Trade mai tajarba kaam aata hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade mai tajarba kaam aata hai
    Ye tu sab ko malom hoga kay jo insaan kisi platform par ziyada waqt invest karta hai us ko wahan ka profit loss or har cheez ka ilm hota hai or wesay bhi knowledge hi kamyabi ka zariye hai or seniors ki posts ko read karna chahiye is say faida hoga or hum ko pata chaley ga or seeekh sakhen gay kay rules kiya hain trade kay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

    Assalamu alaikum dosto ummid hi ke aap sab khairiyat se honge aur instaforex mein hardworking kar rahe honge agar Ham koi bhi trade lagate Hain to hamen sabse pahle experience aur knowledge hona chahie aur hamen market ki moment ko analyse karna chahie Taki hamen kamyabi e hasil Ho
    • #3 Collapse

      Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

      Achcha to doston kaise ho aap sab Aamir karta hun sab log acche hi honge to doston duniya ka koi bhi kam karne ke liye usmein tujrby Ka hona jaruri hai agar aapko kisi kam ka tajurba nahin hai to aap usmein nuksan uthaenge aur aap usmein kabhi bhi munafa yah profit hasil nahin kar sakenge to trading bhi ISI tarah ka Kam hai jab tak aap ko iska tajurba nahin ho jata experience nahin ho jata tab tak aap ismein profit hasil nahin kar sakte.
      • #4 Collapse

        Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

        Salaam to all my forex members umeed hai ap sb khairiyat se hon ge dosto trade mn tajurba agr ho to ap trading mn profit hasil kr skty hain jesa k hm sb janty hain without Experience koi bhE kaam successful nhe hota jitna ziada Experience hoga utna he ziada Earning ho gi so trading mn Experience ka hona bht zrori amer hai...
        • #5 Collapse

          Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

          assalamu alaikum dear Fox members jesa ke aap sab log jante Hain ki trade karne ke liye aapko bahut jyada sochne samajhne ki jarurat hoti hai bina soche samjhe aapko koi bhi trade nahin lagani chahie isase aapko loss ka samna karna pad sakta hai aur Tajarba trading lgaane ke liye sabse jaruri chij hai jab tak aapko trading ka tajurba nahin hoga tab tak aap kabhi bhi trading ko nahin samajh sakte aapko chahie ki aap achcha experience hasil karne ke liye demo account ki Jyada se Jyada practis Karen isase aapko trading karne mein aasani hogi aur aapko loss ka samna nahin karna padega
          • #6 Collapse

            Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

            Forex men hamen achy experience kay sath kam karna hota hy agar jhum as men achy experince kay sath kam karen gy tu hum kamyaby hasil kar skane gy tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chahey tkaeh hum nakam nah hon balkeh hum mahnat kar kay acha profti hasil kar saken kun kay forex men mahnat karna bahut mushkil ho gaya hy as men hamen dekh bhal kar kam jary rakhna lazmen hota hy tab ja kay hum kamyaby hasil kar sakty hian
            • #7 Collapse

              Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

              G thk kha k trade me ap ja experience bhttt Ziayada Kam ata hai Jin logo k pass jitna acha experience ho ga wo itnii achii trdae KR skty hai ..
              Is liye experience hasil krny k liye humy demo account use krna chaye ta k hum a Hy sy trade KR sky or profit haisl KR skay
              • #8 Collapse

                Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

                assalamu alaikum their friends ji han bilkul apne sahi kaha hai ki hamen trading main sirf experience kaam aata hai to isiliye hamen ismein apna experience aur knowledge increase karna hoga tab hi Ham ismein achcha profit Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

                  nishaktjan bahut jaruri hai experience aapko ek achcha determine aata hai aur ek achcha trader achcha profile karta hai achcha bra pad hasil karne ke liye aapko accha tractor banaa bahut jaruri hai mein aata forex mehnat Karen Taki main karke aapko achcha profit hasil Ho shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

                    Aslam o alikum dear friends ummid karta hun aap bilkul theek hon gay or achy sy apna Kam kr rahy hon gy meet is dost ki bat bilkul theek hai k humashain experience sy sy he karobar hota hai is k siwa humain karobar krna fazol hai jub hum kar or krty hain tu is k mutaliq jankari ekhati krty hain jub humain is kam k bary main full guidness mel jati hai tu he phir hum apna Kam shuroo krty hain agger hum bagair sochy sumjhy kam shuroo kr dain tu is sy humain loss ho skta hai hai is leya experience or knowledge ka hona the zarori hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

                      Aslam o alaikum dear ap ne bilkl thk kha hae k trade main tajarba kam ata hae blkul ap ne thk kha hae q k experience wala admi kabhi nakam ni hota hae islia kamyab hone kalia experience bohr zarori hae agar hame experience ni hae to hame loss ja samna hasel karna pare ga q k is ka bagher ap nakam hain insan ko hamesha yah wala aadami hi hi kamyab ho sakta hai yah bahut jaruri e aur anda kaun hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

                        ji han bilkul aapane sahi kaha hai ki forex mein hamara experience Rahe hamare kam aata hai aur hamen experience or knowledge jyada se jyada hustle karte rahana chahie kyunki jis waqt Ham apna Kam karte hain to vah vah hamare kam aata hai tab hi Ham usmein kamyab ho sakte hain jitna jyada hamare pass achcha knowledge or experience hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

                          Aoa bhai jan ap nay billkull theak baat ki pakistan forex main mahnat kay sath sath ap ka tajarba bhi kaam atta hy ap ka tajarba jitna ziada ho ga ap ko kaamyabi itni ziada hasil ho gi is liay ap ko chahei agar ap nay pakistan forex forum main yrading krni hy to phelh ap ko knowledge hasil krna chahei
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

                            Trade men tajarba kam ata hy ager tajarba hoga to munafa hoga trade men
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade mai tajarba kaam aata hai

                              jee haan bilkul dostoo jaisa ke aap jantay hain ke agar hum reading ke baray mein tajurbah haasil kar lete hain to trading hum kaafi achi tareeqay se kar sakte hain aur profit bhi haasil kar saktehain is liye hum jis kaam ko start karte hain hamein is ke baray mein pehlay tajurbah nahi hota jab hum kaam karna shuru kar dete hain to kuch arsay baad hamein is ke baray mein tajurbah mil jata hai jis ki wajah se aam kaam mein kaafi acha kamaai kar letay hain chahay jo bhi kaam ho is liye tajurbah aur hamaray liye ilm bohat zaroori hai pehlay to ilm hona chahiye online kaarobar karne ke liye is ke baad hamaray paas aik tajurbah hona chahiye jab hum kisi kaarobar ke baray mein tajurbah haasil kar letay hain to hum is mein kamyabi ki taraf barhatay hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X