadsheet chart graph Infographics and industries and economy se mutalik government agency ki report hain



                                STATEMENT OF CASH FLOWS

                                Cash flow ka statement business ki ek.period Of time cash ki inflow and out flow Ke record ki represent karta hai typically cash flow ka statement following cash se related activity per focuses markoos karta hai cash from financing: fund issuing karne and Karz Lene se cash ki paid ya received ki gai cash from investing: asset investing ke liye used hone wale cash ke sath sath long term asset other business ya equipment ki Sale se Hasil Hone Wali Aamdani operating cash flow: day to day business se generated Hone Wali cash flow ka statement important hai Kyunke yah business ke liye apni cash ki situation mein manipulate karna challenging Hai aggressive accountant earning Mein manipulate karne ke liye bahut Kuchh kar sakte hain but Bank Mein fake cash karna tough hai





                                CORPORATE GOVERNANCE

                                Particularly note Karen ke whether management shareholder ke right and shareholder ke interest ka respect is Baat Ko insure banaen ke share holder ke sath Unki communication transparent clear and understand able ho Agar aapko yah Nahin Milta Hai To probably iski because yah Hai Ke vah aapko Nahin want hain aap Ek Aisi company ke sath business karna chahte hain Jo ethically fairly transparently and efficiently Run ki Jay corporate governance Ek organization Ke within place policies ki describe Karti Hai Jo organization director and stake holder ke between responsibilities and relation ship ki denoting karti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X