Dear jasay ka ap ko malom hai ka ap ka liya experience bahot zada matter krta hai ap ka pas experience hona chya tab he ap trade kr sakty ho is liya ap ko chya ka zada mahnt say kam kry or koshih kary ka market analysis krna siky jab market ka analysis ap ko ata ho ga to ap ka Liya kam krna asan hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим