Market analysis zazori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market analysis zazori hai

    g hn forex market ma kam karna ka liya yha zaruri han huma phlaya market ko watch kar laya .is ky bad ap demo pr more practice kry is sy ap ky pass experience or knowledge ay ga or sat sat market trend ko bi smjy. ap demoo accnt ko use karain commnly ap jub bhi fre hinus ko use kain wo ap ki skills ko develop kernay ma p ki bhut zada help kerta h aap kay pass knowledge barhta jaye ga or phir is tarah he aap is business main apna career banna sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market analysis zazori hai

      Assalam walekum doston ji han Ham koi bhi trade lagate Hain tu hamesha se pahle market ki moment go acchi tarah se analyse kar lena chahie taake hamen bahut jyada fayda hasil Ho
      • #18 Collapse

        Re: Market analysis zazori hai

        Assalam o alaikum tamam pak forex members umeed hay ap sab thek hon gay aur achay tareeke se trading kar rahay hon gay, Forex trading Main Jab Bhi aap kam karen to market ko analyse mast bhi kar liya Karen Kyon Ke market daily basis per update ho rahi hoti hai market ko analyse karne ka maqsad yah hai market Mein Forex ki value kya chal rahi hai, iss market ko analuze zaroor kar lya karain.
        • #19 Collapse

          Re: Market analysis zazori hai

          Ak acha trader kabiii biii market ki analyse kiye begair trading NH krta ..... Wo sb sy phly market kiii movement ko check krta hai ... News ki follow krta hai planning krta hai ..
          Us k bad ja k wi trading krta hai agrr hum market ki analyse NH krty or humy PTA hiii NH hota marketing neachy kiii tarf a rhii hai ya upper kii ty hum nuqsan ythaty hai tu phly market ki achy sy analyze krna chaye pir hiii trading start krniii chaye..
          • #20 Collapse

            Re: Market analysis zazori hai

            Market analysis zazori hai hard working is most important in forex jab tak hum mehnat nahi karenge tab tak kamyab nahi ho sakte.wo kamyab trader hay lakin meray khayal say us kay bad earning ka tariqaqar hay jis ki waja say wo forex say achi earning karraha hay.
            :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
            • #21 Collapse

              Re: Market analysis zazori hai

              G han bilkul huma forex ma trad lagna sa phlay huma market ko analysis karna chiya demo account par kam karna chahyia or is baat ka khyal rakhna chahyia ky ham ko faida kisy hasil hota hay or kis galti sy ham loss karty hian is tarhan ham apni trading skill ko zada sy zada barha sakty hain Forex demo account par practis karna parega apko es busineass ka liay bohothe expireance hasel karna parega.tabhe aap ak ache trader ban sakte hay..
              • #22 Collapse

                Re: Market analysis zazori hai

                red lagane ke liye yah bahut hi jaruri hai ki market ka analyses jarur Karen agar Ham market ko analyse nahin karte to Ham kabhi bhi kamyab nahin ho sakti
                • #23 Collapse

                  Re: Market analysis zazori hai

                  hello doston market analysis bahut hi jaruri hai trading kar lagate waqt aapko market ka accha analysis karke hi trade ko open karna chahie jab aap market ka acche tarike se analysis Kat lete hain to market ke train ka pata laga sakte hain jab aap market ke train ka pata laga lete Hain to aap acchi trading karke achcha profit Kama sakte hain iske liye jaruri hai kya aap proper analysis Karen aur market ki news ko study Karen tanker aapki acche analysis se Hi acchi trading ho sake
                  • #24 Collapse

                    Re: Market analysis zazori hai

                    g han market ko analysis karna both zaruri hain apne andar trading skills peda krsakte ho apko chaye k ap demo account pe zada se zada practise kro isse apko new plans and new stratigies ka pta c ahlega or apki trading skills barhegi demo account as much as you can and practice new plans and strategies on demo trading this would help you alot in real trading .i think that to increasing our trading skill we must be needed practice demo.. demo helps us to get experience on real forex trade.. i think at least 6 month we should practice demo before starting real trade..
                    • #25 Collapse

                      Re: Market analysis zazori hai

                      ji han dosto Apne bilkul sahi kaha hai ki market koi movement ko analyse karna hamare liye bahut hi important hai kyunki jab tak market movement ko acchi Tarah se Nahin samjhe ya to ham apni trade acchi Nahin laga denge to tum ham dost koshish Kiya karne ke vah market ki moment ko acchi Tarah se samajh Kar apni trade lagaya karen to aapke aur state ke sath sath tumhara achcha profit hasil ho agar ham bagair soche samjhe Apne trade lagate Hain to ham loss main bhi ja sakte hain to aise halat nahin karna chahie kyunki market ki movement ko samajhna hamare liye kamyabi ka am jariya hai agar ham market ki moment ko samjhaie to samjhe ham Apne mission main proper tarike se kamyab Hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Market analysis zazori hai

                        Han ji bilkul Hamen market ki movement ko analyse Karte Rahana chahie Kyunki Agar Ham market ki movement ko analyse Nahin Karenge to iski vajah se Hamara account wash ho jaega aur Hamare signal Hamen fek Milenge Agar Ham Chahte Hain Ki Hamare signal dekhna hun aur ham Khud analysis Lag Jaaye To Hamen Forex ko time Dena Hoga trading Karte Rahana Hoga Jiski vajah Se Hi Ham successful trader Ban sakte hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Market analysis zazori hai

                          market k analysis bohat zyada zaroori hoti hay kamyab trader banta hy to hard worker hi zeada earning kar sgaty hy jo hard work nai karty hy who kamyab nai hoty hy high earners bi lekin high earners zyada kamyab hn keon ka sb log earning ka liya hardwork kerta hn...
                          • #28 Collapse

                            Re: Market analysis zazori hai

                            , Assalam Walekum diras ji han Pakistan Forex forum per Hamen chahie Ke Jab Ham koi train lagaen usse pahle Hamen usse metallic market ko analyse karna chahie tar ke Koi nuksan Na Ho Aur Hamara account bhi Sahi Rahe aur ham Jyada Se Jyada earning Kama sakte hain isliye market ka bahut jyada jaruri hai Jiske bare mein Ham trade Laga rahe hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Market analysis zazori hai

                              Aslam o Alekum mery forex k friends main umeed krta hoon ap sub theak hoon gy dostoo trading krny sy pehly hamian market ka analysis krna bahut zaroori agr hum market ka analysis kia bgair kam karte hain to hamain loss bhe ho skta hy is ly hamin mahnat kr k market k analysis kr k he apna kam shoru krin PHR hamin acha profit ho ga Inshallah
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Market analysis zazori hai

                                Dear Fox member with karta hun aap sab khairiyat se Honge Forex Mein Acha profit Hasil kar rahe Honge Apne work se satisfy Honge apane bahut pyari baat ki hai Market analysis zaruri hai main aapko batata Chalein agar aap Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain aapko acchi planning acchi strategy ke sath sath acche analysis ki bhi jarurat Hoti Hai Kyunki Forex Mein kamyabi ke liye aapke pass market ka experience hona lazmi hai Jitna maximum aapke pass Forex aur Market ka experience Hoga aapko Itni hi kamyabi Milegi aap Jab apni trade open Karen sabse pahle aap market ko acche tarike se analyse Karen market ki movement ko Dekhen Uske bad acchi planning achi strategy ke sath trade lagaen aap market ka experience demo account se Hasil kar sakte hain agar aap continue demo Kaun per work karte hain market ki movement ko dekhte hain different pair ki movement ko dekhte hain UN per trading Karte Hain Jab aap regularly work Karenge Inshallah aapko kamyabi Milegi thank you

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X