Mahnt =kamyabi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mahnt =kamyabi

    Dear members jisa k app sub janty han k jo bhi kam mehnat or lagan sy kia jy es main kamyabi zaruar milti hy es lie hamen bhi forex main apne learning ko strong karna ho gay tabhi hamen kamyabi hasil ho gi forex main mehnat or lagan sy kam kar k success gain karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mahnt =kamyabi

      Assalamu alaikum good morning have a nice day ji es bat mein koi shak nai hai mehnat krein gay tu kamyab hon gay Pak Forex Forum aik esa platform hai jahn without experience hum kuch b nai kr sakty or experience knowledge etc hum mehnat hard working sey hasil krty hein .
      • #33 Collapse

        Re: Mahnt =kamyabi

        Mehnat hi sab Kuch hai kiss se hum kamiyabi hassil Kar sakte Hain or taraqi ki rah pr gamzan ho sakte hai ISS liye agar humm koi kaam kartein hai USS main mehnat zaroor Karni chayei taaqe hamara apna faida ho dousroon Ka bhi ISS liye mehnat se hi kamiyabi hassil hotiha humein he kaam main mehnat Karni chaiey chaye phir wo Chita ho ya phir Barra ho thanks
        • #34 Collapse

          Re: Mahnt =kamyabi

          assalamu alaikum real friend kaise hain jaise aap ko pata hai kar kam abhi hona hai to hamen mehnat karni chahie agar main nahin karenge to nakam rahenge isiliye har kam mehnat Karen mein naat mein kamyabi agar main karenge koshish karenge jis kam ko bhi karna hai usmein kamyab ho sakte hain isliye hamen chahie yaar kam mehnat Karen aur kamyab Ho to hamara phase diagram kamyab nahin hona to Kam karna Bina shuru bhi Na Karen
          • #35 Collapse

            Re: Mahnt =kamyabi

            Ji haan mere Bhai aapane Sahi kahan hai mehnat se aapko kamyabi milegi agar aap Forex mein mehnat karte hain apni post per mehnat karte hain acche ho aur quality wali post banate hain Dil lagakar work karte hain hardworking karte hain regular fark dete Hain usko aur apna har kam discipline ke sath aur acchi mehnat ke sath complaint karte hain agar aap trading per mehnat karte hain achcha experience increased karte hain Chand knowledge share karte hain Apne trading co kamyab banane ki ful koshish karte hain practice per mahant karte Hain to aap jarur trading mein achcha proper Lene mein kamyab ho jaate Hain mehnat hi mein barkat aur Hans mat hai aur main Aarti mein kamyabi hai mehnat karne wala Kabhi bhi Na Kam Nahin hota hamesha kamyab rahata hai 👍
            • #36 Collapse

              Re: Mahnt =kamyabi

              agar aap logon ne yahan is market Kendra kamyabi hasil karni hai to aap logon ko jyada se jyada hardworking required hoti hai mehnat karte jaen aap logon ko yahan per kamyabi Milana shuru ho jayegi acchi quality wala kam aap logon ke apne upar depend kar raha hota hai jitna achcha kam kar lenge utna acha award milega aap logon ko isliye hamesha regular hokar kam Karen aur acchi quality wala kam hi aap logon ko yahan per successful banaa sakta hai
              • #37 Collapse

                Re: Mahnt =kamyabi

                G Han members bilkul thek kha mehnat c hi kamyabi milti h r insan jb tak mehnat c r Dil lga k kam ni kry ga kbhi kamyab ni ho skta mehnat krin gy tu kamyabi h mehnat c aj tak logo ko tatami mili h r mily gii r interest k sth kam ni krin gy tu kamyabi b kasy ho hi ni sktyy
                • #38 Collapse

                  Re: Mahnt =kamyabi

                  Assalam o alaikum jitni zyda mahnat se kam karenge to utni hi zyada kamyabi hasil kar sakte hain aur acha experience or knowledge hasil kar sakte hain aur isliye hamain zyada se zyada mehnat k sath kam Karna chahiye aur zyda se zyda time mehnat k sath kam karte rehna chahiye kyunk kamyabi hasil karne k liye mehnat Karna bahut zaruri hai aur agar Ham forex main mehnat se Kam karenge to Ham achi kamyabi hasil kar sakte hain aur achi earning hasil kar sakte hain aur agar Ham forex main mehnat se Kam nhi karenge to Ham kabhi bhi kamyab nhi ho saktay aur acha experience or knowledge hasil nhi kar saktay hain aur acha bonus hasil nhi kar saktay hain aur forex main kamyabi hasil karne k liye aur acha bonus hasil karne k liye hamesha zyda se zyda mehnat Karni parti hai agar Ham forex main mehnat se Kam karenge to Ham zarur successful ho saktay aur achi earning hasil kar sakte hain aur acha bonus hasil kar sakte hain
                  • #39 Collapse

                    Re: Mahnt =kamyabi

                    hye all forex forum k members, umeed krti hun k aap sb log khyriat sy hongy or aap sb apna kam enjoy ker rahy hongy, jesa k sb log janty hain k mehnat sy hi kamyabi mil skti hai wrna hmy kabhi bhi kamyyabi nahi mil skti kamyab hony k liye hmy sb sy pehly mehnat krna hogi tabhi to hmy kamyabi mil sky gi is liye aap agar kamyab hona chahty hain ot apny aap ko sb sy pehly mehnati insan bnayn, jb aap mehnati bn jayn gy to kamyabi khud ba khud aap k kdmo mein aa giry gi.
                    mehnat to ho hurba hai k jis ko azmany sy aap bry sy bry kam ko bhi asaan bna skty hain or boht hi easily kerr skty hain kisi bhi kam ko. or phir trakean aap ak mukader bn jati hain.
                    "Dream bigger. Do bigger"
                    (mahroosh)
                    :1f607:


                    • #40 Collapse

                      Re: Mahnt =kamyabi

                      Forex Mein Vahi log Kamyab Hote Hain Jo Yahan per hardworking karte hain hard working karne wale log Kabhi Bhi Na Kam Nahin Hote Hamen Forex Mein kamyabi Hasil karni hai to Yahan per hard-working Karni Hogi Apna Jyada Se Jyada time invest karna hoga Ham Yahan per Jitna Jyada Apna time invest Karenge Hamen utna hi jyada knowledge or experience Haasil Hoga aur ham Usi Ki beche per kamyabi Hasil kar Sakenge
                      • #41 Collapse

                        Re: Mahnt =kamyabi

                        Aslam o alekum dost bhut acha topic hy mehnat =kamyabi jes kam ko jetna mehnat sy keya jata hy uta ach hota hy jes bhi business ko shuro karain us k ly hard work lazmi hy aur sath main us k mutalik information ka hona sone pe suhage wali bat hy jes sy loss <profit hota hy aur success ap ki janb barhti jati hy good work good knowledge se ata hy aur earning achi learning sy
                        • #42 Collapse

                          Re: Mahnt =kamyabi

                          Assalamu alaikum dear all members forest forum per kam karne ke liye hamen sabar himmat hausla ki jarurat hai yahan Ghar ham sukun se kam karenge hosle se kam karenge mehnat karenge lagane se kam karenge sabar karenge to hamen profit achcha milega aur hamen tarkki ke bhi jyada chances milenge Tu jitna ham jyada acchi tarike se mehnat karenge acchi tarike se kam Karen ko kuchh Nahin milega
                          • #43 Collapse

                            Re: Mahnt =kamyabi

                            walaikum salam dear member aapane bahut hi acchi information hamare sath share ki Hai jab Ham forest form per kam karte Hain to usmein hamen hardwork karna hota hai agar Ham ismein completely hardworking karte hain aur apna daily ka target complete karte Hain to Ham kamyabi hasil kar sakte hain isliye hamen hamesha koshish karna hogi ki Ham ismein properly focus Karen aur jyada se jyada hardworking Karen agar ham proper time spent karte Hain to Ham ismein bahut jyada advantages hasil kar sakte hain isliye hamen hamesha koshish karna Ho Gai ki Ham ismein achcha experience ke sath kam Karen apni learning ko jyada se jyada increase Karen tabhi Ham ismein profitable honge.
                            • #44 Collapse

                              Re: Mahnt =kamyabi

                              Secret assalamu Alaikum ummid hai ki aap sab bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai kya mehnat hi kamyabi hai to aapko batate chalen nahin to ji han aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Ham Naina ke sath kam karte rahen agar Ham mehnat karenge to Ham kamyab Ho jaenge mehnat kamyabi ke barabar hoti hai hamesha mehnat karte rahana chahie mehnat karke hi Ham kamyab ho sakte hain Hamen achcha kam karna chahie achcha kam karne se Hamen kamyabi milati hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Mahnt =kamyabi

                                Bohat hi accha explain kiya hai aap nay or accha dispay kiya hai kay kamyabi ka zariya hai mehnat agar kaamyab insaan ka pocha jaye tu koi bhi business ho forex ho ya koi or har kisam kay online busines mai hard work or quality kay work ki importance hoti hai us kay liye firm attitide ka hona lazmi hai or umed kay saath kaam karna zarori hai jis kay liye interest ka hona bhi lazmi baat hai so isi liye mehnat kar kay hi kamyabi hasil ho sakti hai or consistent kaam karna chahiye or time table bana kar follow karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X