Loss or profit business ka hissa han.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Re: Loss or profit business ka hissa han.

    dear forex members loss ar profit kisi bhi business ka lazmi hisa hoty hn is lye agr ap knowledge experience ar mehnat k sath kam kren gy to ap ko profit mily ga isi tra agr ap mehnat nahi krrn gy apny kam py focus ni kren gy ar bagair knowledge ar practice k kam kten gy to loss ho ga is ly apny kam py focus kten ar agr kbi loss ka smna ho jay to pareshan mat hon aar na hi apna kam adhora choren balky mehnat jari rajhen .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Re: Loss or profit business ka hissa han.

      Assalam-o-Alaikum 🤝

      Dear forex members hope you are doing well and getting good income from Forax business and completing your daily target of posting on Pakistan Forex forum with your hardworking, dedication and commitment to your work

      G hn apne bilkul theek kaha profit and loss business ka part hn or in ko Apne zehn par swar nahe krni chaye, agr Trading ma loss ho jata ha to preshan nahe hona chaye or na e trading ko give up krna chaye, loss hone ki sorat ma mazeed confidence or mzeed josh o jazbe k sath kaam krna chaye or apna loss recover kr k acha profit hasil krne ki koshsh krne chaye.

      Agr ap b Forex trading kr rahe hn or apne trading ko successful and profitable bnana chahte hn to ap ko b profit and loss ko business ka part smj kr sir par swar nahe krna chaye or bs apne kaam oar focus krna chaye.
      • #123 Collapse

        Re: Loss or profit business ka hissa han.

        My dearfriends umeed karta hun aap sab khairiyat se honge main aapko ek baat batana chahta Hun Ki forex ek aisa business hai jismein jismein Ham jitna jyada bar karenge utna hi jyada faydemand hoga aur business ka hissa hoti hai loss bhi profit bhi jitna jyada insan business achcha karne lag jata hai to use loss bhi ho sakta aur profit bhi hasil ho sakta hai agar insan dar dar ke Koi kam karta hai to kamyab nahin ho sakta ISI vajah se hamen chahie Ham dar dar ke kam na Karen aur acche se kam Karen loss or profit insan mein business ka ek hissa hota hai
           
        • #124 Collapse

          Re: Loss or profit business ka hissa han.

          my dear friends umeed karta hun aap sab khairiyat se honge na aapko ek baat batana chahta hun kya forex EA kaisa bhejne jaaye jismein loss or profit bhi a sakta hai forex EA kaisa business hai jismein loss or profit hone par insan ko ghabrana nahin chahie kyunki business ka ek hissa hote hain aur profit bhi jo insan dar dar ke kam karta hai vah kam yad nahin hota to hamen chahie ismein Ham kamyab hone ke liye dar dar se kam na Karen jitna jyada Ham dar dar ke kam karenge utna hi jyada hamen loss hoga loss to business ka hissa hota hai aur profit bhi business kaisa hota hai to hamen chahie Ham himmat na hare
           
          • #125 Collapse

            Re: Loss or profit business ka hissa han.

            Jab ap kisi business ki bat kartay hain to us men profit aur loss dono shamil hotay hain. Ye mumkin nahin hai k kisi business men apko sirf profit ho aur loss na ho. Business men apko dono k lye har waqt tayyar rehna hota hai k kisi b waqt kuch b ho sakta hai.
            • #126 Collapse

              Re: Loss or profit business ka hissa han.

              Assalamualaikum.
              Dear forex members.
              Duniya ka koi bhi business ho usmein profit aur loss donon hote rahte hain aisa Nahin hota ki aap ko sirf aur sirf profit gain ho ya sirf aur sirf loss ho forex mein bhi aapko profit aur lost donon hote Hain kyunki yah donon Kisi bhi business ka laaj me hissa hote Hain agar aapko abhi se business mein profit hota hai to aapko usmein loss ki bhe hope rakhni chahie kyunki aap Ko jitna usmein profit ho sakta hai utna loss bhi ho sakta hai Forex mein agar aapko profit hota hai to aapko Khush Hona chahie aur agar aapko loss hota hai to aapko pareshan Nahin Hona chahie balki loss ko recover karne ki koshish Karni chahie .
              shukriya
              • #127 Collapse

                Re: Loss or profit business ka hissa han.

                Loss aur profit bussiness ky parts Hain because hr bussiness mein loss aur profit donu hoty Hain isliay humen chahiay keh hum apni learning ko increse karen Demo account pr trading ki practice Karen aur seniors ko follow Karen aur ziada say ziada mehnat Karen Jitna ziada app ismein mehnat Karenge utni achi earning gain Kar sakty Hain isliay humen chahiay keh hum apni learning ko increse karen aur ziada say ziada mehnat say acha profit gain karen.agr humen loss hota hai to humen ghabrana nhi chahiay balkeh apni learning ko increse karna chahiay aur apni mistakes say learn karna chahiay.issay hum biaht achi earning gain Kar sakty Hain.
                • #128 Collapse

                  Re: Loss or profit business ka hissa han.

                  Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Ho Jaaye Ham Pyare bhai jaan Apna theek kaha hai cal aur aur profit Ek business Ka hissa Hai Jab tak hai aapko loss or profit Nahin Honge tab tak aap Businessman bhi Kamyab Nahin ho sakte
                  • #129 Collapse

                    Re: Loss or profit business ka hissa han.

                    Ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki loss or profit business ka hissa hai bilkul aisi hi baat hai profit aur jo lost hota hai ya mare business hamare karobaar ka hissa hote hain ya to hamen business kaise load hote hain yah to profit hote donon hote rahte hain isliye Ham donon Surat shahar mein ek jaisa rahana hoga aur hamen mayus nahin hona hoga so aap log mehnat karte rahen mehnat ka phal meetha hota hai uski hamen acchi se acchi kamyabi milati hai aur achcha profile milta hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #130 Collapse

                      Re: Loss or profit business ka hissa han.

                      Asalam o alaikum kasy hain s forex members umeed hai sb khariyet dy hon gy. Forex trading ma loss or profit bussiness ka hissa hain qk har business ma yeh sh comman hota ha...id lyh hamy hamy lossbsy himmat nhi hari chyh..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X